Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd September 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 2, 2025 Episode Discussion Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 03 Sep 2025 EDT
ABHEERA IN JAIL 2.9
LIFE IN JAIL 3.9
What’s the upcoming track??
Bacha chor is such an incompetent lawyer🤦♀️
Mrunal Thakur Called Mean Girl
Anupamaa 02 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
I wanted Abheera’s fate for Akshara
Gen 5 - Posted on Saas Bahu Official Page
In this gen Cliff wali legacy maut will not happen
Finally a beauty queen who is star material!!
Real Woman Power Farhana
New Entry : Manit Joura
A Missed Opportunity
Producer's Association Against Social Media Influencers
Faridoon Giving Advice to Salman
Jab usko kya karna hai ye Idea aane ke baad waha se uttker ghadi start karke usko bhagadetha hai.
Jo admi usko help karsaktha hai uska GHAR ke wor .
Wo seeda ek ghaar pahunchatha hai.waa ke security se apan ID dikhatha hai, security wale ander phone karkepermision leke ander bejhtha hai.
Arjun ander chaltha hai pana thougt ko shuru karne ke liye .
Thabhi In CID
Sab acse kahtahm hothi hai.sab ghar chalne wale hai.
Priyaaker pradyuman se "Sir..."
Pradyaman "ha priya bolo "
Priya" wo mujhe 5 din ke leave ke liye my apply kithi.kalse ??'
Pradyuman "ha mujhe yaad hai aur yne sig bhi kardiya .ok "
Priya "thank U sir "
Pradyuman "ok take care"
Pradyuman chaljatah hai .
Daya "leave 5 days kyoon?'
Priya " wo my meri parents ke paas jaan hai sir .isliye "
Sachin "phir bhi 5 days ?"
Priya "kuch kaam bhi ai isliye .ok sir my chalthi hoon .5 days ke baad milenge "
Bolke chaligayi kisi gehare soch sochthe hue.
Sab bhi jathe hai.
Abhijeeth " daya bus 5 din hi haina sabar rakho"
Daya "shut up "
Dono hassthe hai.
Next morning In ETF rathore tense me dikhyi derah hai.
Arjun kya karne jaarah hai usko pathanahi chalraha hai rath me phone kiye lekin nahi utta .samjha tho sogaya hoga.it is iMPOSSIBLE us sik ko hamesha hamesha ke liye sulane ke baad hi usko nend aajayega.
Sab aagye hai siwa Arjun baki logoko bhi Rathore tension samjhme aagyai hail ekin koyi nahi poochawarna kachha chabadega .
Kuch pal bad Arjun aagye hai.
Rathore " kya hai rawthe kal myne tujhe kitahne baar call kiya ? nahi utta ?'
ARjun "thab my home minister ki aage hoo rathore isliye nahi uttaya ."
Rtahore " Home minister ?? uske paas kyoon gaya tu??'
Arjun " Sik ke case deel kane ke liye "
Rathore " mathalab??"
Arjun "my CID me join horaha hoon rathorre"
Rathore "what?? Are u serious ?"
Arjun "my kabhi joke nahi Martha hoon Rathore ...my jaraha hoon CID me"
Rathore kuch der kuch nahi kahtha hai baad me "teek hai lekin apan gussa ko khaboome rak , aur dhyan se koyi jaldbasi na karo. Kabhi jaroorath pade tho hume call karo"
Arjun sab suna .lekin gussa nahi kiya .usko pathahai wo kyoon bolraha hai.
Usme hue dosth kahrah hai wo .isliye "hmm "
Bolke chalagya hai.
Rathore "dekhiye poora info hamare hath aane tak aapme koyi ye leek math keejiye ga .sakshi khas ker tum "
Sakshi " ok "
Itahne me Rathore cell bajthi hai.call from Com "
Rathore receive karke " Ayesha com sir mujhe aane ke liye kaha hai my jarrah hoon .case ayet ho us place pahunchke info dena I will join "
Ayesha "Yes sir "
Rathore chalagay hai.
Lekin koyi masthi nahi karrah hai.
Kyoonki sab Arjun sedharath jaroor lekin uske sath kaam karna bhi utahna hi enjoy karthe the,akhir aisa cop ke sath kaam karna har kisko nahi milthi.
Sakshi "ye kiska kyoon nahi suntha hai...kamse kam meri bahth sunsakthe haina ?'
