I don't understand on what basis did Toshu called Kinjal as behenji, just because she wants to be with family, or because she willingly helps in doing household chores, or she respects her elders and her in laws. Tishu ka kinjal ko behenji bulaane ka koi bhi logic tha?
Ye toshu ke aise kaunse duffer friends hai jo ye jaante huye ki Toshu is vegetarian, uske ghar pe aake non veg aur drinks ki demand karenge.
Isko friends banane aate bhi hai ya nahi.
Friends aise hone chahiye jo hamari family ki respect kare naki mazak banaye.
Aise demand karne wale doston ko restaurant main akele bulana chahiye na ghar main.
Aur agar itna hi khane aur pine ka shauq hai toh restaurant main treat.
Mujhe toh ye bhi nahi samajhta ki dance teacher hona kab se shameful profession hone laga. Toshu kal baa ko gawaar bol raha tha. Khud ki soch gawaar jaisi hai.
And taane toh Rakhi bhi deti hai, har roz kisike ghar pohonch jaati hai entertainment ke liye aur aag lagane, dusro ki insult karne, ye toh gawaaron se bhi gayi guzri harkate hai, Usme problem nahi hai toshu ko and baa ki baatein gawaaron jaisi lagti hai. And baa ke taane funny hote hai atleast now, hurtful se zyada. But Rakhi dace is crass not class. Agar class aisi hoti hai, acha hai Anupamaa is unclassy as per Toshu's definition.
Yesterday, still some of Toshu's point made sense, though bolne ka tareeka galat tha, but aaj toh kuch bhi bakwas kar raha tha just to prove that uska ghar se jaane ka decision ka reason is family and not his laalach of staying in penthouse.
I agree with dipali, Anu was in shock after hearing toshu, thats the reason uska ekdum se reaction nahi nikla. She couldn't believe what she was hearing.
What Vanraj said was true, hum apne bado ko samjhaye aaj ke taur tareeke, they are willing to change. We also teach our parents some new things, some new type of behavior, zamaane ke hisaab se, bad ache se samjhaate hai, aisa nahi ki unko itna insult kare sidha ki u don't know to behave. And they are always open to changes, its not like they don't. Hum khud bhi kitni cheeze baad main sikhte hai, when we start working or going out, tab agar koi friend tumpe hasega tumhare kisi behaviour pe, toh tumhe bura nahi lagega?