Hume ek baat samjah nahi aati ki vanraj jub kisi parties ya hotel mein jaata hoga to khaana khud paros ke khaata hoga kyonki parties mein buffet system hota hai
To ghar mein khana khud paros kyon nahi kha saakta
Khana parosne near jaisa itna aasan kaam aur khana jub ki theek saamne hi rakha ho to bhi khud nahi kar sakta woh bhi anupama hi kare
Bus ab vanraj ko bus spoon feeding karana hi reh gaya hai bus chale to vanraj aur baa anupama se vanraj ko spoon feeding bhi karwalein
Acha hua anupama ne parosne se mana kar diya
18