Originally posted by: ankit111
Tapus heart is like dariya, neki kiya dariya me dala, ab nam wam me kya rakha hai, bhul gayi hogi🤣🤣🤣 bas kam ho gaya, samaj ka kuchh bhala ho jaye, bas yahin ek chhota sa arman to hai Tapu bitiya ka🤣
Tapu baba is such a samaj sevika, she could have had a rocking political career but ek bahut badi problem hai 🤔 She can do this samaj seva to only 50 % of the population 😉😛😆