T2 - SAMSHA FF: Bond of Friendship completed - Page 50

Created

Last reply

Replies

571

Views

37.3k

Users

41

Likes

871

Frequent Posters

Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: angelarya

Awesome
loved it
So Aayesha is pregnant...
precap sounds interesting
lets see what happens

Update soon
Thanks for the pm

Thanks dear
Love u lots
Stay tuned n keep commenting 😊
angle1shanu thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
again dhasu part...sameer came to know about his child..finally nadira ka khel katm. ..sam ke parents ka reaction horrible...precape is too interesting...cont soon
Anika_PreRish thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
next update kab ayega dearie???? me waiting eagerly...
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: angle1shanu

again dhasu part...sameer came to know about his child..finally nadira ka khel katm. ..sam ke parents ka reaction horrible...precape is too interesting...cont soon

Love u shanu dear
Stay tuned n keep commenting 😊😊
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: zebbie0504

next update kab ayega dearie???? me waiting eagerly...

Hope so by kal raat ya parso afternoon depends on seclude 😊😊
Anika_PreRish thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago

Originally posted by: GOLD.A

Hope so by kal raat ya parso afternoon depends on seclude 😊😊

hmm...

Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago
So wait dear 😊
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago


PART 15 A


Sameer was listening to all this with patience as he knew how his parents will react to it, so didn't pay much attention to it.

Dhamsingh said in a stren voice, "Sameer mujhe nahi pata tha ki Aisha aisi hogi maine khud tumhari maa ko manaya tha ki hum sirf tumhari kushi chahte hai, mujhe maaloom hai ki Aisha bahu ki saari zimmedariya nahi nibha paayegi, par mujhe laga tha woh tumhe samajhti hai aur ek dost hone ka farz to woh nibha hi legi par shayad woh ye bhi nahi kar paayegi pata nahi ye baccha" aur tum abhi usse shadi karna chate hoo?"

Sameer said, "Aaap logo ko aur bhi kuch kehna hai ya sab poora ho chukka hai?"

Damini said, "Sameer ye kya tareka hai apne baba se baat karne ka ? uss ladki ke liye tum hamari beizzati kar rahe hoo?"

Sameer said, "Maa maine kissi ki beizzati nahi ki hai, balki woh aap kar rahe hai mere pyar ki, apne bahu ki aur apne hone wale pota ya poti ki"

Damini said "main aise rishte ko nahi maanti Sameer aur sirf keh dene bhar se ye sab sach nahi ho jaata"

Sameer said "Maa main sirf keh nahi raha hoon main, sirf aashu ke hosh main aane ka wait kar raha tha kal shayam registrar yaha aake saari formalities complete kar dega aur meri poori team hai yahan as a witness sign karne k liye, main bhi ye nahi chahta tha par aapne koi raasta nahi choda hai"

Dhamsingh & Damini were looking at Sameer with a shocked face & Damini said, "chaliye yahan se aap, lagta hai ab hamara beta paraya ho gaya hai, ab ye hamari baat nahi sunega" with that both started to march out of the hospital, when they heard a voice "Kaka kaki rukiye"

Hearing this voice they turned & saw Arjun & Riya standing there & Arjun calling them Dhamsingh said, "Haan kaho Arjun kya kehna chahte hoo? Apne dost ki vakalat karne aaye hoo?"

