Pehle hi update main itna Sara kuch kuch
Ufff
Main mer jawan
Lekin ye niti jaun hai
Or Arjun or WO ladki Riya wo dobara jab milenge...
Plzzz update soon
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 18th Sept 2025
🏏T20 Asia Cup 2025: UAE vs Pak, 10th Match, Group A at Dubai🏏
HEALING SHUROO 18.9
🏏T20 Asia Cup 2025: AFG vs SL, 11th Match, Group B at Abu Dhabi🏏
Akash Ambani constantly holding radhika's hand and waist
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 18, 2025 Episode Discussion Thread
Deepika Removed From Kalki 2
Soo EMA or SR?
Nerdtastically Navratri (CC Game, Sign Up Open)
The Ba***ds Of Bollywood - Reviews
Bollywood Celebrates Modi's 75th Birthday
Abhishek reminds me of young Puneet Issar
Buddhiya ki Nautanki
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 19, 2025 Episode Discussion Thread
ABC Pulls Jimmy Kimmel Off Air for Charlie Kirk Comments
VICTIM KAUN 🤧 19.9
Anupamaa 18 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Alia bhatt special topic
How quickly time changes
Pari's hate for Tulsi
Ariya ss "MITWA-Ishq Pe Zor Nahi"
PART 3
Arjun apni SUV me apne hi khayalo me khoya hua ja raha he aimlessly he don't know ki wo kaha ja raha he
Apni hi soch me duba sa or fir ek dam se SUV rukti he...
Isi ke saath arjun ki trance bhi tut-ti he
Wo aas paas dekhta he tab use ehsaas hota he wo us ladki ke ghar ke bahar khada he
Arjun : me yaha kese"he asked himself confusingly"
Arjun dekhta he us ladki ke ghar ka darwaza band he
Arjun : isse pehle wo mujhe dekhe mujhe yaha se jana chahi..
Arjun ki baat khatam bhi nahi hoti ki wo ladki ke ghar ka darwaza khulta he
She come out of house wearing white t-shirt with pair of blue denim jeans n a scarf around her neck
Wo bohot khubsurat lag rahi he but arjun ko wo scarf pasand nahi aa raha wo soch raha he bina scarf ke bhi wo bohot sundar lagegi then why that scarf
Idhar wo ladki ghar se bahar aati he collage jane ko tabhi uski nazar kisi familiar chiz par padti he
The SUV she instently knows ki wo SUV kiski he
Kese bhul sakti he wo is ghadi ko
Wo dhire dhire SUV ke paas jati he arjun apni trance me to wo notice nahi karta
Wo ladki aakar SUV ki window par knock karti he jiske arjun hosh me aata he
Arjun window glass ko niche karta he but use kya kehna he use samjh nahi aata
Arjun sochta he ki agar isne pucha ki wo yaha kese to wo kya jawab dega jab wo khud hi nahi janta ki wo kya kese or kyu aaya
He gulp his saliva n look towards that girl
Dono awkward feel kar rahe he
Girl : umm wo aap yaha"she asked stammeringly"
Arjun isi sawal ka jawab to khudse mang raha he jab use hi nahi pata to ise kese kahega
Wo dekhta ki wo ladki uske jawab ka intezar kar rahi he
Arjun : umm wo me wo tumne kaha tha kaa.. kal kit um yaha nayi ho I I I... I thought ki tum collage kese jaogi jab tumhe kuch nahi pata yaha ka so wo mene socha umm"arjun closed his eyes for a second"
Den open it an says
Arjun : mene socha ki me tumhe waha le chalu taki koi problem na ho agar tumhe koi aitraaz na ho to
Arjun ne ye keh to diya but he is not sure ki wo kya kahegi he is waiting for her answer wid bated breath
Wo ladki kuch der khamosh rehti he arjun ki dhadkan tez ho rahi he wid each passing second
Girl : wo umm apko takleef to nahi hogi"she said slowly n innocently"
Arjun immediately nod his head in no
The girl move to other side n sit on the passenger seat wid her documents in her hand
Arjun ko bina pata chale uske face par ek smile aa jati he jise wo ladki bhi notice karti he n she also have a sweet smile on her face which she herself don't know why
Dono mese koi kuch nahi kehta dono khamosh he tabhi
Girl : devi maiyya plzzz plzzz mujhe Kolkata wapis nahi jana he plzzz mera admission kara dijiye u know na agar me waha gayi to kya hoga plzz plzz plzzz
Wo nervous ho rahi he or arjun uski ye baate sun kar amusing feel kar raha he
Arjun : don't worry
Girl : hu..
