haan Naksh ke pyaar ka masala...😳 😳 😳 Akshara ke gusse ki mirch, aur nakhre ki namak....Naitik ki manane ki aamchur.....phir pyaar ki tadka...Naitik banega joshila phir MDH masale se ang ang phadka....😆 aur humein mil jayega smp jaise tasty masaledar khana...😳 🤣
🤣🤣🤣