Ayesha "wo pehale se aise hai sakshi apna decision nahi badalth tha aur koyi salah diya tho suntha bhi nahi aur kisko jawab bhi nahi detha tha"
Sreetu ke manme eki bar " suntha tha Ayesha ek ladki ka .aj wo ho tho shayad Arjun sir uske bath kamse kam suntha tha ."
Dono ke ankhoke aage ek chehra with dimple smiles .
IN com office
Com "kya Rathore jo my suna wo sahc hai Arjun joining CID??"
Rtahore "ha sir "
Com"why?"
Rathore "sik case transferred there ."
Com "I know iske wajhese se tumbhi gusse me ho ,lekin myne kuch nahi karpaya wo log aisa decision leliye "
Rathore"islie wo apna decision liya sir "
Com jaisa sochraha hai waise kuch der baad "Ok Rathore ek kaam karo"
Rathore"sir"
Com "sham ko tum aur Arjun mujhse aake miliye.tumhi usko call karna wo mujhme gussa hai wo mera phone nahi uttega ."
Rtahore "yes sir"
Com "bholna math aur ha apka team members wo ...sree...aur us chandrakath patil ko bhi sath laana "
Rathore "poora team...??"
Com "sirf aap charo bus aur sharp 7:30pm in beech ,aake phone karna my kaha hoon batatha hoon ."
Rtahore " yes sir ,jai hind sir "
Bolke ETf ke taraf drive kararha hai.
Rathore "kyoon charo ko hi bulaya sik se related hai tho Arjun aur my kafi ye dono kyoon? Agar matter kisi case ka haitho baki log kyoon hai ."
ETF pahunchtah hai case dealings ...common
Udhar CID office k aage apna bike park karke Arjun ander chaltha hai.(Are wo ETF ka nahi na SUV ko use karne )
Waha ke receptionist se kahker wo ander jatha hai.
DAya usko dekhker "Koun ??'
Arjun "New joing , Arjun "
Abhijeeth " new joining ...oh good .welcome to CID..i am abhijeeth ye daya
.."
Arjun "my jantha hoon aplogoko "
Baki team members bhi intro karthe hai.
Daya "ek aur bhi hai ab leave me hai aayegi 5 din bad"
scroll down 😃
Sachin "ha wo bhi bahuth efficient officer hai "
Abhi jith bakilog indonoko sekhker smile karthe hai.
Uske hissab se haamre hero ko patahchalgaya chekkar kya hai.
Lekin jisa koyi interest nahi hai jisa khada rahtha hai.
Daya "waise is se pehale kaha kaam kiya ?'
Arjun " kayi places inspector ,traffic, forest, research, minister ka body guard..."
"MATAHLAB kahi bhi tik nahi paye ho mathalab bahuth sincere ho"
Ye sunker sab log mudthe ha.
ACP pradyuman
Arjun salutes ,
Pradyuman " hmm naam Arjun right "
Arjun "sir "
Pradyuman" home minister ne boldiya aaj tum join hoge, wo k aha ki humse train ke liye bejhgaya hai.good"
Arjun "sir "
Ithane salunkhe ke lab se call
Pradyuman" chaliye salunkhe saab bularahe hai avo ARjun tum bhi"
Arjun bhi unlogoko fallow kartha hai.
Waha ek lash padi hue hai.
Jaiasa hamara Arjun sir ka adath hai.lash ko dekha aur bilkul waise wo waha ki evidences dekhraha hai.
Lekin ye sab apna rawthe style me hands fold karthe hue.
Salunkhe usko dekhker "ye koun hai Pradyuman? Tera duplicate dikhraha hai??"
Sab smile karthe hai.
Pradyuman" Arjun aaj hi join hua.tu batha tera invention "
Salunkhe "dekho baas is admike laash me kayi chot hai kahi kisi cheiz ko lena chahraha hai."
Pradyuman"tume kisi cheiz gayab hothe hue dekha??"
Salunkhe "nahi chain, wallet me money ,id card, sab shayad koyi file ya papers hoga"
"ek cheiz missing hai"
Sab mudthe hai.
ARjun The super cop
Salunkhe "kya kya missing hai?"
Arjun "anghooti.."
Saunkhe "char fingers per marks hai char hi hai."
Arjun "ha ism eek inka nahi hai"
Pradyuman"aise tu kiase kahsakthe ho?"
