Created

Last reply

Replies

111

Views

3.7k

Users

8

Frequent Posters

187214 thumbnail
Posted: 18 years ago
#11
Here's my contribution from L
Lag jaa gale ke phir yeh hansi raat ho na ho
Shaayad phir iss janam mein mulaqat ho na ho
superbike thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#12

Here is mine from "h"

Hamein tumse pyaar kitna, yeh hum nahin jaante
Magar jee nahin sakte tumhare bina

Edited by superbike - 18 years ago
187214 thumbnail
Posted: 18 years ago
#13
Here's one from N.
Na tum hamein jaano, na hum tumhein jaane,
Magar lagta, hai kuch aisa,
Mera Humdum mil gaya.

Yeh mausam, yeh raat chup hai,
Yeh honthon ki baat chup hai,
Khamoshi sunane lagi hai daastan,
Nazar ban gayi hai, dil ki zubaan.

Na tum hame jaano... mil gaya. 😊
superbike thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#14
mine from 'ya"

Yeh dil na hota bechaara
kadam na hote awaara
jo aap jaisa koi apna humsafar hota.
187214 thumbnail
Posted: 18 years ago
#15
Teena, jo khoobsurat koi apna humsafar hota.
here's mine from 't'
Tum Aa gaye ho, Noor aa gaya hai,
Nahi toh chiraagon se lau jaa rahi thi.
Jeene ki tum se wajah mil gayi hai,
Badi bewajah zindagi jaa rahi thi.
Tum aa gaye ho, noor aa gaya hai.

Kahaan se chale, kahaan ke liye,
Yeh khabar nahi thi, magar,
koi bhi seera, jahaan ja mila,
Wohi tum miloge thi khabar
Ke hum tak tumhari sadaaa aa rahi thi.

Tum aa gaye ho, noor aa gaya hai.
superbike thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#16
sorry , yes u r right.,,

mine from "h"

Hai agar dushman dushman
Zamana gum nahin, gum nahin
koi aaye, koi aaye, koi
Hum kissi se kum nahin...
Hai agar dushman
187214 thumbnail
Posted: 18 years ago
#17
Here's one from 'n'.
Naam Gum Jaayega, chehra yeh badal jaayega
Meri awaaz hi pehchaan hai,
Gar yaad rahe.

Waqt ke sitam kam haseen nahi,
Aaj hai yahan, kal kahin nahi,
Waqt se pare agar mil gaye kahin,

Meri awaaz hi pehchaan hai,
Gar yaad rahe.

'H' to the next person.
superbike thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#18
again "h", sad song this time

Hum tum se juda ho ke
mar jayenge ro ro ke
mar jayenge ro ro ke

187214 thumbnail
Posted: 18 years ago
#19
'K'... well here goes... i love this song... and i'm quoting my fav. antara 😊
Kahin door jab din dhal jaaye,
saanjh ki dulhan, badan churaye,chupke se aaye.
Mere khayalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye.

Kahin toh yeh dil kabhi mil nahi paate,
Kahin se nikal aaye janamon ke naate,
Hai meethi uljhan, bairi apna mann,
Apna hi hoke sahe, dard paraye (2)

Kahin door jab din dhal jaaye.
superbike thumbnail
18th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 18 years ago
#20
from "y"

Yeh kaun aaya, roshan ho gai mehfil kiske naam se
mere ghar mein jaise sooraj nikla hai shaam se.

Yeh kaun aaya

Aaya hai tarsane ko, ........
hans hans ke dekha usne har apne begaane ko
lekin kitna beparwaah hai mere hi salaam se
yeh kaun aaya.

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".