sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieee
rukhi rukhi si yeh hawa aur sukhe patte ki tarah shehar ki,sadko pe main lawaris, udta hua sau raste par teri rah nahi.eee
sau dard hain,sau rahatein
sab mila dilnashin ek tuhi nahieee
behta hain paani, behne de waqt ko yuhi, rehne de dariya ne karwat li hai toh saahilon ko sehne de sau hasratein par tera ghum nahi.eee
sau dard hain,sau rahatein sab mila dilnashin ek tuhi nahieee