smneha, Shamsad1607, Godly_Affection, rinku95, skrafty, zubiya92, _Nikita_, thanks for liking the part@IshitaRocks015 : great mazaa aaya naa..bahut hai mere liye 😉 yup aisha itni tez hai wo ek baar me thodi maan jayegi k mayank aur champak alag alag hai..usne mayank ki kundali nikalwa di...😆😆😆 samjun ko bhi haq hai bhai attack krne ka...har baar defance thodi khelenge...to attack to krna banda hai...wo baat alag hai ye attack ka un pr khud pe kya asar padta hai...mayank bechara to hai...uska kya hoga ye to use khud bhi nhi pta 😆😆😆 mayank impressive to rakhna tha...aisha jaisi bandi ko patana har kisi k bas ki baat nhi hai...aisha smart girl...dil ka bharosa nhi naa..agar ye dono baat kr lete to poll khul jati 😆😆😆 wo aisha hai kisi ko bhi fasa skti hai...sam ka kya hoga wo to pta nhi...wo kahi bhag nhi payega...ek taraf sam k khud k parents, fir commissioner sir, fir sonia...poor sam...yeah u are right...aisha ne jab mila hi lia hai to pura milayegi
@ deffa : thank u dear...ab samjun kab tak akele ladte isliye...unhone ek aur team member badha lia...pr unhe kya pta aisha ki team already kafi strong hai...aisha jitna pta kr skti thi kr lia mayank k bare me...yeah agar use bhanak lg jati k mayank aur samjun friends hai to pta nhi teeno ka kya haal krti...ab aisha k liye bhi to koi chahiye tha aur mayank se perfect uske liye koi nhi hai...😊 arre girls v/s boys nhi hai...aisha ki team me samjun k parents bhi hai bhai...aisha ko jo zaruri lga wo kia usne plan k liye...ab sam aur sonia ki baat ho gyi to shak khatam...ab aisha ka kya plan hai ye to baad me hi pta chalega...
@ Godly_Affection : thank u dear...yup aisha ne acche se trap kia hai k dono bhag bhi naa paaye 😆😆😆 ab mayank pe shak gya tha to pta krna to banta hai naa aisha ka... samjun kya karenge ye dekhne wali baat hogi yup...hey dear pls provie me your full email id...actually maine tumhara naam blog pe add kia...but wo ho nhi rha...full email id maang rha hai
@ zubiya92 : thank u dear
@ rinku95 : thank u dear...yup wo aisha ka plan hai solid hona to banta hai 😉
@smneha : thank u dear wo aisha hai usse banana itna bhi asan nhi hai...ab aisha k liye bhi to koi chahiye tha...ab samjun aur mayank ko jab aisha ka full proof plan pta chalega to bechare pta nhi kya karenge
@ _Nikita_ : thank u dear...yup aisha ko pta hai mayank k bare me...pr sab kuch nhi...agar ye pta chal jta hai wo samjun ka friend hai to by god...pta nhi wo teeno ka kya haal krti...yup aisha ne sabko mila lia apni taraf samjun akele pad jayenge...
@ skrafty : thank u dear...yup aisha ko champak lal ki adhuri kahani pta hai...main part k wo samjun ka friend hai nhi pta...aisha hai hi kamal ki...lets see dekhte hai...samjun ka kya hota hai...ab iss ladki k dimag me jo bhi chal rha hai wo pta chal jayega
@ jia03 : thank u dear
@ angle1shanu : thank u dear...tumhe bhi pta chal jayega k in 10 dino me kya hone wala hai...
@Shamsad1607 : thank u dear...yeah game ka mazaa tabhi hai jab wo interesting ho jaye 😉 aisha ko samjhna muskil hi nhi naamumkin hai 😆 mayank k to haal bure hai ek taraf dost dusre tarf pyar 😆😆😆 ab aisha teeno ka kya krti hai wahi to dekhne wali baat hogi
@aditiarakshi : thank u dear...yup aisha itni bhi bholi nhi k ek baar me maan jaye 😆😆😆 aisha ka plan hai to solid hona to banta hai...😉samjun ki chinta krni to maine bhi chod di hai tum log bhi chod do...😆😆
@Snehajain : thank u dear...yeah aisha itni bhi bholi nhi hai k ek bar me maan jaye double role aur singal role ki kahani...aisha bhi mayank se impressed hai...yeah samjun almost gye kaam se...aisha ne ek taraf parents ko involve kr lia aur dusri taraf devi ji khud part 2 ban k pahuch gyi
@naina25 : thank u dear...kafi dino baad comment kia hai...samjun gay...😆😆😆 ab mayank bhi insan hai kisi pe bhi dil aa skta hai uska 😆 aisha ki smartness to already pta chal hi gyi hai sabko 😉
653