Chapter 2
At morning in Zaya room:
Zain threw his hands up in the air and yawned.
Zain:Yeh maamu ki bhani kaha hai?
Complain tatoo...maamu dekho yeh kya keh raha hai *copies her*
Sahi to keh raha tha...tumse shaadi kar meri zindingi barbaad hogayi hai!!!
Suddenly the main door clinches and surraiya comes in
Surraiya:Maine sab suna...Zain aaj main tumhare pas ek maa ki tohr par nahi ek saas ki tor par aayi hoon.
Zain tumhe pata hai...ki kabhi jo hum chahte hain woh hume nahi milta...aur jo dusre koi chahiye hota hai woh tumhare pass hai...
Zain:Mom par main kisi aur se pyaar karta hoon...aapko pata hai na?Shaina...
Surraiya:Mujhe sab pata hai...isliye tumhe yeh dhikane aayi hoon...
she shows him a clip where shaina is with other boy and saying that she with Zain only for his money...and she loves the boy...at the end she kisses him.
Zain:What!!!!!!She cheated me??
U!!!
Surraiya:Zain...dekha tumne...meri baat mano aaliya ko kamse kam ek mauka do...tumhe pata hum use kyun laye hain?
Kyuki woh tumhare liye sahi hai...
Zain:Mom...aapne mujhe yeh dhikar kar aankhein khol di...par...
Aaliya se main mohbbat nahi karsakta...
Surraiya:Beta...jitna mujhe kehna tha main utna keh chuki...ab main chali...
She leaves...
while the door of bathroom opens...and aaliya enters..
Aaliya is drying her hair...suddenly zain holds her hand pulls her down towards him...
Zain:Dekho maamu ki bhanji...yeh mera kamra hai...tumhe yahan meri tareeko se rehna padega...
mere neche...
Aaliya frees her haand from his grip.
Aaliya:Mr.Zain Abdullah tum yeh mat samjho ki agar maine kal tumhe kuch nahi bola toh aaj bhi nahi bolungi...
1)Pehle baat agar tum mujhe hate karte ho toh main bhi tumhe hate karti hoon...maine tumse sirf isliye shaadi ki kyunki main kabhi maamu aur maami ko inkaar nahi kar sakti...
2)dusri baat...main hoon Mr.Osmaan Abdullah ki bhanji...aur tumhari biwi...mera is kamre pe utna hi hak hai jitna tumahra...
3)teesri baat mujhse dhang se baat karu...samjhe!
Zain:aahhh main to dar gaya...maamu ki bhanji main bhi tumhare maamu ka beta hoon...mujhse bach ke rehna...tum mujhe khud chodkar jaogi...yad rakhna...
Aaliya:Achaaa..aisa hai...dekhlenge...
Suddenly they hear a knock at the door,
Chandbibi is there...
Chandbibi:Goodmorning dhulan...kya baat hai tumne to aate hi Zain ko sudhar diya...Zain itne jaldi uthgaya...wah...
Aaliya:Chandbibi aap chinta mat kareye...abhi toh main sirf aayin hoon...aage age dekhiye hoga kya
Zain:Maamu k bhanji itna aasan nahi hoga mujhe sudharna...
Chandbibi:Bas...bas...dono ladna band karo aur niche aa jao breakfast ke liye...
Aaliya:Jee aate hain...tayar hoke...
She leaves.
Zain:Jaldi tayar ho...
Aaliya:Are...yeh zip band nahi ho rahi usme mere kya galti?
Zain:tumse kuch nahi hosakta...
he goes to her and touches her bare less back...
Aaliya:Zain..yeh kya kar raho...
Zain:Tum chup raho...Lo hogaya...
Suddenly realization hit Zain back...
Main yeh kya kar raho
There was two mins of silence between them...
Suddenly a voice came...
Zain aur Aaliya neeche aa jao...naashta tayar hai..
Aaliya:haan...
She ran out of the room.
Zain to himself:
Oye Zain abdullah kya kar raha hai...chup chap usse hate kar...
samjha...!!!
He also leaves for breakfast
After breakfast Aaliya goes to Osmaan:
Aaliya maamu kya main abroad ja sakti hoon apni padhai ke liye,
Aap ko paise nahin dene padhenge mai wahan khud se rahungi...mujhe scholarship mili hai.
Osmaan:yeh kya keh rahi ho beta...tum jao main kharch uthaunga par ek sharth hai ki tumhe zain ko bhi apne saath leke jaana padhega...
Aaliya:Par who mere saath jayega hi nahin...
Osmaan:jayega...main bhejunga...
Aaliya:Thank you maamu aapne mujhe bhejne ke liye haan kardiya...
Osmaan:Bas mere bete ka dhyan rakh lena...patani kabbada hoga...
Both laughed out loud.
Zain came in b/w
Zain:Kya bat ho rahi hai DAD?
Mere baare mein to nahi?
Aaliya:aaoo tum pe hi has rahe the...
Zain:Maamu ki bhanji apna band rakho...
Osmaan:Bas yaar...tum dono toh kahi bhi shuru hojate ho...
Zain tumhe parso aaliya ke saath UK jaa raho ho...
Zain:Kya??????
Osmaan:apni padhai puri karne...aaliya ko bhi karna hai..usse scholarship mili hai...
Zain:par DAD...
Osmaan:Par war kuch bhi nahi...ek baar bol diya matlab bol diya...
In Zaya room:
Zain:Mujhe tumhare saath nahi jaana...
Aaliya:Mujhe kaunsa shauk hai tumhare saath jaane ka..
Zain:Yaar...Dad ko mana bhi nahi kar sakta...
Aaliya:Mr.KITKIT apna bag pack karo.
Zain:Kya kitkit?
Aaliya:Haan har time kitkit ko karte rehte ho.
Ab bag pack karo.
-------------------------------------------------------------------------------
Precap: Aaliya and Zain land in UK
Aaliya is feeling uneasy seeing the boys and girls and so close.
Zain tries to make her comfartable.
----------------------------------------------------------------------
(Precap dekhkar zyada expect mat karna)
"Haan Maine Maana Maana Huwa Mujhe Bhi Pyaar Huwa
Tera Hone Laga Hoon, Khone Laga Hoon, Jab Se Mila Hoon "
----------------------------------------------------------------------------
#BEINTEHAA
Edited by -Mera-Hi-Jalwa- - 11 years ago