In the jail Lock up Munna bhai saw Tappu..he was so impressed by her that he decided then n there that he wud put a marriage proposal bfore Tappu๐
๐So after her bail ..he went to her n said this
Munna:
Mera Naam Munna....bole to Munnabhai
Umar 30 saal, wajan 80 killo aur 6 foot height kya, poora kasrat body!๐ณ๐คฃ๐คฃ
......abhi wo bole to, kya hai na apun ko bhi life me settle hone ka maangta, isiliye tere ko propose maara hai...Apun maanta hai apun Tapori hai, bahut log ka pungi bajayela hai magar kya hai naa baap, apun ka bhi izzat hai markit me!!!๐ฒ
Apun ko bhi public shaadi-bia me bulati hai woh bhi izzat se!๐
Saal ka 5/6 peti to apun aaram se kama leta hai... buri aadat bole to daaru aur bidi, abhi daaru kaun nahi pita - yaar. Akkha bada bada log apun log se jaasti chada leta hai...๐คฃ๐คฃ
Ab chokiri apun ko tere jaisa hi maangta hai... Bole to aik dam jhakas, patakha, aik dam patakha...
thoda parhi likhi hongi to chalenga koun ke saala yeah kabhi kabhi form bharne ke liye saala apun ko 25 log ka hath pair jodna padta hai..๐คฃ๐คฃ
Apun jo hai na shaadi ki baad aik dam sudhar jaayenga iman se... apun ka baccha log ko apun pada likka tapori banayinga... bole to Tapori Doctor, Tapori computer waala aur bhi bohat kuch...๐คฃ
Maa kasam shadi ke baad apun kisi bhi chikni ko line nahi denga..๐คฃ.
Abhi yeah sub accha lage to apun ko contact karne ka kya!๐
Tappu:..
thik hai thik hai ..hum sochengey ab hum jatey hain..good bye
Munna:
..bole to kya attitude hai ๐๐
๐