mujhe Sam ki mom ki samjh nhi aati koi aise kaise kar sakta hai apne bete k saath.
jab bhi Sam khush hota hai ki uski mummy ne uske liye kuch kia hai tabhi uski khushi dard mein badal jaati hai.
agar khush nhi kar sakte toh air dukhi kyu karna.. kabhi bike toh kabhi room ki safaai..
nanu is best tabhi sam unke saath rehte hai koi bhi prob ho unke paas aata hai.