
Chapter 4 :

Everyone turned their heads towards a fuming Sameer Rathore.
"Rathore sir maine Arjun sir ko inform kiya tha par shaayad koi kaam aagaya hoga," Shree said.
Rathore : kuch kaha usne?
Shree : nahi par... thode tensed lag rahe the. (Remembering)
Rathore MOV : tensed aur Rawte ... zaroor kuch gadhbadh (wrong) karega ye Rawte.
Aisha : Sir par achanak se meeting...koi badi baat hai kya... kyunki Liza aur Chotu bhi yahan nahi hai.
Rathore : actually it's a minor case about a murder jo kal raat ko hua hai ek club mein.
Shree : yes sir infact according to media she had committed suicide.
Rathore : generally aise cases local police handle karti hai par ye case kuch zyada hi pehcheeda (sensitive) hai and just so you know iss mein A.R group ke staff bhi involved ho sakte hai kyunki Kanika waha par as an intern kaam kar rahi thi... aur haan shaayad A.R ke malik A.S.R bhi involved ho. DCP sir ne kaha hai ke humein careful rehana hoga.
Riya's MOV : what A.S.R bhi...oh wow just wow matlab ab Mr. Rawte ka raaz raaz nahi rahega. (She gave herself a satisfactory smile)
Aisha : par sir A.R ke boss toh apne staff ke bareimein bahot strict hai... I don't think unke lawyers hamein itni asaani se puchtaaj karne..
Her words were broken by the sudden opening of the door of the conference room and in came our hero announcing :
"Maine baat karli hai unn logo se aur unho ne kaha hai ke they have agreed to not interfere in our investigation and will cooperate,"
Riya's MOV : haan aur waise bhi apne boss ke orders mana kaise karte. Bechare par accha hai ab toh confirm hon jayega ke yahi hai wo idiot jisne mera Phone thoda tha. Arjun glanced at Riya giving her a heart attack.
"haila uss ullu ne permission dedi kaise?" Shree said to Arjun.
Arjun : kiss 'ullu' ne Shree.
"Sir ye A.S.R ki baat kar raha hai," Liza ne bola while entering with Chotu.
Rathore : Liza kya updates hai.
Liza : Sir body ko humne take over kar liya hai aur uski jaanch chal rahi hai. Waise body par koi zabardasti ya phir resistance ke nishaan nahi hai.
Chotu : haan sir suicide hi lagta hai.
"Kisi bhi conclusion par pahochne se pehle acchi tarah jaanch krna zaroori hota hai Chotu... ye baat mat bulna. Aur Shree tum yaha kaam karne aaye ho ya phir nicknames dene ke liye," Arjun said expressionless.
Riya giggled but then kept quiet after receiving a glares from SamJun.
Liza : Sir Specky ki galti nahi hai par wo A.S.R usne Riya ko bahot pareshaan kiya tha.
Aisha : haan sir Shree bata raha tha ke Riya mili thi usse.
"Well that's good then... aur Riya tumhe A.S.R ka face yaad hai naa toh please jaake sketch artist se sketch banwa lo," Rathore said.
Riya just nodded in excitement.
Arjun : uski kya zaroorat hai Rathore waise bhi he is NOT a crime suspect. (putting emphasis on NOT)
Shree : dekhne dijiye naa sir waise bhi uss 'ullu' ko bahot kam logon ne dekha hai toh hum bhi... (he stopped when Arjun gave him a khussa wala look)
Riya (not ready to give up) : haan haan Shree don't worry main abhi banwa kar laati hoon. Waise bhi maine apni paperwork katam kar li hai toh it will not be a problem.
Rathore : nahi Riya. I think ke Rawte ne pehle baar koyi sahi baat boli hai. (Arjun gave him a whatever type look which Rathore ignored)
"please Sameer sir akhir hum bhi dekhe aur mere undercover cases mein maine ye naam bahot sunna hai... aur phir milne se pehle janna bhi toh zaroori hai," Aisha said with those beautiful expressions ke humara Sameer pura flat ho gaya.
Arjun's MOV : gaya mera ek lauta dost. (shaking his head sadly)
Rathore(nervously) : okay but sirf 20 minutes ka samay hai.
Riya looked at Shree who gave her a I-told- you type ka look with a bada wala smile.
Rathore : okay then you guys get busy main tab tak official orders bhi ajayega...pata nahi DCP sir itna late kyun kar rahe hai. ?
Arjun : uski koi zaroorat nahi hai SIR. Hum abhi jaa sakte hai.
Rathore : yaha kaam tumhare marzi se nahi hota Rawte aur waise bhi wo koyi Roadside ka paanwala nahi hai ke police warrant ke bina wo investigation karne dega.he has got lawyers damn it.
Arjun calmed his anger and said to Shree.
"Iss case se related sare details mere desk people in 15 minutes,"
Shree (Whispered) : Ab Maine kya kiya... Ye khadoos khussa kyun ho gaya.



