PART 4 B
Aisha gathered herself after the initial shock that her chief gave her & moved after he left without speaking a word.
Aisha & Sameer didn't know that some one was watching them from behind & that was Arjun.
He smiled at them & made his way back to the cabin when he saw Riya leaving packing her stuff & moving out .
He called her gently saying, "Riya ek minute tumse kuch baat karni hai "
Riya turned & saw Arjun standing behind she said, "Haan sir, kahiye kya baat karni hai"
Arjun said, "Riya maine kaha tha na Aisha se baat karne ke liye kuch bataya usne, main aur Rathod ye janana chahte hai ki kaun ye sab kar raha hai aur yeh sab bahut serious hai"
Riya replied, "Haan mujhe yaad hai Sir, par Aisha ko app jaante hai na woh kaisi hai? Mujhe baat karne ka samay hi nahin mila, warna main poochne waali thi usse"
Arjun nodded & said, "Riya kya Aisha ne kabhi tumhe ya kisi aur bataya hai ki woh shadi shuda hai?"
Riya eyes widen in shock & said, "Kya! ye aap kya keh rahe hai Sir ?Aisha ki shadi nahin hui hai she is single"
Arjun said, "Nahi Riya uska 6 saal ka beta hai Kabir, kal jab Rathod chodne gaya to Aisha ki family se mil ke aaya hai, kya team me se kisi ko yeh baat maaloom nahin hai"
Riya was under a shock & said, "nahin sir Aisha ne kisi ko kuch nahin bataya infact mujhe aapse pata chala ki Aisha ka beta bhi hai par shayad koi bahut badi vajah hogi ye chupane ke peeche aur main mauka dekhkar baat karrongi usse kyuki yaha sirf baat uski nahin uske poore pariwaar ki hai"
She tunred to move out but Arjun again called her saying, "Riya ek minute"
She turned & said "ji sir".
Arjun said, "Riya shayad tumhe bura lage tumhari personal zindigi main mera dakhal dena par main ek cheez kehna chahta hoon, koi bhi dukh ya pareshani chupane se hal nahin hoti main acchi tarha jaanta hoon ki tum bhi kuch chupa rahi hoo"
Riya tried to open her mouth but was silenced by Arjun's hand & he continued "ab ye mat kehna ki ye mera vehem hai main bas ye chahta hoon ki koi problem itni badi na hoo jo hamari atma vishwaas ko kamzoor karde, ek aur baat tum jab bhi kisi se kuch share karna hoo toh I am always there, main jaanta hoon tum abhi confortable nahin hoo isliye jab bhi karna chaho toh mujhse keh sakti hoo, maine tumse ek baat seekhi hai Riya ki zindigi jaise bhi hoo usse khoobsurat banakar jine ki koshish karni chahiye aur aaj tum apni ussi baat ko galat sabit kar rahi hoo?"
Riya replied, "Nahi Sir kuch dard aise hote hai jinhe aap chah kar bhi nahi baant sakte, main aapki aur Rathore sir ki bahut respect karti hoon aur ETF hi toh meri family hai ab isliye meri vajah se kisi ka dil dukhe ye main nahin sheh paaungi ab iske aage main aapse kuch nahin keh sakti "
She truned her eyes with a tinge of pain in her eyes.
Arjun sighed in defeat & said, "Koi baat nahin chalo main tumhe chod deta hoon raat kaafi ho gayi hai.
Riya didn't said much just nodded & picked her stuff & walked towards the parking along with Arjun.
They made way to her apartment.
On the way she thought of taking out some cash from the ATM for some use.
She said, "Sir please ek minute ke liye rookege mujhe thoda cash withdraw karna hai "
Arjun nodded & stopped the SUV at the next ATM.
She got down & went to the ATM machine & completed her task.
When it was done she moved out but her feet froze when she heard a soft voice "Riya di kaise hoo aap ?", she turned & find her little sister standing there she hugged her & said, "Ruhi main bilkul theek hoon aur tum batao "
Ruhi looked at her sister who had completely changed wearing a black denims jeans with a soft top of cotton of white color her hairs were loose & she looked complete changed form & said "Di aap bahut badal gaye hoo aur kitne acche lag rahe hoo"
Riya smiled, "Haan saal bhi toh bahut ho gaye na main ETF main reaserch analyst hoon par is waqt tu akele maa baba kahah hai?"
Ruhi replied, "Haan woh yahi paas main samaaan khareedne aaye the aapko dekha toh aapse baat karne chali..."
She was cut by a shrill voice of Mr Saurabh mukherjee, Riya's father, "Ruhi kya kar rahi hoo yahape, chalo humare saath"
Arjun heard a loud voice & saw a man looking at Riya in disgust.
Ruhi said excitingly, "Baba dekhiye di kitni acchi lag rahi hai?"
Saurabh said, "koi di nahin hai tumhari, mar chuki hai ye humare liye aur jise na izzat ki parvah ho na samajh ka lihaaz woh kya nahi kar sakti "
Riya had tears in her eyes she started to move away but Arjun held her wrist & said to Mr Saurabh mukherjee, "Main nahi jaanta ki aapka aur Riya ka kya rishta hai par kisi ke character pe ungli uthane ka aapko koi haqq nahin hai"
Riya said, "Chaliye sir please bhari sadak pe tamasha ho jaayega"
Arjun said, "Nahi Riya ye jo bhi hoo inhe koi haqq nahin hai tumhare character pe ungli uthane ka"
Riya said in soft voice, "Sir woh mere papa hai"
Arjun's face color drained away in no time he was shocked how can a father say such words to a daughter.
Arjun composed himself & said, "Aapko apni hi beti ke baare main aisa bolte hue sharam nahin aati?aapko us jaise beti pe garv hona chahiye aur aap hai uske charitra pe keechad uchhal rahe hai chi "with that he clutched Riya's arm & dragged her too the SUV & moved towards her apartment fuming in anger.
Here at the same time Aisha & Sameer on way to Aisha's home.
There was unusual silence between them although Sameer wanted to say some thing but could not speak because of his hesitation.
After few minutes, "He stopped the SUV near her place".
Aisha got down quietly & said a soft thanks to him & moved towards her apartment.
Sameer started the SUV & started the drive at his place.
He just came out of the lane of Aisha's residence when his phone buzzed he picked up the call & informer said, "Saab Aisha mam ke ghar main koi ghusa hai abhi thodi der pehle zabardasti maine is liye aapko call kiya tha", Sameer was stunned hearing that.

So how was it guys please drop in ur comments as I write for u guys so please do let me know all ur bashing, feedback & suggestions are more than welcome excuse for typing & formatting errors love u all
EDIT CREDIT : Sneha 😊 Good work dear 😃
Regards Goldie & Rimi 😊😊