Waise maintainace aise nahi milti maintainace decide hone se pehle calculation lagaya jaata hai proof dena padta ki itni salary aa rahi hai, proof dena hota hai whether wife is working or not.if wife is working then working wife ko salary slip ka proof dena hota hai how much wife is qualify ,affidavit lagana hota hai ki aapki itni .in income hai, in sub aadhaar pe hi maintaince decide hoti hai and maintaince long procedure aur isko apply hone mein bhi bahut mahine bhi lag sakte hain
Just like other case maintainace also decide by proof and fact like one has to give salary slip detail etc
There is one in real life who is running to family court for maintainace since 12 year and still not got maintainace
Ek tarah se anupamaa ne sahi decision liya hai kyonki shayad use pata hai family court mein cheeje karana itna asaan nahin jitna samjhi jaati hai
Kabhi client ke lawyer hi doosri opponent party se hand join kar lete hain. Kabhi khuch lawyer paise lekar koi kaam nahin karte hain . Aisi bahut si bahut si baaton ki wajah se anupamaa ne demand nahin
Woh to filmon mein dekh kar lagta hai court mein itni aasaani se cheezein ho jaati hain but real life mein family court ki haalat bahut kharaab hai
3