Arjun said in a calm voice, "Kaka aapko pata hai na main galat ki vakalat nahi karta hoon aur na kabhi karronga chahe woh mera dost hi kyu na hoo, yadi aisa hota to main apna ghar nahi chodta"

Damini said, "to tumhe apne dost ko samjhana chahiye Arjun ki aisi ladki se woh rishta kar raha hai"

Cutting her short Arjun said, "kaki aapko pata hai Sameer kis se rishta jodne jaa raha hai? Usse jisse woh bahut pyar karta hai, usse jisne uski jaan bachane ke liye apni jaan ki parwaah nahi ki, yadi woh ladki na hoti to aaj aapka Sameer aapse door chala jaata"

Both Damini & Dhamsingh were stunned a bit n Sameer came said, "Arjun chalo yahan se, maa baba se kuch kehne ki zarorat nahi hai, maine bahut koshish ki par dono apne khayal badalna hi nahi chahte, mujhe meri baat kehne tak ka mauka nahi diya, main nahi chahta ki aashu ke dil ko ek aur chot paunche ki usne mujhe mere maa baba se alag kar diya"

Arjun sighed in defeat & said, "sam tum Aisha ke paas jao, usse zarrorat hai tumhari, main kaka kaki ko sab samjha doonga tum shant ho jaao aur jao yaha se "

Sameer quietly went to see Aisha in her ward & sat beside her bed she was still unconscious.

Here Arjun & Riya took Dhamsingh & Damini to a cafeteria again & Arjun started the conversation in a calm tone saying, "Kaka sam aapka hi beta hai aapse bahut pyar karta hai, uski aur Aisha ki dosti aapko pasand nahi thi iss liye Sameer ne kabhi bhi iski shikayat nahi ki, Aisha ek khule sooch ki ladki hai, useke saath jo hua aap sab jaante hai aise main usne mazboot rehkar kaise khud ko aur dadi ko sambhala kya aapko aisi ladki aur apne bete pe bharosa nahi hai batayiye mujhe"

Dhamsingh n Damini kept quite & Arjun said, "kaka Sameer Aisha se bahut pyar karta hai, shayad woh khud iss baat ko samajhne main usse waqt lag gaya, main aapko sab kuch bata hoon, Sameer ke shadi ke faisle ke baad Aisha ko ehsaas hua ki sam uske liye kya hai par bina ek shabd bole aapki aur sam ki kushi ke liye woh shadi main nahi aayi, bahane se ek khatarnaak mission le liya, sam Aisha ko khatre main nahi dekh sakta aur usne wahi kiya jo ek sccha dost karta, uss mission ke dauran Aisha buri tarha fas gayi thi, usse torchure kiya gaya sam ne backup forces ki madat se bachaya tha usse aur sam ko bachate waqt Aisha ko goli lag gayi Aisha ko iss haal main dekhkar Sameer ko bhi ehsaas hua ki Aisha uski kushi ke liye kuch bhi kar sakti hai aur ye baccha sam aur Aisha ka pyar hai, yadi sam aisa nahi karta to shayad Aisha zinda nahi bachti aur sanjana woh to khud aatankvadi thi, usne Sameer ki jaan lene aur usse barbaad karne main koi kasar nahi chodi thi aur Aisha ne sahi waqt rehte hame aur Sameer ko aagah kiya tha, usse laga ki Aisha ki vajah se uska saara plan kharaab ho gaya aur usne Aisha ko kidnap kar liya par Sameer aur hum sab ne badi mushkil se bachaya hai usse"

Riya said, "Kaki Aisha aapki bahut izzat karti hai, uske mooh se kabhi bhi maine aapki burayi nahi suni, woh jaanti hai ki aapke aapki bahu ko leke kuch armaan hai aur shayad aapke hisaab se woh usse poora nahi kar paayegi, par aapke liye shayad bhai ki khushi se jayada kuch matter nahi karta aur bhai ki khushi Aisha main hai aur yadi woh aise ladki se shadi karenge to kya galat karenge"

Damini & Dhamsingh had tears in their eyes, they had tinge of guilt n remorse in their eyes, the girl that had saved their son & loved him unconditionally, they had blamed her in every way, even they doubted her character too but she never said a word to them, she treated them as elders of her family.

Arjun said, "Kaka please..."

