"Goli chalate waqt dil jitna bhi kaape , lekin haath kaapne nahi chahiye"

Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 31st Oct 2025
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 1st Nov 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 1, 2025 Episode Discussion Thread
BEIJJATI AT PEAKS 1.11
Deepika Alia Atlee Ranveer Janhvi Aryan-Halloween costume Ambani party
BILLI IN BASKET 2.11
Angad marries Vrinda ; Mihir & Tulsi ka rishta khatam!
Mitali scene clip : Pret Aatma / Dimaagi bimari
🏏A Nation With Billion Dreams, Best Wishes to Our Women in Blue🏏
Sushant’s sister has lost her mind completely!
SRK Film Festival SRK Mania
˗ˏˋ ★ Pick Your Team! (Teams Feature) ★ ˎˊ˗
What if............Arjun
Tottenpage Hotspurs Nov 2025
🏏India tour of Australia, 2025: AUS vs IND,3rd T20I, Oval🏏
🏏ICC Women's World Cup 2025: South Africa W vs India W, FINAL🏏
"Goli chalate waqt dil jitna bhi kaape , lekin haath kaapne nahi chahiye"

"Uss trigger aur maut ke beech sirf ek inch ka fasla hai Paresh! Sirf ek inch ka! Socho Paresh, tumare biwi ek khooni ki biwi kheleayegi , tumara beta ek khooni ka beta kehlayega"
"Paresh revolver neeche karo Paresh , Revolver NEEche karo , REVolver NEEche KarO Paresh , REVOLVER NEECHE KARO! PARESH!"
"Abhishek Bharadawaj , the great poet....he's an Insipid , witless , listless , moronic , impervious , inanimate bag of skin and bones" 
"Main toh tak gayi hoon bhaisaab" - Hansa from Khichdi 
Camera bandh Karo camera bandh Karo , koi photo nehi khichega - by Neil the Krishna equivalent. Abla naari
1."Shayad apko khone ka Darr apko pane ki Khushi se kahin zyada hai"
2. "Sach toh yeh hai ki Sahara inhe mujhse naahin mujhe inse mila, pyar Inhein mujhse nahin mujhe inse hua"
3."Aur ekk thi Mrs. Bhatnagar jo har pal kuch kehte hue bhi, kuch na kehte hue bhi,ek nayi kahani likhti gayi..."
Haii main toh thread bhar Sakti hoon inn dialogues se...
"Yeh kahani shuru hoti hai , Bombay se 205 nautical miles dur taapu mein base hue gao Sindhwa se. Din bhar machli pakadna aur sham dalthe hi kacchi sharab ki madhoshi mein gehri neend mein sona hi yaha ki logon ka kaam.Albatta ki jis purushatson ki khamoshion se labreez ,samudhra ka fanila pani jab tak garaj udtha hai , ussi tarah khabhi khabhi yahan bhi kuch ghat jaata hai jis ki awaaz kahi dur tak sunai padhti hai"

Originally posted by: asmitamohanty
1."Shayad apko khone ka Darr apko pane ki Khushi se kahin zyada hai"
2. "Sach toh yeh hai ki Sahara inhe mujhse naahin mujhe inse mila, pyar Inhein mujhse nahin mujhe inse hua"
3."Aur ekk thi Mrs. Bhatnagar jo har pal kuch kehte hue bhi, kuch na kehte hue bhi,ek nayi kahani likhti gayi..."
Haii main toh thread bhar Sakti hoon inn dialogues se...
Which film/movie is this dialogue from?
Originally posted by: Pete15rogmourey
Favourite dialouge from Vanshaj;
"Hum fateechars ko farak nahi padtha"
Why have you posted this reactionn
To this post?
"Daya ki goli se Abhijeet ko kuch nahi ho sakta"