here go...
Part 3
Scene starts from ishita coming to bhalla house with divorce paper with subbu...
Raman: agayi tum acha kiya bohat important baat karni hai tumse...
Ishita thinks raman ko kiya hua hai wo aisa kiyon behave kar rahe hain unhain to mujse gussa hona chahiye... ayyio murgaan sab theek karna..
Raman: kiya soch rahi ho aona betho... neelu bhabhi kay liye pani lana...
All family members are shocked with raman behavior and thinking pata nahe kiya horaha hai...
Raman: arey shagun aona...
Shagun: tum ne muje kiyon bulaya... koi kaam tha...
Ishita and family members are shocked to see shagun in bhalla house...
Ishita: kiya hai raman mein yahan sirf tumse divorce paper pay sign karwane ayi hoon... jaldi say sign karo...
Raman: itni kiya jaldi hai... Ruko... Haan lo sabar khatam tumhara...
Mani and abhishek enters...
Raman: haan zara sab ko sach batao...
Shagun and subbu start feeling restless and thinking: ye raman karne kiya wala hai...
Shagun start her drama: kiya hua raman? Sab theek hai na? jab tumne bula mein to pareshaan hogayi? kaise sach ki baat kar rahe ho?
Raman coming towards shagun and then give her a tight slap... again all were shocked...
Then raman goes to towards subbu and slap him too hard that he falls on ground...\
Both shagun and subbu in union say: what the hell? How dare you?
Raman: mein pochta hoon how dare you??? Himmat kaise hui tum dono ki ??? tum apni harkatoon say baaz nahe aogay na ...
Ishita: raman kiya hua?
Raman: suna chahti ho na to suno... nahe hai tumhain koi cancer...
Ishita: kiya...
All family member: cancer????
Toshi ji: raman puttar cancer kiya keh raha hai tu??
Mr. bhalla: saaf saaf bol ...
Raman: haan ye shagun aur subbu ka plan tha... unhoon ne ye doctor ko apne saath mila kar tumhain bewaqoof banaya... Itna to uhain bhi pata tha kay tum kaisa react karogi... Tiyaag dogi sab...
Ishita: matlab wo sab goons... shagun change behavior ... doctor... Subbu ki maafi... wo sab aik natak tha.. per ap ko kaise pata chala...
Mani: asal mein ishu mein nirvaan ko lay kar jab hostipal gaya tha to mein ne unko doctor ko paise detey aur baat karty suna phr mein ne raman ko sab kuch bata diya...
Ishita goes to shagun and subbu and give them a tight slap...
Shagun: haan kiya mein ne... mein tumhare ghar ko bardaab kar dena chahti thi...
Subbu: aur tum logoon ko kiya laga mein ne sach mein tum sab say maafi mangi... nahe mein sahi mookay ka wait kar raha tha taky tum sab say revenge lay sakoon...
Abhishek: lekin ab tum dono revenge ki planning jail mein karna... Tum dono ko mein arrest karta hoon...
Shagun: kis base per?? Haan??
Subbu: bolo??
Abhishek: shagun jee apko us raat bochoon ko kidnap karne aur subbu tumhain simmi ko marne ki khoshish mein aur baqi charge to ye hai kay ap dono hi bhalla family ko harras karty rehty ho... To chalain jail... arrest them...
Scene 2
Ishita: raman muje maaf kardo...
Raman: kiya haar baar tum fool ban jati ho? Agar muje kuch nahi pata chalta to tum muje choor kar chali jati na...
Ishita : raman... Samajho...
Raman: kuch nahe samajhna mein ne haar baar tumhain khud ko mahaan sabit karna hota hai... And leaves...
Mani: ishita galti to tum ne ki hai...
Toshi ji; haan puttar iss baar tu galat hai...
Mr. bhalla: per koi nahe tu raman ko mana lay...
Ishita : mein kaise manao raman ko...
Simi: socho bhabhi...
Romi; plan karo hum madad karain gay...
Mihika: haan akka...
Ishita: idea...