"Ma'am aap sure haina ke wo aise hi dikhtein the... I mean thoda ajeeb hai and from my experience aisa shakal toh maine pehli baar dekhi hai," the sketch artist said. (biting her lips)
" no Dolly infact ye toh bilkul match karta hai," Riya said looking at the sketch.
"Anyways darling ...main apne haat dho (wash) karne...
Before Dolly could complete Arjun entered the room and Dolly just kept staring at him while Riya giggled. (Oh Dolly join the club)
Arjun (ignoring her laughs) : Mujhe wo sketch dekhna hai Riya.
He approached Riya par Dolly held him and accidentally put the colour on his shirt while Riya quickly took the sketch and hid it in her back pocket.
Dolly (blushing) : oops I am SO..OO sorry handsome. Iss haseen kalli (flower) se ek haseen jurm ho gayi.
Arjun angry aisa lag raha tha ke wo Riya jo ki hass rahi hai usko kaccha (raw) chaba jayega.
"Dolly tum kuch keh rahi thi naa... haath dhone ke bareimein, " Arjun ki help karne ki koshish. (Waise I don't blame Dolly how about you)
Dolly (still staring at Arjun) : yes darling I was saying ke tum jaakar haath dho lo tab tak mein iss handsome ke sketch bana doon. Aise log roz roz nahi aatein.
Arjun ne apna gun nikala aur Dolly ke sar par rakh diya. (ye Dolly ko bhaga raha hai ya phir useh aur pagal bana raha hai.) 😉 😳 😆
Arjun : tum jao aur APNA haath dholo tab tak Mujhe kuch baat karni hai isse ... aur agar nahi, toh tumhe apni jaan se haath dhoni padhegi.
Jaise hi Arjun ne gun hataya Dolly door ke tarah jet se bhi fast speed mein bhagi 😆 😆 😆 aur Jaise hi usne darwaaza khola tab hi Arjun ne bola :
" ek minute ," and he unbuttoned his shirt and threw it towards Dolly who caught it and smiled. ( Maar daala iss idiot ne usse 😉 ...kyun Arjun kyun kiya aise) 😆 )
Arjun (seroius) : isse dho kar lao... Samjhe ya Samjhaun.
Dolly : but Mujhe washing nahi aati. Tum sikha do naa.
(Uff she is brave unlike a dimpled Doll that I know) 😆
Arjun (pura irritated) : main nahi sakta par mera ye gun zaroor tumhari help kat sakta hai.
Riya : main sikha deti hoon chalo. (She tried to escape by walking past Arjun over to Dolly... taki door ke nazdeekh rahe. You know why .) 😉
Par Arjun hamesha ki tarah fast. Usne uska haath (Riya ka not Dolly's) 😆 aur Dolly ko ishara kiya jane ke liye.
" ye vest bhi de do naa," Dolly said pointing at his black vest.
Arjun gave her his most dangerous wala look and she/he ran out and Arjun kicked the door shut still holding onto her hands.
Arjun : abhi nahi Miss Mukherjee waise bhi kuch batein abhi baaki hai hamare beech.
Riya gulped her saliva as she tried to stop herself from gaping at the guy in front of her... damn ye insaan hamesha hi itna accha dikhta hain kya. Pass se toh aur bhi zyada... oh no Riya kya kar rahi hai usse ghurna band kar.
(She looked everywhere but him) ye insaan sach mein pagal hai statue ban ke khada hai aur wo bhi mera haath pagad ke.
Ye pehla aadmi hai jisne meri. Riya Mukherjee ki bolti band kar di... Bhai hota naa toh bahot hastein. (a sharp pain went through her as she realised what she said... It was something that will never happen. Her brother will never come back to her never.)
Now Arjun kyunki abhi tak uska point of View saamne nahi aya.
" jab maine Riya ko pehli baar ride par dekha tha toh, Mujhe laga ke wo unn ladkiyon mein se hi hai jo hamesha mere aas paas ghumti rehti hai. Par phir jis tarah se wo Willy se baat kar rahi thi... I don't know why but she looked very cute, mein toh sirf use dekhta hi reh gaya. Uske hone se Mujhe farak padh raha tha aur mein apne aap ko itna weak nahi bana sakta is liye jab wo ajeeb behave karne lagi toh maine uska phone todh diya."
" She acted way too wierd... Phir ride ke baad when she bumped into me. Usne mujhe pareshaan kar diya tha... kya keh rahi thi mujhe samjh nahi aya. "
" Par use akela bhi toh nahi chod sakta tha... After all insaaniyat ke naate toh madad karni chaihiye (I had told myself) par phir ye ladki she refused me on my face... isiliye I lied ke Willy needs her jabke mujhe pata tha ke Willy apne guards ke sath gaya hai.
He kept staring at her while she looked to the other side. Par phir aisa laga ke she was very sad kuch soch rahi thi. And he again remembered her so when she had the same expression.
Jab usne mana kiya that was it... ek toh main madad karne chahta tha us wo hai ki.. aur wo bhi mere staff ke samne. Isilye maine uska haath pakda aur usse apne bahon mein utaya and to my surprise she didn't shout. Good at least for once issne kuch accha kiya.
His thoughts were broken by a sharp pain in his hand and he realised that she had pulled her hand away from him. Her nails had left a tiny cut on his hand.
Arjun thought : ye pichle janam mein sherni thi kya. (Looking at her nails) 😆 oho Arjun agar tum sher ho toh ye bhi sherni hai naa. 😉
Riya : challiye sir sab hamara intezaar kar rahe honge.
Arjun : karne do waise bhi hamari baat abhi hui nahi hai.

NO PRECAP
1k