Hello fellow samiana fans , I am here with another ( ok mera 2nd ki hai ) os … plz do tell me how do u like the idea and should i continue with it and make it a ss or a ff in future if time permit
Choti si khushi
“Nainaaaaa…….nainaaaa…….. nainaaaaaaaa”…….. shouted sameer at top of his voice while running .
“offo..ho sameer kya hua kyu chilla rahe ho aap itni tez .. dekhno na itna daar gyi naina.. sab caryons bhi neeche gir gaye ” said the 5 year old naina while collecting the said crayons.
“hahaha kitni darpook ho tum naina kab darrna chodogi…” sameer laughed at naina while getting on his knees and helping naina… “acha suno toh … mere pass ek bhot exciting news hai” he continued.. “naina ko nhi sunni koi news .. yeh aachwa hai phele naina ko dara do fir news batao …huh jao aap haas lo mhuje pe …”
“Acha baba sorry aage se nhi chillawuga pakka… ab suno toh … bhot aachi news hai ….” Sameer said consoling naina… “acha ok but phele naina se promise karo … pinky promise” naina extended her hand sameer took her small hands in his slightly bigger one’s and said” promise baba … ab suno toh “
Sameer got so excited that he started jumping on his feet … “naina aaj na principle sir aaye the nanu ke pass ..aur thumko pata hai unhone kya bola….” “ohh ho Sameer app na kitne stupid ho naina ko kese pata hoga ki aapke principle sir ne kya bola..naina toh abhi choti hai na..vo thodi 7 years ki hai appki tarah .. naina thodi aapke school jati hai..pata hai chacha ji ne naina ko bola hai ki vo aage saal se school mei jayegi… par sameer naina aapke wale school mei kese ja sakthi hai .. papa bolte hai ki aapke pass toh bhot paisa hai aur humare pass toh nhi hai isliye naina aapke wale school mei nhi ja sakthi …” said naina interrupting Sameer and putting her hand under her chin thinking in the end about her major dilemma ..
“ chipkali kitna bolti ho tum .. chup nhi raha jata .. 4 saal ki ho toh zubaan toh dekho thumko kisne bola ki naina mere school mei nhi ja sakthi ..naina meri hai na” naina nodded her head. “toh bas fir naina wahi jayegi jaha Sameer hoga … agar tum mere school mei nhi ja sakthi toh kya hua mai thumare school mei auuga..” declared Sameer..
“ sachi Sameer aap naina ke school mei aauge .. wow kitna maza aayega na ..hum sath mei khayege aur sath mei khelege aur na hum bhot maza karege socho na Sameer kitna mazaa aayega …” laughed naina..
“ haan bhot mazza aayega but abhi cholo tum” saying this he grabed her hand and started walking towards her house …. As he passed his house his mother saw him dragging naina and ran behind him to nainas houses …
“Chachi ji…chachi ji suno chacha ji aap bhi suno“ both elders were assumed seeing Sameer southing and said “bolo beta ji aaj kya farmash hai aapki …” panting Sameer continued “chacha ji mai chata hu ki naina mere wale school mei jaye aur kahi nhi ..chcha ji mera school nab hot aacha hai waha pe basket ball court , swimming pool . foot ball ground , swings , playset sab kuch hai waha pen a padhai bhi bhot aachi hoti hai mumma ne mhuje bola hai aap mumma se hi puch lo.. “ turning to vishaka he said” bolo na mumma “ laughing at Sameer demands chacha ji said “ thik hai baba naina thumara school mei hi jayegi ab khush “ Sameer and naina both similed at this while chacha ji continued” likn yeh baat aayi kaha se … “
“ von a chacha ji Sameer naina ko kuch bata raha tha ki principle sir ne kya bola..likhn naina ko kese pata hoga ki sir ne kya bola naina thodi Sameer ke school mei jaati hai .. pata hai chacha ji papa ne bola ki Sameer ke pass paisa hai isliye vo ese school mei ja saktha hai likh humare pass toh nhi hai isliye mhuje us school mei jaane ko nhi millega.. but chacha ji naina use school mei jayegi na sammer ke sath abhi aapne yehi bola na chacha ji bolo na aapne yehi bola na “
Listen to naina chacha ji was shocked and sseing his condition here vishaka interrupted “haan beta aap sammer ke sath hi jaoge .. chalo ab aap jaage bhar khelo fir Sameer ko padhai bhi karni hai” … hearing the word padhai Sameer ran from there and now it was naina who was running behind him shouting “Sameer…Sameer…..sameer sunoooo…”
Turning towards anand vishaka stated “ kuch nhi hota bhaisaab kitna na sochiye ab toh naina aapke sang rehti hai jo hua usko jaane diyege “ bela here stated” bhagwaan jhot na boliwaye vishaka bhen par bhai shaab ko naina ke samne esi baat nhi karni chaiye phool jese baachi hai mere pata nhi kyu sabki aakho mai chupti hai .. pata nhi paise ki baat baar bar karke uss baachi ke samne kya mill jata hai unko… “
“Bela baat paise ki nhi hai bhai sahib ko phlee se hi naina se chid hai aur naina aur sameer ke rishte ko uh logo ne aabhi tak nhi aapnaya hai… .. din par din in dono ka rishta ghera hota ja raha … sameer aur naina ek dusre se na mille toh bimaar padh jate hai ..kya hoga in dono ka ja sameer delhi nikal jayea…”
“Sameer kahi nhi ja raha bhai sahib” both bela and anand looked at vishaka with a shocked looked on there face …” haanbhaishaab mana ki mhuje delhi shift hona padh raha hai aapni shaadi ki wahaj se par mai itni bhi selfish nhi ho sakthi ki mai sameer ko aapne sath le jau srif usko mahine ke do Saturday Sunday dekhne ke liye… mai aapni saas ki rakhi yeh sarath kabool nhi kar sakthi .. main hi daal sakthi sameer ko boarding school mei … mera na sahi but sameer ko uske nanu ka aap logo ka aur naina ka pyaar toh mill hi saktha hai na … aur jab naina sameer se aur sameer naina se 2 din dur nhi reh sakthe …jab dono ki hi tabyat karab ho gyi 2 hi din mei aur aapko aapne maykee se wapas aana padha preeti ko waha pe chod ke srif naina ki tabyaat aur zidd ki waha se toh fir mai kese sameer ko le ja sakthi hu uski naina se dur ..jab mai hi uske pass nhi hogi… dekhiye na in dono ko .. “she pointed at sameer and naina playing outside “ koi bol saktha inko dekhke ki aaj in dono ko hi bhot tez bhukara tha”
“Yeh aap aap bilkul sahi keh rahi hai bhenji … dono hi ek dusre ke beggar nhi reh sakthe “ added bela
“Toh bas fir mai yeh kese kar sakthi hu “said vishaka smiling through her tears…
Meanwhile outside … “ sameer sameer sameerr hhawwww “.. naina said keeping her hand on her small mouth” “kya hua naina ?” inquired sameerr “ aapne toh naina ko bataya hi nhi ki principle sir ne kya bola” “ are haan mene toh bata hi nahi chipkali ko ki…. “ naina again interrupted sameer” naina ko chi pak li bola aapne hwaaa ruko aabhi batati hu aapko” …and saying this naina ran behind him.
That was it for my side today do tell me how did u like this chota sameer and naina concept and also that should I continue with it … please guys do comment as it boasts the morals of the writer .