Posted:
Tapasya -- Iacha ki ye dosti ab nahi tute 😊
Taapu& ichki dono milke satya& sanchi ki pool khole... 👏
then Tapasya Apni total gunah kabul kare & Apni mom aur naani ko vi fatkaar lagaye 😡 ki just unki wajaha se hi Aaj tapasya kahin ki nahi rahi😭 warna wo vi ek izat ki life juzar sakti thi...😳 but no . coz Taapu ki mom-Naani ke liye hi sab kuch huya ...😡 Taapu ki mom to is age me vi Damini pe sakh karti hai wo vi apne lofar Bro ke kahne pe...😡 Naani unki to baat hi choro...😡