YAYYY..hamara 12th oct is here...sabko Mubarak ho aaj ka mubarak day...🤗 🤗 Naksh ko samarpit kiye hue 2 saal ho gaye...😳 😳
Akshara: aapke liye yeh sab ladkiyon ke stupid plans hai na..?? romance kya hota hai aapko toh pata hi nahi... 😳
Naitik : maine sab barbaad kar diya na..??
Akshara..: poori tarah se...
Naitik..: nahi, abhi poori tarah nahi... ( BG music, Akshara confused..😕 )
Akshara..: haan..??
Naitik our Knight in shining armour ke tarah Akshara ko godh me uthake.
Naitik...: janata hoon thoda stupid zaroor hoon, lekin utna nahi Akshara jitna aap mujhe samajhti hai... 😍 😍 😍
ssshhh... ❤️
Akshara..: Naitikkk... ☺️ sab log aate hi honge, jaane dijiye na..?? kamra bhi theek karna hai...plsss ...☺️ ☺️
hum toh gaye fir se...
117