Originally posted by: Apoorva_22
Haan...😳 aaj RB ki taareef hi nahi ki maine...😛 kitna accha sasur ban raha tha...😳
haan humne use bohot aashirwaad diya....ki sau sala tak khaate peete jeete rahe hamara RB...😃 😃 aaj sach mein DJ se bacha liya...warna khamakhan budhha hungama karta....😃