Chalo...achcha hai...aap ko yaad to aaya ki...aap ki real duniya se alag ek Khwabo ki duniya bhi hai...janha aap ke readers aap ka intjar kar rahe hai...Chalo koi baat nahi...Der aaye durust aaye... (Achchi wali update ke saath)
Sorry maine Part 13 par comment skip ki thi...You know...Exams time...to socha compensation kar lu ek Long comment de kar...kyo ...Kyo Achchi deal hai na...
~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-
Part ~ 13

Aise honge na IshRa...little little ...Cute Cute...
"Bhaad me gaya carrom board. Mujhe nahi khelna" Raman shouted back.
Gussa to dekho...bechari Ishita ko rula diya...
"All boys are mean. Jab unhe hamari zarurat padti hai tab hamare peeche peeche aa jate hain. Aur jab zarurat na ho to saari mean mean batein bolke humein bhaga dete hain" I blabbered.
Appa chuckled listening to my rant which irked me more
"Aap bhi to boy hi ho na. Isiliye apko ye sab sunke maza araha hai. Mai aap se bhi katti" I said and fled to my room.
Ishita ka gusaa bhi to kam nahi...but so cute...
Mai aisi koi game nahi khelungi jo tum khel rahe ho"
"Ok Ishita. Jaisi tumhari marzi. Mai bhi tab tak koi game nahi khelunga jab tak tum mujhe maaf na kar do" he said and left.
Kya friendship hai...Saath rahe to ladte rehte hai...& dur to wo reh nahi sakte...
To phir last me friendship kar hi li...
~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-~-
Part ~ 14
Koi maarega to nahi na?
Realy...ek teacher ko maat ka darr lag raha hai...Don't worry...hum utne bhi rudenahi hai... 😉
So...finally ...Competition ka din aa hi gaya...kab se wait kar rahe the...wese Ishita to Classical perform karne wali hai...to song kaunsa hoga...!!!!!!
"Lassi se tumhara gala kharaab ho jaata hai...kal tumhe perform karna hai"
See...Raman ko kitni fikar hai Ishita ki... 😳
"Coffee...for you" he said while handing over the cup to me and left giving me no time to react.
Ab tak Ishita ki pasand yaad hai...
"Main tumhe woh lassi kabhi dobara nahi peene dunga. Aur agar tumne kabhi peene ki koshish bhi ki toh main tumse katti ho jaunga. Kabhi baat nahi karunga" Raman cutely reprimanded.
Aakhir Raman ne apna waada pura kiya na...
"Tumse judi har baat mujhe yaad hai Raman. Kya tumhe bhi wo sab yaad hai? Kya mai bhi us tarah tumhare yaadon ka aur khwabon ka hissa hoon jis tarah...
Tum Mere Khwabon Se Jaa Na Sake"
Ishita ne last part me aisa kaha...to ab to use pata chal hi gaya hoga...ki Raman use yaad to tab karega na...jab wo use bhula paya ho...
Tum Mere Khwabon Me Aa Na Sake, I smiled at my broken state.
Yeh ittefaaq kaise ho gaya...!!!!!!!! 😭
Usne khud na aake meri baat ka maan rakha aur Bala ke through wishes bhejke apni duty bhi kardi, I gladly accepted inside my head.
Yes...Raman ne phir se apna wada nibhaya...true gentleman ...warna RKB jisi chij ko chahe.!..aur wo use naa mile aisa ho sakta hai...par yanha Ishita koi chij nahi...& Wo bhi to RKB nahi...par Ishita ka Raman hai...
"I know but pata nahi kyun kuch missing sa lag raha hai" I finally told him.
But why? What is the reason for this emptiness and incompleteness
I started to question myself again.
Mai kahu...kya chij ki kami hai...
Dil nahi hai Ishita ke paas...
Aap kahoge ke ...Dil nahi hai to wo jee kaise rahi hai...wo apne sine me jo patathar hai...jo sans lene se dhadkta hai...uske sahare jee rahi hai...par Dil nahi hai uske paas...kyon ki...Apna Dil to wo Raman ko kab ka de chuki...& Raman use apna Dil de raha hai...wo uss Dil ko kisi galtfehmi ki wajah se accept nahi kar paa rahi...iss liye mai kahungi...ki uss ke paas Dil li kami hai.....kyo aap ko kaisa laga mera jawab...
"Maine hi chaaha tha ki tum mujhse door ho jao.
Par is doori se ek ajeeb si ghutan mujhe mehsoos hoti hai.
Tumhari kami mujhko satati hai.
Shayad mera dil tumhe apnane laga hai.
Shayad wo waqt khareeb hi hai jab mera dil pukarke kahega ke tum hi mere Raman ho
Aur main bhi duniya se pukarke yeh keh doon ki tum mere dil mein rehte ho aur
Tum Mere Khwabon Se Jaa Na Sake"
Shayad is update ke sath aap logon ka asli intezar bhi khatam...
Ishita ko ehsas hone laga hai ke ye uska Raman hai...
Really ...yaa phir aap hum sab ko sirf Sapne dikha rahe hai...!!!!!
Aap logon ko kya mehsoos ho raha hai?
Batao to jaanun
Ab hum aur kya kahe...jo samjna hai...itne me hi samaj lijiye...[
2