ETF team as Khichadi style
Charecter sketch:-
Rathod: Babuji
Aisha: Jayshree
Arjun: Praful
Riya: Hansa
Shree: Raju
Liza: Melissa
Sakshi: Himanshu or Riya's sister
Chhotu: Bhaveshkumar
Rathod: Aishaaa…. Aishaa… tum Mahesh Murder case ki file la rahi ho ya bahar walo se mangwalu….
Aisha was sitting with Arjun and Riya…
Aisha: lo shuru ho gaye kudkud kumar….e La rahi hun… la rahi hun bhaisab…. (giving him file) ye lo… abi se bol deti hun… bahut purana case tha to sare panne nahi mile the… isiliye bad me kud kud mat karna….
Rathod opend the file and there was nothing in that file but kids drawing paper…. Rathod shocked and mad at aisha…
Rathod: are aisha… isme to bachcho ke drawing ke paper hai… case file kaha hai…
Aisha: wo Liza… (gossip) ab me kya batau aap ko ki wo kya keh rahi thi aap ke bare me?
Rathod: kya aisa kya kaha usne?
Aisha: are Aap sunege to seh nahi payege…
Rathod: little excitement) par aisa kya kaha usne aisha?
Aisha: wo aisa kaise bol shakti hai?
Rathod: par kaha kya usne?
Aisha: are mujhe to batate hue bhi sharm aati hai…
Rathod (very hyper… and yelled): are usne kaha kya?
Aisha: are aisa koi apne boss ke bare me kaise bol shakta hai? Kaliyug… gor Kaliyug
Rathod (super exited): mujhe batao Aisha… liza ne kya kaha tha?
Aisha: dekha sir mene kaha than a aap nahi she payege… abhi to aako baat pata bhi nahi hai…
Rathod( yelled): mujhe bataogi ki usne kaha kya, ise pehle ki me mar jau?
Aisha: are na ho… abhi nahi… pehle ye case solve kar do… waha commissioner saab bhi phone karke kudkud karte rehte hai…. Bad me aram se mar jana… aap chaho to me khud mar dungi aap ko theek hai…
Arjun and riya entered… Riya sat next to Rathod's chair and Arjun went to Aisha…
Arjun: Aisha… o aisha… agar ye Damn it! kumar marta hai to marne do na… wiase bhi aaj tak usne kaunsa case solve kiya hai… sare case to Mein solve karta hun… Mein… Rathod (by tapping on Rathod's shoulder) Mein solve karta hun…
Riya (also tapping on rathod's hand): haa… dekha apne sir… mere Arjun kitne indicator hai…. Unhe sab dikhta hai…
When riya said this… at that time Liza, Shree, and Chhotu entered the conference room… everyone scared… Shree was rubbing his lips and looked at liza… Aisha checked his pockets and Rathod was looking at Arjun and Aisha…
Rathod: kya Dikhta hai?
Riya: wahi jo akshar logo ko nazar nahi aata… aisha Rathod sir ko to kuchh bhi nahi aata…
Both of them gave high five…. And Shree and Liza relieved …. And Rathod was glaring at them…
Arjun: haa.. aur humeshamujhe gadha gadha kehte hai…. Huhhh…
Aisha: bas ha bas… liza… jatane ki zaroorat nahi hai ki tum bahut smart ho…
Aisha: sir Liza aayi… mene kaha than a aapse…
Rathod: are par tumne mujhe sahi baat kaha batayi hai…
Riya: are aapko kudkud karne ke liye aur aise akad dikhane ke liye kaha sabhi wajah chahiye…
Rathod: ha ha… (to Liza) are kaha thi tum… kitni der se aayi ho… aur kya keh rahi thi tum mere bare me… bata….
Shree: wah wah Aisha… to tumne shuru kardiya Liza murdabad huh? Rathod sir Liza ne kuchh nahi kaha…
Rathod: tu chup kar Shree nalayak… zaban ladata hai… apne boss ke samne bolta hai… are mene to pehle hi kaha tha ki ye Liza humare ETF ke liye sahi nahi hai… lekin ye commissioner sab ki wajah se use jhelna padta hai…
Riya: haa… warna tumko humne kabka jala diya hota…
Liza: jala dete? Yani Mujhe mar dalte…
Arjun: are wo to hindi me mar jati… english me to tumhe nikal dete… naukri se
Everyone confused…
Chhotu (while eating wadapau): are use fired karna kehte hai… fired yani….
Aisha stopped him too…
Aisha: bas ha bas… Chhotu bhukhkhad… bas… sab ko pata hai tumhe kitna ata hai…
In the mean time, Rathod's phone rang… he picked up the phone and talk to the person and came back to ETF team…
Rathod: commissioner sir ka phone tha… unhone 1 din diya hai case solve karne ke liye… par mujhe ye case aaj sham tak solve chahiye warna tum sab log fired…
Riya: ha ha.. to kar dege hum… mere Akele arjun hi kafi hai ise case ko solve karne ke liye… ab jaiye aap…
Aisha: unhone to keh diya… sham tak case solve chahiye… are sham tak hum kya tamboora case solve karege…
Chhotu: ye Damn it kumar ki zyaktiya badhti jati hai…
Aisha: hamesha manmani karte hai… hipocrisy hai ye sarasar hypocrisy….
Riya: Arjun Hipocrisy matlab?
