Originally posted by: Adhervika
Mamaji par aaj bahut gussa aaya pehle se bhi jayada...😡😡 do baar RR ne haath mein phone kya le liya..Saara kaam wo hi kar raha hai...😡😡 NAitik ko kitna bura laga...😡😡
Waise nikhil ke dost ne to vrat rakha hai kuch kha hi nahi rahe...😆😆
jab jab RR ki tareef ho raha hai tab tab use sau hazaar gaali dene ka mann kar raha hai...😡 😡 😡