Arjun : don't get nervous admission ho jaega"with ansuring smile"
The girl smile back too but still there is a cloud of tension on her forehead
Kuch der baad arjun gaadi rok deta he
Girl : collage aa gaya"while looking here n there"
But waha dur dur tak koi collage nahi he wo confused ho jati he or arjun ki taraf dekhti he
Arjun : tumne mujhe collage ka naam nahi bataya how would I know where to go further
The girl give sleepish look to him n says
Girl : excel collage"slowly with slightly pink cheeks"
Use is tarah dekh arjun ko or kuch yaad nahi rehta
Arjun excel collage ki taraf drive karne lagta he SUV me fir silent cha jata he
They reach their destination abhi ke liye jo excel collage he 😆😉😆
Wo ladki gaadi se utarti he n starts to move arjun abhi bhi gaadi me betha hua he
Wo ladki ek do kadam aage chalti he but use kuch ajib lagta he
She frown n turn to dekhti he arjun abhi bhi gaadi me betha hua he her frown become more deep
Actually jab wo SUV se uteri to use laga arjun bhi uske saath aa raha isliye wo bina kuch kahe chalne lagti he but fir use ehsaas hota he ki uske side me koi nahi he isliye wo confused ho jati n frown
Ek to wo pehle se nervous ho rahi he or itne bade collage me nayi jagah naye log use thora dar bhi lag raha he wo turn hoti he to arjun abhi bhi gaadi me betha wo chahti he ki arjun uske saath chale but ye to uff isliye her frown get deep
Girl : umm aap gaadi park kar dijiye fir saath me chalte he"she said slowly"
Ab wo to chahti he na ki arjun uske saath aaye direct nahi bol sakti na isliye ese pretend kar rahi he ki arjun uske saath aa raha he or wo parking ke liye abhi bhi gaadi me he
Arjun bas use hi dekh raha he
Andar se wo bada khush ho raha he becoz wo bhi chahta tha uske saath jana but kya kehke jata isliye chup chap SUV me betha tha but ab jab wo khud esa keh rahi he to he thought why not :D
Arjun nod his head n park his SUV then come to her
Dono collage me enter hote he dono side by side chal rahe he koi kuch nahi keh raha wo ladki bohot nervous thi but arjun ke saath hone se uski nervousness kam ho rahi he
Tabhi ki si ki aawaz aati hi
Voice : aap yaha"surprisingly"
Arjun or wo ladki dono ruk jate he unke samne ek beautiful si ladki khadi he with surprise written all over her face
Wo ladki ek bar arjun ko or ek bar us ladki ko dekh rahi he
Wo ladki (arjun ke saath wali) bhi arjun ko dekh rahi he becoz use samjh nahi aata ki ye samne khadi hui ladki kon he
Arjun : tum yaha class me nahi ho apni
Voice : ufff free period he ab aap batao aap yaha or ye kon he"pointing towards that girl jo arjun ke saath he"
Arjun ko kya kehna he use kuch samjh nahi aata are jab wo khud nahi janta ki wok on he to kya kahega
Voice : oho okie aap rehne do me khud introduce kar leti hu
Voice : hello I am Nitya Arjun Rawte"with beautiful dimple smile n stretched hand "
Wo ladki do pal ke liye dang reh jati he fir nitya ka stretched hand or innocent smile dekh apne aapko sambhalti he n said with her dimple smile
Girl : hey I am Riya, Riya Mukharjee"n shook hand with her"
(I know guys aaplog jante the ki wo ladki koi or nahi humari riya hi he 😉 )
Nitya : are aapke bhi dimples he see mine too"n laugh lightly"
Riya smile brightly at her
While smiling riya turn towards arjun jo sirf use hi dekh raha he her smile died on her lips when she look into his intense eyes
Nitya : baba apne bataya nahi aap yaha kese
Isse arjun or riya apne eyelock se bahar aate he
Arjun feeling little uncomfortable riya samjh jati he so she said
Riya : actually me is shahar me nayi hu n I got lost then coincidencely Mr. Rawte se mil gayi
Nitya : oh acha to aap ye collage join kar rahi he umm what should I call u ?can I call u di ?
Ye DI word sunke arjun ke pero tale zamin khisak jati he he had a horrified look on his face
Riya : NOOO..."she speak little loudly"
so here is the update no proof reading so koi bhi mistake ho to plzzz ignore it guys n plzz do tell me howz it hits like n comments plz
love u all
ramya❤️
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
888