Armaan ko actually juch gltfhmi hai.
1. Abhira needs him more than he need
![]()
2. Abhira is a responsibility from him. Whenever he applies his logic he conclude the same. But then in room, from where he gets so much of haq on her so called responsibility
3. Muje lgta hai ki Ruhi will be the one, Jo in future track armaan ko ye khegi ki Armaan Abhiram k Bina ni reh skta.
![]()
I don't take armaan's dialogues seriously neither with abhira nor with ruhi. Banda according to situation bolta hain, jo woh abhira ke saamne bolta hain woh ruhi ke saamne nahi bolta & vice versa, jiss din woh dono ke saamne haq ya zimmedaari pe decide karega, that day only I will trust his words.
Even I feel the same, armaan till last will be like she is my zimmedaari & ruhi will be like "no armaan she is your soulmate. Tum uske bina nahi reh paoge, maine khud mehsoos kiya hain kaise hota hata hain apne soulmate ke bina rehna, maine kaise toh karke khud ko sambhal liya but trust me tum khud ko nahi sambhal paoge
"
0