All family members: kiya???
Ishita: suno...
Scene 3
Raman entering the bhalla house and thinking: itni jaldi nahi mano ga madam... maza ayega jab madrasan manaye gi...
Raman: ary ghar pay koi nahe... lo beta kiya socha aur kiya paya...
Phone rings...
Raman: hello mihir... Bol... nahe mein nahi araha... acha ataa hoon community hall...
Raman entering community hall... Lights are off...
Ishita: mein ishita raman kumar bhalla sunaogi apni kahani...
Raman gets surprise...
Ishita : mein bohat udaas rehti thi jab tak meri zindagi mein ruhi aur ap nahe aye...
Lights on... pictures of raman and ruhi flashes...
Ishita: apne muje badal diya... meri zindagi badal di... Infact meri zindagi ko khushiyoon say bhar diya... meri zindagi mein job hi kamiyaan then unhain apne purra kar diya... hum ne shadi sirf ruhi kay liya ki thi magar kab hum sirf ruhi kay mata pita say pati patni ban gaye pata hi nahe chala...
Pictures of ishraru flashes...
Raman gets teary ...
Ishita: aj mein sab kay samne kehna chahti hoon raman you are the best thing which ever happen to me... I LOVE YOU RAMAN... I LOVE YOU SO MUCH... I CAN NOT LIVE WITHOUT YOU...
Ishita comes towards raman and says: wo shadi humne ruhi kay liye ki thi... kiya ap mujse shadi karain gay dobara sirf humare liye... Mein aik baar phir wo sare wachan laine chahti hoon...
Raman smiling: nahe...
Ishita: raman...
Raman: arey itne pyaar say bologi to rooz tumse baar baar shadi karsakta hoon... pagal madrasan... I LOVE YOU TOO... And take ishita in a bone crushing hug...
Family claps...
Both distance them...
Toshi ji: chalo shadi ki rasam shuru karty hain...
Raman and ishita agains takes vows... Raman fills sindoor in ishita's mang... Ties mangalsutra around her neck...
Scene 4
After coming home... Toshi ji ask ishita : tum kal yahan say ja rahi ho...
Raman: kiya hua maa?
Toshi ji: neelu mein ne jaisa kaha tha kar diya...
Neelu: haan mummy jee... And comes with three suitcases...
Raman: ye kiya hai?
Ishita : kiya hua mummy jee? Ap mujse naraz hain? Mujse koi galati hogai...
Toshi ji : haan galati to hui hai
Raman and ishita: kiya
Toshi ji : tum dono ki shadi ko aik aur adha saal hogaya per tum dono honeymoon pay nahe gay... to ye tum don okay honeymoon ki tyari hai.. tum dono humare chandigar wale ghar mein joa gay... khoob enjoy karna...
Ishita blushes...
Raman: kiya maa apne to dara hi diya tha... and slowly says to ishita: chalo kisi ko to muj per tars aya... ab kon bachaye ga tuje madrasan... sher shikaar kar kay rahe ga...
Toshi ji: raman kuch kaha?
Ishita: mummy jee is ki...
Toshi ji: chup pata tha tu kehe gi bachee. Mein ne bhi bachoon ko pala hua... samajhi... wasie bhi teen din ki baat hai ruhi bhi tab tak wapis ajaye gi aur mein ne kuch nahe suna... tum dono subha subha chandigar kay liya niklo gay... Samjhe...
Raman and ishita: jee..
Mihika: to akka jee ap dono kal honeymoon pay ja rahe ho to abhi kuch time hamare saath spend karo... kiyon na hum antakshari khelain...
Raman: tum log khelo mein to ja raha hoon apne room mein...
Mihika: kiya jeejo khelo na...
Ishita: haan raman thori dair khelty hain na dekho sab ka kitna maan hai...
Raman: ok
Precap: family enjoys antakshari... Raman and ishita goes for their honeymoon at last...
Hope you will like it... I am busy so I will update next part on Monday insha ALLAH...
Edited by sparkingsoul - 10 years ago
11