PART-11----------------------------------------------------Arjun: riya tum jaanti ho hamari shaadi kin haaloton main hui hain kaise hum dono ko hamari shaadi ke din dhoka mila kaise hame yeh shaadi except karni padhi but main aaj tumse ek sawal puchna chahata hoonRiya: kya??Arjun: kya tum iss shaadi se khush ho? Kya tum isse apne dil se apna chahati ho? kya tum mujhe apne pati ke roop main accept karti ho?Hearing this riya gets shocked. She don't know what she have to give answer to arjun and on the other hand arjun is impatiently waiting for riya answer and he also feeling little scared************************************************************************************Arjun impatiently waiting for riya answer but she didn't give any answer to him insted she was just rooted in her place. And arjun sees this so he goes towards her and sees her but riya didn't respond so he speak her nameArjun: riyaa..But riya didn't responded him. This makes arjun worried and he was feeling little scared but he composed himself and then he looked riya and he come little closer to her and put his hand on her shoulder and shake her little. This makes riya come out of her shock and she looked towards arjun and sees him and arjun also sees her and then she turned her face away from him and she saysRiya: sir mujhe nahi pata main kya chahati hoon.Arjun: matlab??Riya: sir meri life main itna kuch ho gaya hain mujhe abh kissi chezz pe bhi vishwas hi nahi raha. Maine hamesha apni life main jo cheez bhi paane ki iccha ki hain woh hamesha maine kho diya hain abh kissi cheez pe vishawas hi nahi hain.Saying this a loan tear escaped from riya eyes and arjun sees this and he come closed towards her and he cupped her face and whipped her tears and riya just looking him and arjun also looked her but both soon come back to reality and riya stepped back.Riya: sir dijaan kehti hain ki hume zindagi main kissi na kissi ke saath ki zaroorat padhti hain. Ek aise saath ki jo hamare har sukh dukh main saath de jo hamare sukh dukh ki parwah kare. Hame har pareshani se bachaye. Ek dost bane jisse hum friendly baat kar sake aur usse apni saari baatein share kar sake. Ek aisa saathi jo umar bhar hamara saath nibha sake. Aur woh sirf aur sirf ek humsafar hi hame de sakta hain. Ek humsafar ki zindagi main har insaan ko zaroorat padh sakti hain. Jo zindagi bhar hamara saath deSaying this she turned towarda arjun and arjun also sees her specially her eyes who was again filled with tears and arjun feels bad and he also gets remembered how he get betrayed from his soon to be wife and that to there marriage. He came out of his thought when he heared riya's voice Riya: sir jabh meri shaadi tai hui thi na tab main yeh shaadi nahi karna chahati thi lekin jabh dijaan ne samjhaya so I am agreed to marry to him aur jabh uss insaan se mili to yaa main usse like karne lagi lekin usne mujhe dhoka diya aur hum dono ki shaadi ho gaye.. Aur aap to jaante hi hain yeh sabh.Arjun just slightly nodded his head positively and riya just whipped her tears and saysRiya: sir magar ek baat kahun itne din maine aapko jitna jaana hain aap bahut hi acche insaan hain. Aur jitna maine aapke barein main shree, chotu, ayesha aur liza se suna hain aap ek acche police officer hain. Haan maanti hoon aap thode se akdu aur sadu hain but dil ke bahut acche hain.Hearing this arjun smiles and riya also gives him smiles then riya also smiles and she continuesRiya: sir aap mera faisla jaana chahate hain na?Hearing this arjun smile faded and he looked riya with serious expression but his heart was beating with marathon speed and was feeling scared and nervous but he simply managed to nodded his head and riya stops for sometimes and she closed her eyes.After sometimes she opened her eyes and then she looked arjun with determined expression. On the other hand arjun was also impatiently waiting for riya answers. But soon his all nervousness faded when riya saysRiya: sir aap jaise insaan ke saath kaun nahi rehna chahega?Hearing this arjun gets confused and saysArjun: matlabh??Riya smiles and saysRiya: sir meri yeh khushnaseebi hogi ki agar mujhe aapke naam ke saath jude rehne ka mauqa mile aapki patni bane rehne ka mauqs mile. Mujhe koi harz nahi hain iss rishte se. Main yeh rishta apni poori zindagi bhar nibhana chahati. I am ready to give one chance of this marriage. "Jaanti hoon jabh kissi jodi ki shaadi hoti hain to na sirf do(two) pariwar ek hota hain balki un pati-patni ke dilon ka bhi sangaam" hota hain. Lekin hamari shaadi ke time aisa nahi hua tha. But fir bhi main apni poori koshish karoongi iss rishte ko nibhane ki.Hearing this arjun's lips turned into bright smile and he hold riya's hand and saysArjun: riya thank you thank you so much... Tum nahi jaanti ki main kitna khush hoon aaj because you hace excepted me as your husband. I know tumhe yeh faisla lene main kitni takleef hui hogi kyunki mujhe bhi hui thi magar tumne haan karke meri saari takleef dur kardi.Riya just smile at this and arjun continuesArjun: jaanti ho riya jo tumhari dijaan ne yeh sabh kahan hain na tumse wohi yeh sabh mujhse maa ne bhi kahan tha. And maine bhi sapne dekhe the apni marriage ko leke. And I also liked that girl but usne sabh kuch barbad kar diya lekin jaate jaate woh ek accha kaam karke chali gayi. Usne tumhe mujhe de diya.Hearing this riya looked arjun and sees he was looking at her and smiling and riya also smiles and arjun continuesArjun: main itne dino tumhare saath rehke yeh to jaan hi