Hi guys.Happy new year to you all.
i've changed my Id from Divya.n.t
I'm not new here
hope some of you still recognize me😆
The perfect crime
01 January 2013 00:33 am
Shree: happy new year chotu
Chotu: happy new year Shree. Par tum itne udaas kyun lag rahe ho.
Shree: yaar, aaj ke din par bhi humein kaam par aana pada. Sab log naye saal mana rahe hai aur main yahan...office mein...
Chotu: Shree hum new year nahin mana rahe hain taki doosre logon ki new year happy ho.
Shree put his hands on Chotu shoulders and said'' sahi keh raha hai tu yarr''
Meanwhile Aisha enters.
''Bad news ek sucide hua hai bandra mein aur humein jaana padega.''
Rathore and Arjun enters.
Rathore: Happy new year guys. humein abhi jaana padega.
Every one thanked him and they rushed to the crime scene.
Shree whispered in Chotu's ears''deka ek happy new year tak nahin bola, isko team mein kyun liya''
Aisha looked at them and they kept quiet.
[At the victim place]
the victims house was surrounded by neighbours.
they all went inside.
A man was lying down. He was dead.
He was shot on his head and a gun was in his hands.
Chotu: toh yeh suicide hai...
Arjun: suicide hai ya suicide ki aar mein murder?
Aisha: sucide hi hoga. Jis tarah se usne gun ko hold kiya aisa hi lag raha hai.
Shree went to a man who was the victim's neighbour to ask details about the dead.
The dead man was Mohit.
He was around 30-35 year
Aisha: Aapko pata kab cha ki yeh mar gaya.
Neighbour: hum sabhi colony ke log bahar patakhe jala rahe the. Jab mohit nahin aya toh meim usse bulane ke liye andar aya. Darwaza khula tha aur jab mein andar aya toh maine uski laash dekhi. Toh maine police ko bulaya.
Rathore: yeh aaj kal ke logon ko pata nahin kya ho gaya hai.
Arjun: ghar dekhke aisa lag raha hai ke kafi amir that yeh aadmi. Itne mehenge show pieces, yeh dewaar pe guns.
Chotu: agar itna hi amir tha to woh itne chote se ghar mein kyun reh raha tha. Aur usne sucide kyun ki.
Aisha: Sir maine poori ghar ki talaashi li. koi papers nahin mila. Naa hin koi saboot.
Rathore: koi legal papers nahin??Na hin koi ills?? strange
Shree: Sir poore garden ki talaashi li gayi hai. lekin koi saboot nahin mila.
Arjun: main yeh nahin maan sakta ke iss aadmi ne sucide ki hai. Humein sucide ki wajah dhoondni padegi. Yeh itna assan nahin hai jitna ki lag raha hai.
Choti: sir, woh dekhiye. uss tasveer mein mohit ne apne left hand mein pen pakda. toh iska matlab woh left-handed tha. Lekin yahan toh bandook uske right hand mein hai...iska matlab...
Arjun: iska matlab yeh bhi ho sakta hai ke uska murder hua tha.
Rathore: mujhe lagta hai ki humein aur investigation karni padegi. kyunki iss admi ke naam ke alawa aur koi bhi cheez humein pata nahin.
They all headed to the office
Shree to Chotu: wah yaar, tum toh Arjun sir ki tarah smart bante jaa rahe ho...
Chotu: thank you, thank you...
Next update tomorrow😊happy new year again😊