next update!
Part 11
~Morning at the Hotel~
Vidya is making breakfast and smiling to herself.
She is wearing this.
Meanwhile, Sagar sneaks up on her and grabs her by the waist.
He's wearing this.
Sagar(smiling):Good morning sweetheart!(moves her hair back)
Aaj naste mein kya hai?
Vidya(blushing):Ji, hum toh abhi chai bana rahe hai.
Sagar:Ok then. Merko thori der ki liye bahar jaan hai.
Jaldi aa jaoonga.
He kisses her on the cheek and leaves.
~30 minutes later~
Vidya:Yeh abhi tak wapis nahi aa. Aur ghar mein chini(sugar) bhi nahi hai.
Kiski ko bulana parega.
She gets up and leaves the room.
Outside, in the corridor, Vidya is confused as to which room is the employee room.
So she picks a random room, that says 203, and opens it.
~In room 203~
Vidya enters the room and is shattered.
She sees Sagar in the arms of another girl...Surili.
Surili:Oh come on Sagar. Main jaanti hoon ki tum Vidya se nahi pyaar karte aur tum bhi jaante ho
(moves his hair back), toh tum usko chorke kyu nai aajate.
Sagar:Surili, mein tumhko aakri bar-
Vidya:Aap?
Both Sagar and Surili turn in shock to find Vidya at the door.
Vidya runs away crying.
Sagar:Oh my god!(points toward Surili)Tumhe toh mein baad mein dekh lunga.
He leaves, screaming Vidya's name.
Surili is satisfied. Then she calls someone on her cell phone.
Surili:Sindoora di....Aapka kaam hogaya(smirks)
~In SV's room~
Vidya bursts in the room, crying.
She falls at the edge of her bed and cries.
Meanwhile, Sagar comes into the room, looking heartbroken.
Sagar(looking desperate):Vidya...Vidya, please. Meri baat suno-
Vidya holds up a hand to silence him. She stands up and tries to fight back
her tears.
Vidya:Aa-aapko kuch bhi bolne ki zaroorat nahi hai. Hu-humhe saab samajh aagaya hai.
Sagar:Nahi Vidya. Tum-
Vidya(screams):Humne bola na!(gasps and falls at is feet)
Humhe baas ek baat batajidiya, ki agar aap hamesha Surili se pyaar karte the,
toh hir aisa bahana kyu dilaya ki aap humhse pyaar karte hai?
Hum kabhi nahi rokte aapko Surili se jaane ke paas. Toh phir yeh dhoka kyu?
Boliya na, boliya!! Boliya naa(cries more)
Sagar(bends down to reach Vidya):Vidya, ek baar, bas ek baar. Meri baat sunlo.
Vidya(screams and gets up):Kyu sunu main!!!!!!!!!!! Haan, boliya, kyu sunu main?
Maine aapko khud aapni aankhon se uss, uss Surili ke saat dekha hai, aur phir aapmujhe karahe
ki mein aapki baat sunu? Nahi!!! Mujhe vapis Delhi jaana hai. Aapne ghar.
Sagar:Vidya-
Vidya:Maine bola na!!!!! Mujhe aaj, aur abhi jaana hai!
Sagar quietly goes to the phone and books the tickets.
Sagar:Theek hai, aaj shaam ki flight book hogayi hai.
Vidya(wipes her tears):Theek hai.
She starts to leave, when Sagar holds her hand.
Sagar(desperate and guilty):Vidya, please. Ek baar meri baat sunlo, main tumhare
bina, nahi ji sakta hoon.
Vidya(angrily):Toh phir abse aapko sikhna parega. Aur hain, ek baat aur,
(points her finger toward Sagar)khabardar agar aaj ke baad aapne mujhe kabhi bhi choone ki koshish
ki. Acha nahi hoga.
She walks away, leaving a teary-eyed Sagar.
~Outside the room~
Barkha:yeh saab tumhari galti hai Tusshar. Maine tumhko kaha tha na, ki Vidya aur Sagar pe nazar rakhna.
Lekin nahi.
She's wearing this.
Tusshar:Barkha, meri galti nahi hai. Pata nahi, yeh Surili kahase aagayi.
Ab toh Aniket uncle mujhse bahut gussa ho jaange.
He's wearing this.
Barkha:Well, you know what Tusshar? You deserve it.
Galti tumhari hai.
She walks away. Tusshar goes after her.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ ~~~~~~~~~~~~~
ok guys, sorry if i got u guys depressed, but i had to make a turning point, so
this was it! my horrible first attempt at sadness.
plz comment. go ahead wid the drill!
-Ruchika