chuka hoon ki tum ek bahut pyaari, masoom aur dil ki bahut acchi ladki ho. Aur abh main tum dono main se kissi ko chunna padhta na to main tumhe hi chunta. Bus main yeh chahata hoon ki hum apni yeh zindagi ek doosro ke saath khushi khushi bitaye.Riya just nodded her head lightly as tears were flowing down from her and arjun eyes. Both whipped there tears and riya saysRiya: haan sir main aapke saath hamesha rahungi. Lekin iss rishe to aage badhane ke liye sabse pehle hum dono ko ek doosre ko samajh na hoga jaana hoga. Sirf naam aur kaam ke barein main jaane se kuch nahi hota. Uss insaan ki pasand aur na pasand isse bhi sabh hota hain. Aur shayad hum dono yeh pati patni ki tarah jaane ki koshish karenge to shayad na kar paaye awkward feel kare as uss incident ki vajah se to kya hum apne iss rishte ko shuru karne se pehle ek dost ki tarah rahe. Ek dost ki tarah ek doosre ko samjhe har sukh dukh main saath de?Arjun: tum sahi keh rahi ho riya. So lets be friend first.Saying this he put his hand in front of her for shaking and riya happily obliged and both shaked there hand and started a new journey of there life.(sahi kehte hain ki insaan ko apni life main ek humsafar ki zaroorat hoti hain aur agar hamara humsafar dost ban jaaye ek doosre ko samajhne ke liye to pati-patni ka rishta aur bhi majboor ho jaata hain...)Next day ariya share there decision to everyone and all are happy for them specially sam. He was more than happy because he considered riya as her sister and also his best friend finally got happiness. He knows riya always makes arjun happy. Now in ETF all are gets busy because they got a tough cases and ETF was solving that cases. Sometimes etf got dangerous cases and arjun gets injured but riya was doing good care for arjun and arjun was recovering fastly and all are happy even arjun mom also.She was feeling very happy to get such a lovely daughter-in-law whereas ariya was also happy. Slowly slowly dono ki awkwardness dur ho rahi hain aur dono acche friends ban rahe hain.On the other hand these days something also changed in ETF. These days sameer and ayesha were coming closer to each other. There friendship turned into love. Yes now both are started falling for each other but they didn't confessed. Aise hi three months ho gaye. Magar in three months main ek cheez change nahi hui aur woh hain shree aur liza ki fight aur chotu ka apni 11:30 wali ko sirf dur se dekhna.Even now ariya equation also changed. Now there awkwardness got faded and slowly there friendship started. But still both feels uncomfortable. But still they were trying there best. Whereas riya's dijaan and arjun's mom are very happy for this marriage and were praying they will leave together. Even all knows about sasha and were really happy. Choree, liza and riya were teasing ayesha and here arjun also teased sameer by taking name of ayesha and hearing each other name both started blushing and enjoyed there friend teasing session and when both were together they were stealing glances of each other and they often go to dinner in hotel and spend some quality time with each other but yet they didn't confess there loved to each other because they both were feeling shy.AFTER THREE MONTHS LEAP-----IN ARIYA HOUSE----IN RIYA'S ROOM----AT 1O'CLOCK---She was sleeping peacefully on her bed when suddenly she heared her someone was knocking her room's door so she slowly opened her eyes and get up from her bed and opened the door and she sees arjun was standing there and she gets confused and asked Riya: arjun sir aap yahan itni subah subah aakhir baat kya hain or aapne yeh apne office jaane ki dress kyun pehni hui hain, sabh theek hain na? Aapki tabayat? Woh theek to hain na?Arjun: riya theek hoon main. Woh abhi abhi commissioner sir ka call aya tha so ek case aaya hain uss hi silsile main mujhe or rathore ko jaana hain.Hearing this riya nodded her head and then she turned to go when arjun askedArjun: are tum kahan chali?Riya: Kahan chali ka kya matlab? Kapde change karne jaa rahi hoon. Inn kapdo mai main kaise case ke liye jayungi?Arjun: are magar tum kyun case main jayogi? Iss case ke liye commissioner sir ne mujhe or sirf rathore ko bulaya. Hamare saath koi bhi ETF member nahi jaa raha.Hearing this riya gets little tensed and saysRiya: magar aise kaise? Aap or rathore sir akele jaa sakte hain? Aap dono case akele solve? Dekiye mujhe galat mat samajhiye aap main aap ke kaam main shaq nahi kar rahi hoon. But sir akele or woh bhi itni raat?Hearing riya concerned voice arjun smiled and he looked riya and saysArjun: main jaanta hoon riya ki tum mere liye or sameer ke liye chinta ho but you don't need to worry hum sirf 2-3 days ke liye jaa rahe hain or fir hum jaldi hi vapas aa jayenge.Riya just slightly nodded her head and then walked of riya rooms and then he directly goes to the entrance gate and riya also followed him and arjun opened the door and took his step outside but suddenly he stopped and turned towards riya as riya also followed him she also stopped seeing arjun stopped and arjun looked her and come towards her and cupper her face and saysArjun: apna or ETF ka khayal rakhna or specially meri sabse acchi dost or meri humsufer riya ki.Hearing this riya smiled and hold arjun's hand and saysRiya: or aap bhi mere akdu, sadu boss magar mere ek acche or sabse sacche dost ka khayal rakhna.Saying this she started laughing and arjun also joined her after sometimes he bid byee to riya.TBC...
hope you liked it...
excuse any errors...
14