Cutting him short Dhamsingh said, "Arjun beta jo aakhe poori tarah se khul gayi hoo unme to sharam bhi nahi sama sakti pata nahi jo galtiya humne ki hai, hamare bachhe usse maaf karenge ya nahi"

Damini said, "App sahi keh rahe hai humse bahut badi bhool ho gayi hai"

Arjun said "Kaki woh aapke bacche hai aur aapko unpar poora haqq hai"

Dhamsingh said with a smile, "Damini chale hum dada dadi banne waale hai" with that they marched to Aisha's room .



SCROLL DOWN FOR PART 15 B 😊😊

Edited by GOLD.A - 11 years ago
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago


PART 15 B


Damini & Dhamsingh entered the room Aisha was in unconscious state & Sameer was out for buying medicines.

Aisha started gaining conscious after the effect of medicines, she saw gaytri & Dhamsingh standing near her bed that was surprise for her, she opened her mouth to say something

but Damini said, "Aisha beta bas, hame sab pata hai shayad maafi bahut choti hogi uss galti ke liye jo humne ki hai par tum hame maaf karogi na shayad phir Sameer bhi hame maaf kar de"

Aisha had tears of happiness in her eyes, she was waiting for love of her parents which she had lost long back & she hugged Damini & started sobbing.

Damini made her relaxed & lie down again as she had gone through a big trauma of Nadira.

Aisha lay down n she felt that all her worries seemed to have vanished all of a sudden she was really happy Damini kissed her forehead blessing her & covered her with conforter.

Arjun & Riya were too having tears of happiness in their eyes, they always wanted Sameer to be happy & now his happiness & love will have no bounds when his parents will acknowledge it too.

After a while when Sameer entered the room of Aisha with required medicines what he saw made him completely stunned, he saw Aisha & Damini giggling & talking to each other & Dhamsingh smiling at them & Ariya too standing there.

He thought he is just day dreaming & hallucinating due to all that happened he was looking at all with wide eyes open.

His trance was broken by Arjun's call he sad, "Sam wahah aise kyu khada hai ander aa naa"

Sameer came with slow steps inside n said in a cracked voice, "Maa"

Damini said, "Arjun keh de isse main apne bahu aur pote ko ghar leke jaaungi par isse nahi lee jaaungi" truning to Sameer "tune itna kuch cupaya mujhse, kabhi bhi kehne ki zarrorat nahi samjhi?" with that Sameer kept his head on his mothers lap feeling all her warmth & love Damini too hugged Sameer & no words were needed after that.

After Aisha gained conscious, Sameer informed Dadi about everything that happened she was shocked but could understand the emotions of Sameer & Aisha also the circumstances in which all this happened & Sameer told her that his parents are ready to get them married as soon as possible that made her relaxed.

After 2 days Aisha was discharged & she went back to her apartment & dadi was really happy to see her back safe & sound as she was hell worried about Aisha after the instance.

Dadi hugged Aisha n said "Aashu kitne dino baad dekh rahi hoon tujhe tu theek hai na"

Aisha nodded with a light smile.

Next day without waisting time Suhasini & Damini fixed Sameer & Aisha Marriage.

They went to pandit ji for a proper date of the rituals & pandit ji gave the date of next 4th day.

All ETF members were happy to see the 2 love birds getting tied in a beautiful bond of marriage.

As time was less they organized a small function & all the rituals were done in proper manner on the appointed day.

Aisha was dressed in beautiful coke shade lehenga & Sameer in cream color sherwani both were looking really cute & adorable.

Pandit ji enchanted the mantras n started the rituals n Sameer & Aisha took 7 circles of the holy fire promising each other to love, respect & care entire their life.
After the rituals Sameer tied mangal sutra around her neck & filled her partition with sindoor after that both of them took blessings from their elders Dadi, Dhamsingh & Damini.

All blessed the new couple as pandit ji pronounced them as man & wife.

Dhamsingh & damaini welcomed Aisha in their house as their daughter-in-law with all the rituals & traditions.

After the traditions were completed Damini took her to Sameers room & after a long teasing session from all the ETF members.

