Originally posted by: Vanellope
Woh Yamna ka bold ke liye mein bhi🤣🤣Woh kya hai na bheja itna satka hua hai kya likhun aur kya nahin,woh sab bhool rahi hun mein😆Aur ab baat tere lines ki " Maybe pandit uska shradhanjali wala mantar pad raha hoga background main.. "🤣🤣Aaj sach mein jaan jaayegi meriWaise Ayesha tune dekha na naya promo.I shared the link
Dekha maine.. 😭
Ganda sa tha promo..
Ranveer ka yeh kaisa ghatya look hai..