Originally posted by: NoeticLife
Jaan, main zombie ki tarah ghoom rahi hoon abhi. Main bata rahi hoon, na, ki main apna naam dekhkar yeh soch rahi thi, yeh itna ajeeb kyun lag raha hai? Spelling galat likhi hai kya?
Mere Mom ne kaha tha mujhe 'Tujhse zyaada lazy insaan maine apni life mein nahi dekha. Tu ek anokhi piece hai.'
Waise, bolo, kya scene chahiye tumhe, Jaan?
Mom ko mujhse mila phir nahi kahegi😂😂
Aur merko apna nickname sunne ki itni aadat hai jab mai exam dene gayi toh screen par mera name dekh kar itni hairan ho gayi ki 10 minutes yeh sochne mein hi nikal gaye ki waah yeh mera name hai😂😂