Part-1
"Abey bas...aur nahi..." he said.
"Kya bas? Mard bann mard!" replied his friend, as he gulped another tequilla shot.
"Oh! Anu ko pata chal gaya na ki tu yahaan hain...aur itni pi raha hai...toh bas phir..." said Arjun.
"Pata chalega hi nahi...aur waise bhi usse pata chala toh saath hi saath Riya ko bhi pata chal jayega..." Sam replied, grinningly.
Suddenly, Shree and Chotu walked towards their senior, sitting at the bar counter.
"Sir, party ke liye thanks..." said Shree.
"Shree, thanks ki kya baat hai...issi bahane hum thoda enjoy kar lenge..." said Arjun.
"Not a bad idea...thoda sa enjoyment toh banta hai..." added Sam.
"Par Sir agar Anu di aur Ri ko pata chala toh?" asked Chotu.
"Hunh, kismein itni himmat, ki unhein jaake bataye!" said Arjun.
Suddenly, all the lights went off. A spotlight fell on the center of the stage, as :
"Nadia...naam toh suna hi hoga..."
A beautiful girl, walked towards the spotlight and stood beneath it.
Arjun and Sam placed their hands on their chests, as Arjun spoke up,
"Hot hai na?"
Sam looked at Arjun, "Hot hai? Vaise toh tu Riya ko hot kehte kehte ni thakta..."
"Woh toh kehna padta hai...yeh toh sachi item hai..." said Arjun.
The lights went off and came back again. Nadia wasn't there, instead 4 other dancers were there,
Ladies and Gentlemen
What you are about to experience
Never, never, never .. seen before
Before dawn, the veil will be uncovered
And all will be shown
So are you ready
One
Sam threw his coat and walked towards the stage, till the time he reached Nadia was already there.
He grabbed her by her waist and started singing,
Kar gaya chaar sau bisi (420), tujhko dekh ke dil yeh
Zaalim teen sau painsat (365) din mein, ik din toh tu mil le
Kar gaya chaar sau bisi (420), tujhko dekh ke dil yeh
Zaalim teen sau painsat (365) din mein, ik din toh tu mil le
Nadia grabbed him by his collar and pulled him towards herself, as they danced along to the beats,
Galti se kal main inhe dekh ke jo, yunhi zara sa hass gayi
Galti se kal main inhe dekh ke jo, yunhi zara sa hass gayi
Allah bachaaye meri jaan, ke razia gundon mein phas gayi
Oye oye oye, allah bachaaye teri jaan, ke razia gundon mein phas gayi
(ke razia .. )
Meanwhile,
A beautiful lady, in her late 20's, dressed in a sea-green dress was busy fuming.
"Mujhe pakka pata hai...dono Shree ki bachelor's party mein gaye honge..."
That's when the other lady, spoke up,
"Aapko kaise pata Anu di?"
Anu turned and looked at Riya,
"Sab pata hai mujhe, except iske ki woh log kahaan hai..."
"Par di Bachelor's party hi toh hai..." said Riya.
"Issi liye toh...aaj aane do Sam ko ghar...mein batati hunn!" said Anu.
Party!,
Arjun threw his coat, and walked towards Nadia,
Haye iss ka gulabi rang, iss ka kitaabi ang, aayo zara nainon se padhe
Nadia then turned towards Arjun,
Meri jawani par, jaan bhi luta doon agar, toh bhi koi ghata na pade
(Music)
Then both the guys, stood closer to Nadia, and again started singing and dancing,
Iss ka gulabi rang, iss ka kitaabi ang, aayo zara nainon se padhe
Haan, meri jawani par, jaan bhi luta doon agar, toh bhi koi ghata na pade
Utra nahin, ab tak zehar, main iss tarah se dass gayi
Utra nahin, ab tak zehar, main iss tarah se dass gayi
Allah bachaaye meri jaan, ke razia gundon mein phas gayi
Allah bachaaye meri jaan, ke razia gundon mein phas gayi
Oo, allah bachaaye teri jaan, ke razia gundon mein phas gayi, haye
(phas gayi ..)
"Bachelor's party meri, aur enjoy ye dono kar rahe hain..." said a jealous Shree to Chotu.
"Koi na...(points towards a particular direction)...woh dekh, Sonia hai uska naam..." Chotu said.
"Toh?" asked Shree.
"Shree! Samjha kar...jaa woh tera wait kar rahi hai.." said Chotu, as he pushed Shree.
Shree turned and stood in front of Chotu,
"Abey Chotu! Tera dimaag theek hai?" said Shree.
"Meine kuch nahi kiya...sab kuch Arjun Sir ne kiya hai...Sirf aur sirf Arjun sir ne..." said Chotu.
"Oodi baba, Sir ko aisi ladkiyon ke baare mein kaise pata? Tabhi mein sochun ki jab Arjun Sir ki bachelor's party thi, toh uss raat Sir hotel kyun gaye thay..." replied Shree.
"Abhi toh zyaada maatha pachi mat kar...aur jaldi jaa..." said Chotu, as he again pushed Shree, and walked away.
Meanwhile,
"Arggghhh! Speccckkkyyy!" screamed Liza at the top of her voice.
"Aane do usse! Usse aisi aisi tablets dungi, jiske baad woh zindagi mein kabhi parties ni attend karega...aise chemical reactions honge body mein...ki bas pucho mat!" she added.
"Akele Specky, I mean Shree thodi hai wahaan, Arjun aur Sam bhi toh hai..." said Anu.
"Aur Arjun, unhein toh bas...pakka flirt kar rahe honge kisi na kisi ladki ke saath...koi pata karo kahaan hain woh teeno..." said Riya.
"Kar bhi kya sakte hain...yeh parties humesha aisi vaisi jagah pe hoti hain...jo almost sanatta type shant si jagah ho..." said Anu.
"Aur uss jagah ka sirf ladke aur uske friends ko pata hota hai..." added Riya.
"Statistically 85% ladke, party ke baad vaisi waali ladkiyon ke saath chale jaate hain..." said Riya, as AnuLi looked at her.
No precap!
~~ Sorry for the mistakes. Waiting for ur likes + cmnts!~~
In case, ur interested in throwing something, Fresh fruits chalenge!
And those who want PM's, add me in ur buddy list!
Song : Razia (Thank You)
Constant readers/followers : ILY!😳
Silent readers/haters : Bhagwan kare, ki tumhare sapne mein Dolly Bindra aur Rahul Mahajan aayein! 😈