But Nice Update...
Pehle leap wali news ne sad kar diya...ab aap jaa rahe ho...IF chhod kar yeh baat ne Sad kar diya...
Long Comments Chahiye ...right...kal yaa parso. ...&
Last three Updates Dhamakedar honi chahiye ...tab hi hum aap ko jane denge..
Yeah...yeah...maine yeh hi kaha tha...Ishita Non-Veg kha .sqke utna pyar nahi hai...par PYAR to hai...ab wo 3 magical words bol bhi do Ishita...
Iss tarha hi Ishita Raman ke 1year ki sadness ko dur kar sakti hai...
10