Originally posted by: Km181
Perfect baatein ko improvisations ki zaroorat nahi..
par itni tareef sun main bhi kuch bolu nahi, ye kaise ho sakta hai..
सोचा न था ऐसा भी कोई होगा जिसे देख मन बेहोश होगा
आँखें वो गेहराई भरी पूरी ज़िन्दगी भी जिसे नाप न सकी
अब ये नज़रें हटे कैसे इस आईने मैं जो मेरा चेहरा है
गर जो नज़रें झुकी मेरी तो होठों पे आ के रुक सी गयी
जैसे कोई गुलाब जैसे कोई शराब इनके नशे मैं झूम सी गयी
जब कुछ बोले तो लगता है आँखें बंद कर सुनती रहु ये गीत
जब खोलू आंखें तो वो गर्दन दिल को देती है मेरे चीर
सोचा न था ऐसा भी कोई होगा जिसे देख मन बेहोश होगा
------------------
socha na tha aisa bhi koi hoga, jise dekh man behosh hoga
aakhein wo gehrae bhari, puri zindagi bhi jise naap na saki
ab ye nazarein hate kaise, iss aaina main jo mera chehra hai
gar jo nazarin jhuki meri to hoothon pe aa ke ruk si gayi
jaise koi gulaab, jaise koi sharab, inke nashe main jhoom si gayi
jab kuch bole to lagta hai aankhein band kar sunti rahu ye geet
jab kholu ankhein to wo gardan dil ko deti hai mere cheer
socha na tha aisa bhi koi hoga, jise dekh maan behosh hoga
1