Raman decided to pull ishita leg
Raman :tumne dekha Ruhi ne kaha main uska favourite hoon aur tum nahi aur mujhe Lagta hai tumhe apne bare main apne opinion badalne vhahiywx
Ishita with a sad face :haan sahi kaha Raman shayad Maine galat soch diya aur ab Ruhi ko meri zaroorat nahi hai to mujhe yahan se chale jana chahiye shayad yeh sapna tha toot Gaya
Ishita :theek hain Raman main kal subah hamesha ke liye chali jaaongi
Raman was shocked
Raman immediately grabbed her hands and said :pagal ho gayi ho Kya main to Mazak kar raha tha
Ishita then starts laughing
Ishita says :relax Raman mujhe pata hai main Mazak kar rahi thi
Ishita :tumhe shayad pata nahi ki har ladki ke liye unke papa unke hero unke fav hote hain
Ishita :main hoti to main bhi appa ki naam Leti
Ishita :aur Kya farak padta hai tum Ruhi ke fav ho aakhir Ruhi ab puri meri tarah hogayi hai
Ishita smiles and goes
Raman then smiles and says to himself :haan bas tumhari tarah dramebaaz aur lecture wali na ban jaye par main Kya maang raha hoon yeh to hona hi hai
Raman to himself ;to beta taiyar hoja kuch saalo main tumhe lecture ka double doze milenga