Arjun us anghootion ko lakaer( gloves pehanker ) usme s e teen nikal ker
ye teen is teen fingers ka hai marks se patahchalraha hai ki ye matched. Lekin is anghootii(ek ko point karke )is finger ka nahi kyoonki is finger me marks gehara hai mathalab kayi salose pehana rakha hai , aur mark bhi ye ovel shape dikayi derahi ye (anghooti dikhaker )square .matahlab us poorana ring bahuth keemthi ho ya usme kuch raaz chupi ho isliye nikal ker doubt nahi aane ke liye ye ring pehanadiya isliye is finger thoda swell bhi hua jabrdasthi s e keechne ke wajhse "
Salsunkhe Arjun kahthe waqth hi apana tests shuru kiya aur "ha boss ye teek kahraha hai ye anghooti iska nahi hai aur is finger me karoch hai jiasa keecha jabardasthi se"
Baki team members usko alien ki tarah dekhrahe hai.
Arjun ka cell beep "wo message padker " Sir my kal se poora reporting kardoonga ab my jatah hoon "
Pradyuman"ok "
Uske jaane ke baad salunkhe "kaha na mere sense teek kaha ye pardyuman ka duplicate hai.
Abhijeeth "jab aap kaha mujhe jhoot laga lekin aap teek kahrahe hai ye bilkul sir ka duplicatehai .itahne kam time me itahna observation??'
Daya "sir ye humse kya seekhega ?"
Pradyuman"lekin home minister bejha tho kuch reason hoga na ? shayad CID ko aur strong banane ke liye "
Salunkhi " ya tere retirement tair hue ho? Isliye t ere place me lane ke liye pehale hi bejha ho?
Daya "kya sir ?dikhane me chota dikhrah hai .ye aur ACP ?? no way
Pradyuman" waise agar retirement ho tho pehal tera hoga salunkhe baal lagane se age kam nahi hoga tum mujhse ek saal bade ho"
Salunkhe muh bantah hai baki hasstha hai.
Arjun message ek aur baar padtha hai.
"Com sir se meeting sharp 7:30 baje beech .most imp "
Arjun waha se ETf office pahunchtha hai.
Sab usko dekhekr kush hotha hai.
Rathore "kiasa hai pehala din in CID ?"
Arjun "hmm .lab bhi bahuth achha hai hume bhi uske liye apply kiya tho behtar hai"
Rathore " hmm aur case?"
Arjun"koyi cas e chalraha hai details nahi patha ,kal se full joining"
Rathore "ok
Arjun"yeha "
Rtahore "chota case khatam hum jarahe hai."
Saskhi "arjun mujhe drop karoge ?'
Rathore "nahi mujhe inse bath karna hai.aap jaayiye "
Saskhi "ok chalo sree"
Sree"nahi mujhe subah se ye account hack nahi hoarhi hai isko hack karke hi ghar javoonga aaplog jaayiye "
Ayehsa " chotu ??"
Chotu "my abhi jaake kya karoonga sree ke sath javoonga aplog jaayiye "
Ayesha "ok "
Girls chaljathe hai.
Sree aur chotu lappy me kuch karraha hai.
Rathore file padraha hai.
Arjun sochme hai.
Time 7:15 hogayi hai.
Sreetu aake "Sir chale?"
Samjun bhi time dekhker SUV me bitker beech chalajatha hai.
Wo log beech pahunchgaye hai. Rathore call kiya tho com ne jaga batahya .
Waha com aur ek aur admi bhi hai.
Arjun pehacahntha hai.
Wo Doctor jo Riya ko treat kiya tha.
Baki bhi pehachanthe hai.
Sab ke man me "Meeting ??? yeha ??aur ye doctor ka kya kaam hai yeha ??'
kiasi lagi?
next
page22
Hey there guys! I'm looking for a story with Ariya. I'm not sure if it was a SS or FF. It goes something like this. Riya took Xora and was...
Hey guys I'm here with the prologue of my Ariya story, though the title hasn't been yet decided but i hope you will enjoy it. Prologue :Life is
hey guys! Sabse pehli baat toh ye ki writing crossover stories is difficult man. Is baar kar diya, dobara nahi hoga. So before we begin, I know...
Case of the Heart The usual crispness of the ETF office was tainted that morning by a peculiar scent — no, not coffee. Tension. Unspoken, oddly...
Part 1 The ETF office had always been a place of tension, urgency, and adrenaline, but today, an unusual silence loomed over the space. The...
161