Part 5
After 18 year location shimla
Night time
Sam window k pas khada hai kuch soch raha hai.itne mai koi uske kandhe par hath rakhta hai.
Sam - tum soyi nhi ayesha
Ay - ap aj bhi wo sab nhi bhule na ap aj bhi chain se nhi so pate.
Sam - kya wo sab bhulna itna asan hai.kya tum bhul payi ho.
Ay - nahi par maine apne apko samjha liya hai .ap bhi samjha lijiye.
Sam - q bandh diya tumne mujhe apni kasam se ayesha.
Ay - qki ab or kisi apne ko khone ki himmat nhi bachi hai mujhme. Chodiye wo sab .so jaiye.
Sam - neend nahi aa rahi
Ay - to wahi kijiye jo ap roj karte hai.
Sam - hmm.
Sam apne room ke bahar jata hai. Or do rooms mai jata hai .kuch der bad laut aata hai.
Ay- ab to neend aa jayegi na.
Sam - hmm..ab aa jayegi.jab apne baccho ko sukun se sota hua dekhta hu to mai bhi so jata hu taki subah uth kar unke muskurate chahere dekh sakun. Or khud ko yakin dila sakun k us waqt liya humara faisla sahi tha.
Aye - ha . ab so jaiye.gn
Sam - gn .thanks for coming in my life.
Aye smile.
Next morning
Samsha uthte hai ready hokar room k bahar aate hai or samne dekhte hai pura room dacorate hai or sab log hatho mai ful lekar khade hai.
All - surprise.. Happy marriage anniversary.
Samsha - thanks. Par ye surprise.
Sh - ye sab apke ladle ka plan hai bhabhi.
Aye - par wo hai kaha. Itne mai ek ladka guitar le kar gana gate hue aata hai.
Yeh toh sach hai kee bhagwan hai, hai magar phir bhee anjan hai
Dharatee pe rup ma bap kaa, us vidhata kee pehchan hai...
WO guitar kisi or ko dekar aakar samsha k samne baithta hai or unhe flower deta hai or unke pair chuta hai. Sam use utha k hug karta hai
Janmdata hai jo, nam jinse mila,
Thamkar jinakee unglee hai bachpan chala ( hold his finger)
Kandhe par baithke, jinke dekha jahan(put his hand on SAM's shoulder)
Gyan jinse mila, kya bura kya bhala
Itne upkar hain kya kahe, yeh batana naa aasan hai( move his head in no)
Dharatee pe rup ma bap kaa, us vidhata kee pehchan hai...
Sam kis his forehead n they see ayesha looking at them teary eyes.he goes to her n wipe her tear
Janam detee hai jo, ma jise jag kahe
Apanee santan me, pran jiske rahe
Loriya hothon par, sapne bunatee najar( put his palm on her eyes)
Nind jo var de, hanske har dukh sahe( smile at her n make her seat on bad)
Mamta ke rup me hai prabhu, aapse paya vardan hai(put his head in her lap n she crease his hair)
Dharatee pe rup ma bap kaa, us vidhata kee pehchan hai...
Then a girl come with cake in her hand put that on table n hold samsha hand n bring them in middle of room. Both boy n girl sing together
Aapke khwab ham, aaj hokar jawan
Us param shaktee se karte hain prarthna( both put tilak on their forehead n take blessing again)
Unakee chhaya rahe, rehatee duneeya talak
Ek pal reh sake ham naa jinke bina( both put their hand on their head n four of them hug)
Aap dono salamat rahe, sabke dil me yeh arman hai
Dharatee pe rup ma bap kaa, us vidhata kee pehchan hai.
All circle around them n dance.
All clap.
Aye start crying
Girl - ohh no bhai humne to socha tha mummaor dadda khush ho jayenge par ye kya ho gaya.
Boy - ha sim mujhe to lagta hai hum kangal ho jayenge itne pracious moti to kho rahe hai .n both wipes ayesha tears
Ayesha smiles n says- arjun samara kitni badi badi batien karne lage ho ajkal my babies.
Ar - thats not fair mumma i am 23 years old
Sa - ya mumma i am also 20 year old not baby
Ay - but mere liye to tum log humesha mere baby hi rahoge.
Armara- we love you mom.
Sam cough
Armara - we love you too dad
Four of them hug
Now all clear their throat.
Now samsha hug shiza n chotu.
They cut cake n feed each other n all.
Aye - ap sab lawn mai baithiye mai breakfast lagati hu.
Ar - no mom aaj ka khana hum bacche banayenge.
Aye - kya tum log nhi ajju
Sa- no mom hum banayenge.
Li - nhi hum kar lenge
Tanmay - no mom ap log bahar wait kijiye bas.
Lavanya - ya mom n masi plz.
Cho - but khana accha banna chahiye
Nihal - ha baba ek dum dhasu khana banayenge.
All kids - aap sab bahar jaiye
Samsha shiza chotu comes at lawn.
Sam - thanks tum sabko wakai bahut accha surprise tha.
Shr- kya bhai sa ap bhi hum family hai or ap aise thanks bol rahe hai.
Cho. - ha jijaji.shree sahi keh raha hai.
Li - or plan to apke ladle ajju ka tha.
Aye - tum to aise bol rahi ho jaise wo bas humara ladla hai kya hume nhi pata ke tum tanmay lav or nihal se jyada ajju ko pyar karte ho.
Ch - q nhi karenge Ayu wo humari family ka first child Jo hai.
Sh - par yakeen nahi hota uska naam hi nahi uska face bhi pura arjun sir jaisa hai. Koi bhi antar nahi.
Li - ha or adatien bhi kuch same hai.
Cho - par wo arjun sir ki tarah dukhi nahi rehta.or khadus bhi nhi hai.din bhar hansta hansata rehta hai.
Sam - arjun bhi aisa hi khush rehta tha or rakhtta tha.or pehle WO akdu or khadus bhi nhi tha.wo to bichare ki kismat or waqt kharab the.pehle uski family or fir roshni use chod gai.wo bhi khush rehna chahta tha par.
Ay - par mere ajju k sath aisa kuch nhi hoga. Qki har hal mai hum uske sath hai .or na hi past mai Jo hua uska asar hum apne kisi bacche par padne denge.
Precap - discussion on past Some happy n sad moment n breakfast prepare by kids.
827