Originally posted by: surabhi01
To agar un bank ne fraud kiya hai jhooth bola but why anupama have to pay loan.
It is bank mistake as did not give proper guide to customer. Isi wajahon se bank mein 17 18 ghante audition ya inspection hota hai ki koi employee public ke paise ke saath gadbadi to nahin kar raha hai
It is bank duty to give proper guide to customer Even if customer Dont know any thing. Maine bhi bank mein akele jaakur employee se pooch pooch ke transaction kiya hai.kyonki mujhe bhi khuch nahin samajh aata tha shuru shuru mein Koi mera saath nahin hota tha aur bank employee properly guide karte they mujhe
Aur my mother also go slone for transaction to bank walon se hi pooch pooch ke kaam karti hai ki isko kaise bharna hai aur bank employee propely guide karte hain
Kyon
Aur agar bank khud hi fraudulent hui toh??? The bank that approached her was not dutiful at all so woh ghanta care karenge about whether they made a mistake or not. What the bank did was not a mistake, it was INTENTIONAL, frauds mistake karke logo ko nahi phasate, woh puri planning karke yeh sab execute karte hai.
Aur yahan pe toh the so called bank employees visited her instead of Anupama personally visiting the branch to get the loan. Moreover jab fraud karna hota hai toh aise kuch corrupt employees bhi isme mile hue hote hai.
Tumhari mom khud se bank mein chalkar gayi thi, uske paas koi aaya nahi tha, aur woh normal transactions karne gayi thi loan maangne ke liye nahi right Jahaan bahut saare legal document sign karne padhte hain. Agar tumhari maa ko har baar deposit ya withdrawal slips bharne ke liye help ki zaroorat nahi ho sakti now does she? Meri naani ko bhi apni pension collect karne mein chahiye hoti hai lekin woh kabhi Akele nahin jaati because usse bhi aadhe se zyaada procedures samajhme nahi aate aur woh har baar bank employees se pooch bhi nahi sakti because they have a lot of customers to deal with besides her. When my old uneducated grandmother has this much common sense some one who supposedly attended college and graduated from high school like Anupama seems to lack it, therefore her folly is just inexcusable.
Edited by Rein123 - 4 years ago
1