Kaun kehta hai ganjay k paas kaam na hoga,
Ganjay hun ge tou kia naam na hoga??
Tind koi aisi buri cheez bhi nahi ghalib,
Aisa har kisi ka anjaam na hoga!!!
waise bhi yahan wig ne kia kaam dikhana hai,
Tind hi bari chikni hai, tabla ye zara purana hai,
Tel laga k iss ko Veer ne chamkana hai,
rehne do saathyo,
Ganjay pan ka zmana hai!!