It was the chance when team can tease their chief & his wife too.

Aisha was waiting on the bed with her face covered with veil.

Sameer entered n saw Aisha sitting on the bed with her face covered with veil & she is nerveous too.

Sameer came near her, he opened her veil & pulled her in embrace & placed a soft kiss on her forehead.

She smiled shyly in his embrace & kept her head on his broad shoulders n said, "Sameer aaj main bahut kush hoon aaj mujhe lag raha hai ki bhagwaan ne jo bhi mujhse cheena tha aaj sab waapis kar diya tumhara pyar aur saath, Maa baba ka pyar, hamari 2nd family ETF ka saath ab sab hai hamare paas aur Dadi kitni kush thi aapko aur mujhe saath dekhke"

Smaeer said, "Ye aap kaha se aa gaya ? tum mujhe pehle Sam bulati thi na abhi wahi bulaogi"

Aisha said, "Par ma baba aur..."

Cutting her short said, "Aashu pyar ka ehsaas to bahut baad main hua na hum pehle bhi dost the aur hamare jazbaat hamari aadate nahi badlengi, rishte ka naam bhale hi badal gaya ho, par main aaj bhi tumhare liye pehle tumhara dost Sam hoon baad main tumhara pati Sameer aur tum mere liye pehle meri dost aashu hoo baad main meri patni Aisha isliye ye formalities bahar waalo keliye theek hai, par ghar main akele main hum waise rahenge jaise ab tak rehte the, ek dusre ka bharosa aur ek dusre ki taaquat banker"

Aisha smiled n Sameer naughtly claimed her lips, She too replied with equal favor soon they were lost in ther own love land.

After 9 months Aisha gave birth to a cute baby boy & they named it ANSH. All were happy n Ansh was Apple of everyone's eye.



SCROLL DOWN FOR EPILOGUE 😊

Edited by GOLD.A - 11 years ago
Gold.Abrol thumbnail
Posted: 11 years ago

EPILOGUE

After the marriage It was first birthday of Ansh & all ETF members were present n Ariya with their baby girl Ananya who was just 3 months old all were enjoying the party.

Sameer & his family were very happy too. In the night after party was over Ansh was sleeping peacefully.

Aisha smiled & placed her head on Sameer's chest & said, "thanks Sam aapke pyar aur aapki dosti ne mujhe bahut payara parivaar diya hai, ma baba hamari ETF team pyara sa ansh aur cute si annanya"

Sameer smiled n said "haan Aashu sahi kaha aur is pyare se parivaar ko tumne aur khoobsurat bana diya, bhale hi hamare rishte ka naam badal gaya hoo par jazbaat nahi, hamare pyar ki shuruat dosti se hui thi & this BOND OF FRIENDSHIP will stay like this forever" with that Sameer turned n pulled Aisha closer in a hug.



Guys Thanks A lot for supporting me I here by end this FF I thanks you all my readers who really love & support me like this Thanks a ton to u all

Regards Goldie 😊


Edited by GOLD.A - 11 years ago

Related Topics

Arjun Thumbnail

Posted by: SarafWasima

5 months ago

Ariya/ETF TS: Naye Rishte {Completed}

Naye Rishte The ETF office buzzed with an unusual energy that morning. The scent of freshly brewed coffee lingered in the air as Riya sat at her...

Expand â–¼
Arjun Thumbnail

Posted by: SarafWasima

6 months ago

Ariya SS: Syaah Saazish {Completed}

Part 1 The wedding venue was bathed in golden light, shimmering under the night sky. Strings of fairy lights twinkled against the backdrop of...

Expand â–¼
Arjun Thumbnail

Posted by: Aaina25

1 years ago

Ariya : A Year Later (completed)

PART ONE Page 01 PART TWO Page 06 PART THREE Page 10 PART FOUR Page 13 PART FIVE Page 14

Expand â–¼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".