Originally posted by: surabhi01
Anupama is right anupama chahe to sau baat maaya ko suna sakti hsi but anupama right at this point also ki agar choti ko.pata chalega ko uski khud ki Maa ne jhooth bola to uski beti choti ko Kitni taqleef hogi ki uski khud ki Maa ne aisa Kiya
Choti ko dhakka na lage apni Maa ki kartut sun ke isliye anupama khuch nahi bol paa rahi hai maaya ko
Other wise anupama maaya ko sau sunaye
aur yeh anuj mahashaye baar baar yeh keh rahe hain main. Choti ko kisi haal mein apne se door nahi jaane doonga
Anuj to doosra option rakh hi na rahe ki.court agar maaya ko custody deti hsi to choti ko jaane doonga but anuj Tod's was saying chahe legally chahe Jo ho jaaye main choti ko apne se door jaane hi nahi doonga
Anuj ne doosra option kahan choda hai
Choti ko pata hai uski Maya Maa ne jhuth bola hai, she herself told Anupama if I will not go with Maya wo aapke aur Papa ke beech jhagde karwayegi, Choti apni age se kaafi zyada samajhdar hai usko pata hai Maya kya kar rahi hai, she also told she loves Maya but she loves her Mummy Papa more, her happiness lies with her parents
Itna bolne ke baad bhi Anupama ne nahi socha CA apne aapko sacrifice kar rahi hai apne parents ki khishi ke liye to mujhe bhi kuch karna chahiye uski khushi ke liye
You are saying Choti ko dhakka na lage apni Maa ki kartut sunke but ye ek do din ki baat nahi hai, it’s a decision of an entire lifetime and her happiness
Anupama ne na khud Choti ko samjhaya na hi Anuj ko Choti se baat karne di
And this is the same Anupama who was lying on the road for her daughter, who sold her Jewelry for her son’s engagement ring, who would fight the world for her three kids and their happiness, who even fought for Dimpy’s justice, itne Mahaan kaam karne wali Anupama ko ye samajh nahi aaya ye Choti ki poori life ka sawaal hai aur Anuj ki jaan hai us bacchi mein
34