Originally posted by: beatsdongandy
ni mai bohot hi sharif aur sanskari hu...chi chi humne kyse kyse lanchan lagaye in masoom do jaan par 😆
kya chi chi aur kya masoom...
kisi maha purush ne kaha hai-'pyaar dosti hota hai'
ab tho ship doobe ya chale serial jab thak hai hum tab tak koshish karenge... 😆