Part 11They were still kissing each other then suddenly due to wind window makes a loud noise and they comes out of trance. Both looks each other and immediately looks here and there.
Arjun(mv):Shit ye maine kya kiya...Riya ko kiss...kahin use bura na laga ho. Use aisa na lage maine uska fayda...nahi...mujhe usse mafi mangni hogi.
Riya(mv):Oh god ye tune kya kiya Ri...Arjun ko kiss...mujhe unke itne paas nahi rehna chahiye...pata nahi kya soch rahe honge mere bare me...unse mafi mangni hogi mujhe.
Both(together):I am sorry.
Both:Its ok.
Both nodded.
Like this 4 months passed. Riya tries to stay away from Arjun. After that day they don't talk much and also due to work they don't get much time in their personal life.
One day
ETF Conference Room
Shree:Yaar Ayesha tum aur Rathod Sir kab shadi kar rahe ho.
Sakshi:Arre Shree jis din koi case nahi hoga uss din wo kahega(acts like him) Chalo Ayesha aaj free hain shadi karlete hain.
Ayesha blush and all laughs. Suddenly Riya gets a call. She excuse herself and goes to canteen and see Arjun's Aai calling her.
Riya:Namaste Aai. Kaisi hain aap.
Aai:Mai bilkul thik hu. Achha Riya do din baad Ankita (Arjun's sister) ka birthday hai to maine bas yahi kehne ke liye phone kiya hai ki tumhe zarur ana hai.
Riya:Aai aap Arjun ki puri team ko invite karengi.
Aai:Haan bilkul. Sab kitna pyar karte hain usse.
Riya:Par hum pati patni ki tarah kaise...
Aai:Koi baat nahi. Kam se kam meri beti toh ayegi mujhe isi baat ki khushi hai. Mai Arjun se keh dungi
sabko invite karne ke liye.
Riya:Ji aai. Acha aai mai rakhti hu.
Aai:Thik hai bye. Apna khayal rakhna.
With that she cuts the call and smiles. She gets lost in flashback.
Flashback.
After their marriage they were going Arjun's home.
In car
Arjun was driving and Riya was sitting at co-passenger seat.
Riya:Amm...wo..
Arjun:Arjun..mera naam Arjun hai Riya.
Riya:Arjun wo apke parents Pune me hi rehte hain.
Arjun:Haan Riya wo yahin rehte hain lekin mai Mumbai me rehta hu meri job ki wajah se aur ab se tumhe bhi wahin rehna hoga. Tumhe koi aitraz to nahi.
Riya:Nahi balki mai khush hu kyunki Kunal se shadi ke baad mujhe uske saath Canada shift hona padta.
Arjun looks at her surprised. After sometimes they reached. Its a big Rawte mansion.
Arjun:Hum pahunch gaye.
Riya:Hmm..
Arjun notices that she is hesitant to come.
Arjun:Kya hua Riya?
Riya:Wo hume accept toh kar lenge na.
Arjun:Don't worry mai hu na. Chalo.
Arjun rings the bell. A servant opens the door. All comes to the hall. They keep standing on door step.
Arjun's Aai:Arjun beta ye kaun hai?
Arjun:Aai ye Riya hai. Maine isse shadi karli and tells all the happenings in the marriage.
She comes toward her. Riya is standing there fearly
Aai:Aaj se tum meri bahu nahi(Riya gets afraid) balki meti beti ho Riya bilkul meri Ankita ki tarah.
Riya gives the questionning look.
Aai:Ankita meri beti aur Arjun ki behen. Abse tumhari nanad.
Ankita is a young girl of 22 years. She has a passion to do something just like her bro.
Ankita comes and hugs her.
Ankita(teasing):Dada aap pehle batate na ki mere first ane ki khushi mein mujhe vahini gift karne wale hain. Hum sari tayari kar lete.
Arjun:Kaisi tayari.
Aai:Arre shadi ke baad ki rasme.
Ankita:Waise maine greh pravesh ki tayari kar li.
