PART 4
IN MUNBAI
Both aliya and ruhi followed head to her office and head asked sister duo to take there seats and head asked poen to bring the case file of ishitha, after 5-minutes peon gave file to head and left. after refering the file the head of school spoke.
H: Is file ki muthabik saath saal pehle inki ek accident hue thi aur vus accident ki karan vunki aaj ye haal hai.
both ruhi were shocked by the fact and then ruhi asked
R: accident ka date kya hae kya aap batha saktha hae.
H: ha...16th january 2009, aur ek aur important baath, accident ki witness ki muthabik ye accident nahi tha ye ek SUSCIDE ATTEMPT tha.
this was the another blow for ruhi
R:(In shock)kya suscide attempt.
H:Ha vo bi ek baar nahi do bar, accident ki pehle vunhone pahadi se pani mae kudh gayi thi jab, paas ki kuch majhdhuro nae inhe suside attempt karthe huve dekha tho vun logo nae vunhae pani bahar laya hosiatal le jane ki koosish ki thi lakin jab rasthae mae innko hosh ayya aur vo chalthi gadi sae kudh gaya aur ek truck inko takar maar diya tha, vunae turanth hosipatal pahuchi gayi thi lekin koon bahut kone kae vaja sae yae 15 din coma mae thi aur coma sae ane kae baath doctors ko patha chala ki vo apna manasik santhulan ko chuki thi, 10din hosipatal mae rehnae kae baad vune hamare delhi branch mae admit kiya gaya tha aur 3 mahinae baath vunhae yaha shift kiya gaya tha. hum nae inki ghar valo ko dund nae ka bahut kosish ki thi lekin mila nahi.
hearing what her mother has to gone threw ruhi started crying and aliya tried to console her , after sometime ruhi spoke
R: kya mae apni ishima ko meri saath apni ghar leke ja saktha hu
H: nahi mae ye permission nahi dae sakthi hu
AL: par kyu madam
H:mae ye kaise manlu ki aap vunki beti hae, aap ki batho sae lagtha hae aapko apni maa kae bare mae inthino saalo kuch nahi patha tha mae convince nahi ho pa rahi hu agar aap kae pass koi proof hae tho aap inhae le ja saktha hae.
AL: lekin hamare pass koi proof anhi hae madam, hum sach keha rahae hae yae ruhi ki maa hi hae madam plz hamara baath maniye.
H: sorry mae kuvh nahi kar saktha
Ruhi after thinking some time spoke to the head
R: madam agar mae ye sabit kiya ki vo mere maa hai tho aap vunhae hamari saath bejh denghae
H: bae jijak baej dungha
AL: lekin ruhi ye kaise ho pa ye ga
R: bathatha hu chaliye merae saath, madam aap bi chaliye.
ruhi,aliya and head went to the room were ishitha was and ruhi went near ishitha and sat beside her, she took her phone and showed her old picture of ruhi and aliya to ishitha and asked who was in the picture
R: ISHIMA dekiyae ye photo aap janthe hae ye kon hae?
I:(seeing ruhi childhood photo after many years ishitha became very happy and snached the phone from ruhi) RUHI hae ye meri beti hae ruhi
and started conversation with the photo in the cell
I: kaha chali gayi ruhi apni Ishima ki pass ajav, mae tum vada kilovungi, dosa, curd rice sab kilovungi aur hum saath mae kalengae hae na ruhi and continued her talking with the image in cell.
Ruhi is in dilema to be sad for Being sitting beside her and not getting attention from her mother or she should be happy that even in this condition also her is only living for her. Even she feel guilty for doughting her mother's love toward her.
seeing the immense love of a mother towards her child even in such condition aliya and head became very happy and also felt bad for them. At last head spoke
H:beta aap log inhe lae ja sakthae hae, mujhe yakin ho gaya ki aap inki beti hae mae jakar formalties poori kartha hu.
R:thank u very much maam, apko nahi patha aap nae mujh par kithna bada yesan kiya tha,mae apki ye yesan kabi nahi boolungha
H: thank u kehanae ki koyi jaryrath nahi hae beta ye mera furz tha
R: mam muje meri mamma kha case file chahiye
H: of course dae dungha
saying head went from there to complete the formalities to discharge ishitha leaving ruhi, aliya and ishitha behind.
now task at hand for ruhi is to covince ishitha to come with her to kolkatha, ruhi dont know what to do and thinking how to covince her, then someone tapped on her shoulder coming out of her thoughts ruhi turned around to see ishitha standing behind her and spoke
I: tum kon ho?
an idea stuck to ruhi and she spoke
R: mae mae na ruhi hu.
I:(in stren voice)tum ruhi nahi ho, ye ruhi hae(pointung towards picture in phone)
R: ha ISHIMA ye(pointung towards picture in phone) choti ruhi hae aur mae badi ruhi
hearing ruhi ishitha started thinking as if trying analysing the situation, on other side ruhi is also observing her ishima keenly for reaction, after some time ishitha said
I:(smiling)matlab do do ruhi
R: ha ishima do do ruhi
I: par vo kaisi
smiling at her inosense
R: ha ishima mae bathatha hu kasae, ye(pointung towards picture in phone) apko kya bulathi hae
I: ISHIMA
R: tho mae apko kesae bulatha hu?
I:hmmm...ISHIMA
R:ye(pointung towards picture in phone)apko ISHIMA kyu bulathi hae?
I: kyunki vo meri beti hae
R: tho mae bi apki beti hue na ISHIMA...samjee
I: ohhh samaj gayi
saying she started clapping in excitment, seeing her mother smile ruhi became very happyy but after sometime ishitha spoke
I: badi ruhi par choti ruhi kaha hae vo kyu nahi ayi said ishitha with a pout
R:(taking her hand in her hand she spoke)vo ishima vo na ghar par tha vusko school jana thana iss liye vo nahi ayi, aur vusne kha ki mae aap ko ghar leke aajvu (looking keenly at ishitha she spoke)aap ayengae na ISHIMA
I:ha chalthi hu mae na aap dono ko dare sare kanna banavungha aur kilavungha tikhe said ishitha beaming with smile
Ruhi became happy as ishitha agreed to come with her to kolkata. the entire scene was seen by aliya and head who has returned after completing formalities and she spoke
H: tumhari maa bahut kush nasib hae ki vuse tum jesae beti mili
R: nahi madam mae kush nasib hu ki muje ishima jaysi maa mili
H: ek bath yaad rakna beta apko apni maa ka bahut kyaal rakna hoga, ab aap inhae aap apni maa ki tharah nahi beti ki tharah dyaan rakna padega, tikae beta aur muje pura yakin hae ki aap inki acchi sae kyal rakenghae aur ye lijiye inki case file.
R: teke madam mae kayal rakungi
AL: Ruhi aaj mae tumahare liye bahut kush hu, tume tumhari maa milgayi hae roo
R: ha di kush tho bahut mae bi hu lekin mann mae bahut sari saval bi kadi hogayi hae aur muje vun sari savalo ka javab doondna hae di
AL: vo sab baad mae sochenjae roo ab maa ko yaha leke ghar chalthae hai roo
R: tikae di
after completing all the formalties three of them left the aslyum and borded next flight to kolkata
-----x end of part 4 x-----
Precap: Teaser-1 part
If u like my update do comment or atleast hit like
THANK U :)
Edited by SANTHOSHTEJA - 9 years ago
9