Arey jo bhi kar rahi ho.pen bhi nahi de sakta naitik use...aise chala gaya jaise use janata hi nahi...
shaadi ho gaya ab kya list yaar..? 😕 zindagi bhar Akshara kya list banayegi...?? i am dead tied with this shaadi things yaar...
ab toh nandu bhi kal jayegi but yeh RRn Bindiya kab jayenge wapas..? 😕😕