They enter the house. Riya feels that she in her own house. She takes blessings of Arjun's parents. After sometime they do post marriage rituals and go to their room.
Riya comes out of trance with Ayesha's voice
Ayesha:Kya hua Riya itna muskura kyun rahi ho.
Liza(teasing):Lagta hai Ri ki baari bhi ane wali hai.
Riya blush.
Riya:Aisa nahi hai bas kuch yaad aa gaya tha. Anyways tum log yahan.
Sakshi:Ab to pakka ho gaya ki Riya sapne me gum thi.
Riya(confused):Matlab
Ayesha:Arre humne kitne call kiye batane ke liye case aa gaya hai aur tum ho ki utha nahi rahi.
Riya:Shayad silent pe hoga.
Ayesha call her again and it makes a loud noise.
Riya(sheepishly):Ok sorry. Mai manti hu mai kahin kho gayi thi. Ab chale.
All nods.
Till evening they solve the case and Arjun invites all for Ankita's birthday.
At Ariya's home
They comes home and change. Riya is in bedroom and Arjun in living room. He is thinking something. He goes to bedroom and see her cleaning the room.
Arjun:Riya
Riya turns and see him.
Rjya:Ji
Arjun:Riya kya hum pehle ki tarah normal nahi reh sakte.
Riya:Arjun aisa nahi hai ki mujhe aise reh kar khushi mil rahi hai par mai nahi chahti ki mere kaaran apko dukh ho. Mai aaj apse sab kuch saaf saaf kehna chahti hu Arjun apni dil ki baat.
Arjun:Thik hai kaho mai sun raha hu.
Riya:Arjun mere liye apke kareeb ana asaan nahi hai kyunki mai nahi chahti ki meri wajah se apko dukh ho. Jab bhi apke paas ana chahti hu na tab tab mujhe ye yaad ata hai ki hamari shadi kaise hui thi. Apne bhi toh kabhi aisa socha hoga na ki apka life partner kaisa hoga. Wo apse pyar karega, har ghadi mein apka saath dega par shayad wo mai nahi hu. I am sorry Arjun agar apko meri baat ka bura lag raha ho par mujhe waqt chahiye.
Arjun:Ho gaya ya aur kuch kehna hai.
Riya nods.
Arjun:Ab meri baat dhyan se suno aur sach sach jawab do. Kya in 7 maheeno mai maine kabhi tumse zabardasti ki hai?(Riya nods no). Kya kabhi apne faisle tumpe thope hain?(Again no) Kya kabhi tumhare kareeb ane ki koshish ki(She nods no). Toh tumhe in sabka matlab samajh aya?(Riya nods no) Iska matlab mai chahta hu tumhe jitna waqt chahiye tum lo Riya hum dost ban ke ranhenge. Uss din jo hua wo shayad nahi hona chahiye tha. Usme kisi ki galti nahi thi sirf mausam ke karan aisa ho gaya. Par mai tumhe kabhi apne aas paas uncomfortable ya awkward mehsus nahi karana chahta tha. I hope tum samajh rahi ho.
Riya:Apne sahi kaha Arjun aur hamare aise rehne se sirf problems aur misunderstanding badhengi. Thank you Arjun mujhe samajhne aur samjhane ke liye.
Arjun:Friendship me no sorry no thank you.
Riya:Arjun aaj kahin bahar chale.
Arjun:Kahan
Riya:Amm...beach pe.
Arjun:Chalo.
They go to beach and have fun. At night they comes in a restaurant but unfortunately Samsha are also there. Till now they haven't saw Ariya.
After dinner
Riya:Arjun mai zara washroom ho kar ati hu.
He nods.
Here Rathod was paying bill and Ayesha was seeing the restaurant when her eyes caught Arjun.
Ayesha:Sameer wo dekhiye Arjun Sir.
Rathod:Ye yahan...akela aya hai kya.
Ayesha:Chaliye dekhte hain.
They goes to him.
Rathod:Rawte.
788