Arjun: mein hun naa… Hipocrisy Riya… wo use din hum jab zoo me gaye the tab waha ek bada sa janwar tha… jiska bada sa muh tha….aur wo jo humesha pani me rehta hai
Riya: haa…haa.. Kangaroo…
Aisha: correct… to hipocrisy hai ye… mein commisioner sir ko letter likhne wali hun aur kehne wali hun ke ETF chief Rathod sir ki badle Arjun sir ko bana de… aur mujhe usme aap logo ke sign chahiye…
Shree: par wo humari baat kyun mane ge… hum reson kya batayege…
Aisha: yehi ke Rathod sir ki badhti umra aur akelepan ki wajah se unka dimag kharab ho gaya hai to wo ab ETF chief banane ke layak nahi rahe… sathiya gaye hai…
Rathod: kya? Mein sathiya gaya hun? Tumhe to mein bad me dekhuga pehle ise Arjun ki khabar leta hun… Arjun tu to gadha hai gadha…. Meine tujhse kya kaha tha…
Arjun: yehi ki… shree ka ipad kharab ho gaya hai… to ab ise bar tum i-pad nahi tablet leke aao…
Rathod: to?
Arjun: are to kya Rathod? Mein itni sari tablets leke aya to hun… alag alag kisam ki… pet kharab hone ki, sar dard ki, zukham ki, maleriya, khasi… har tarah ki
Rathod: Arjun gadhe… shree ka ipad (showing him i-pad) kharab ho gaya hai... meine tumhe samsung ka tablet lane ko kaha tha
Arjun: dekha Rii… fir palta ye… party badlu… rathod tumne nahi mujhe shree ka ipad dikhaya tha aur samsung ka lana hai aisa to bilkul hi nahi bola tha… humesha khud gadbad karte ho aur mujhe gadha kehta hai…
Rathod: are Arjun gadhe… zara soch to ise tablets se Shree ka aur uske bigade hue ipad kya lena dena…… are wo in tablets ko kaise use karega…
Arjun: tum ye mujhe kyun puchh rahe ho rathod… tech expert to wo hai…. Wahi sari bigadi machines theek karta hai…
Rathod: to wo in tablets se machine theek karega kya?
Arjun: are… agar tumhara pet kharab ho jata hai to doctor tumhe aise hi tablets to dete hai na
Rathod: to kya shree doctor hai?
Arjun: oho… shree nahi par uski premika liza to doctor hai na… wo de degi ise tablets ko shree ke ipad ko…. Huhh common sense rathod common sense…
Riya: Rathod sir ko to kuchh bhi nahi ata…
Rathod was about to yell at them… but Sakshi enterded there with food…
Sakshi: o bapuuu… ye dekho mein kya layi hun… garma garam khana….
Chhotu was very happy… he was about to take food but aisha hit on his hand…
Aisha: bhukkhad chhotu… sara din gapagap khana khate rehta hai…
Sakshi (to riya): o badi bahen kya hua… chalo khana khate hai…
Riya: kya sakshi ye to white plates hai… mere kapde se bilkul match nahi karti…
Sakshi: ae koi bat nahi ye dekho mere pas 12 diff. color ki plates hai… ye lijiye blue plates…
Rathod: ab isi duplicate riya ki hi kami thi… tum log case solve karoge ki mein bahar walo se karwalun
Aisha: kar denge bapa… bas… abhi khana khale hum… aap jao… abhi humara luch break hai… bad me ana…
Everyone was eating food that sakshi had brought…. No one had offred to rathod… he was watching his team member eating food…
After luch every one was discussing about case…
Aisha: itne kum time me humare pas sirf ek hi upay hai… third degree… une sab logo ko bulao jinka ise case se thoda bhi lena dena ho…
Aisha, Rathod, chhotu, Shree and Liza was standing outside of interrogation room… those who were connected to this case all of them were locked in the interrogation room with Riya and Arjun… at the first 2 min. they all were calm but later on they all were crying…some of them were pulling their own hairs… some of them were hiting their head on the wall… it was unbearable for them to spend one more sec. with Arjun and Riya… Arjun and Riay was smiling while sitting on the chair… then suddenly one man came to the glass wall from where other ETF member was watching them… he was hitting on the glass wall very hard, was crying and and joined his hands as he was reuesting them…
ETF team opened the door… all the people ran out from the interrogation room… that guy who was requesting them to open the door came to Rathod…
Guy (crying): ye kya kiya aapne… hume kin pagalon ke beech fasa diya tha… isse achcha to aap hume mar dete… aisa torture karne ki kya zaroorat thi… mene mara hai apni wife ko plz mujhe jail bhej dijiye… fasi chadha dijiye…. Par in dono se dur lejaiye….
The case was bout a newly married bride were killed by stabbing in her stomach… no finger prints were found on knife…. her mother in law was the main suspect but it was her husband… her husband didn't want to marry her coz he was in love with his secretary… he accepted his crime… police took him and put him in jail…
Rathod (on the phone): helloo sir… ji haa… case solved… ji haa sir… Arjun aur Riya ki wajah se hi ek aur case solves ho gaya…. Jee sir… thank you sir…
"ACP Arjun and Riya Rawte had solved another complicated case"… was the headlines of next day news paper…
Ariya and Samisha was reading the news paper…
Ariya: are bap re bichara aadmi… kitne bure toture se gujharna pada hoga…
Samisha: haa… zaroor mummy ka idea hoga… inka kuchh nahi ho shakta…
Ariya and Samisha: ETF team... ETF team!!!
The End!!!
so guys... how it is... hope you like it... plz plz plz leave your comments here... and also hit like button if you like it...
thank you
13