Hi guys. Mera bhukaar thik ho gaya ab mai fit and fine hoo lekin ab unit test ka bhookhar chadne waala haiđ𤢠so usse pahele ek update de derahi hoođ
Part 6
After shouting on the mastikhors Arjun takes his mobile and goes to his cabin.
Arjun POV
Arjun:Ye mere saath kya ho raha hai. Ye Ladki hai kaun. Ye ladki mujhe baar baar Riya ki yaad kyoon dila rahi hai. Kal bar mein bhi isne Riya jaise apna glass saaf kiya. Aur uski smile Riya jaisi thi.(He smiled at the thought) Nahi ye nahi ho sakta. Ye Riya nahi ho sakti. Meri Riya mar chuki hai meri aankho ke saamne(And a lone tear escaped his eyes) Ab wo kaise waapas aa sakti hai.Arjun apne aap pe control rakho.
Rathod's cabin
Rathod's POV
Rathod:Ye ladki kaun hai. Aur aaise mask kyoon.Aur uski wo smile. Laga tha waisi smile fir kabhi dekhne ko nahi milegi(He remembered Riya's antics)Meri best student thi tum. Main jaanta hoon tuu mere juno se pyaar karti thi. Socha tha tuu to uski zindagi mein khushi laayegi lekin tuu to aakhri ummeed bhi leker chali gayi. Kyun chaligayi. Mujhe ek behen mili thi itne saalo baad Roshni ke baad wo bhi nahi rahi(Till now tears were rolling down his cheeks)(He remembered an incident)
Flashback
Rakhi ka din tha.
Asusual workday tha.
Arjun apne kuch kaam se bahar gaya tha. Chotu kisi mission mein kerala gaya tha aur Shree kuch info lene bahar gaya tha. So conference hall mein sirf Rathod aur Riya thhe.
Riya files complete kar rahi thi aur Rathod ek file padh raha tha.
Rathod ne jab apni file se siir utha ke Riya se coffee maangne waala tha to usne dekha to Riya ki aankho se paani aa raha tha.
Rathod:Riya
Riya apni aankhe pochkar ek smile deti hui boli:Ji.. Ji Sir.
Rathod:Tum ro kyun rahi ho.
Riya:Ku..Kuch nahi sir.
Rathod apni seat se uthkar Riya ke paas gaya aur ek chair par baaith gaya:Bolo kya baat hai? Uus Rawte ne kuch kaha tumse?
Riya:No sir aaisi koi baat nahi hai.
Rathod:Fir kya hua?
Riya:Sir aaj Raksha Bandhan. Aaj har behen apne bhai ko Raakhi pehenati hai lekin mai kise pehenaoon?Mera koi bhai nahi. Ek tha lekin wo bhai kehalane layak nahi. Ek mila tha uuse bhagwaan ne mujhse cheen liya. Chotu tha lekin wo mission par gaya hai. Ab batayiye main kya karu(And she started sobbing)
Rathod started laughing.
Riya:Sir aap has kyoon rahe haiđ
Rathod:Hasu na to kya karu itni choti si baat par koi rota hai kyađ
Riya stays silent but still tears are running down.
Rathod wipes her tears and says: Meri bhi koi behen nahi hai. Ek thi jise mai college excursion mein london mein mila tha lekin wo bhi ab nahi rahi(He remembers Roshni) . Mujhe bhi bohot man karta hai ki meri bhi koi behen ho jiski mai care kar sakoo . Kya tum meri behen banogi?(He had tears in his eyes)
Riya:Sacchi
Rathd:Mucchi
Riya: Thank you sir(and hugs him)
Rathod:Bhai bol(caressing her hair)
Riya:Thanks bhai
Rathod:It's okay meri behena.
Riya parts and gives him a 1000 watts smile and pulls out a rakhi from her bag.
Rathod forwards his wrist and she ties the rakhi.
Both are smiling with tears in their eyes at each other.
Flashback end
Rathor:Kyun chd ke chali gayi apne bhai ko Riya.Kyoonđ Sameer ye kya kar raha hai. Ab kuch nahi ho sakta hai. Agar tuu aaise toot jayega to kaise chalega. Get back to work.
At that time Kunal passes by Sameer's cabin as he was going to the washroom to wash his face and sees Rathod tear stained face and guesses that something was wrong.
Kunal Mv: Ye ho kya raha hai. Ye charo kal se itne gumsum kyoon dikh rahe hai. Yaha kuch toh hua hai.
Rathod's cellphone rings. A case comes. Seeing this he runs back to the conference room. Rathod comes back to the conference room with his face cleaned and with a serious face so that no one knows he was crying. Arjun also comes and seeing Sam's face he knew he had been crying.[Yaar itne saalo se dost tha]
Arjun Mv: Iss Rathod ko kya hua. Pichli baar aaise to wo sirf Riya ki maut par roya tha. Lekin ab kya hua.
Abhi yaha tak fir kabhi update doongi.
Aur agar update chahiye to please atleast 4 pages reviews se bhar do.
Next part
Edited by BubliBag - 10 years ago
13