Originally posted by: Bluekohl
Sarvaguna sampanna hai apni shraddha.
Waise aisa kaunse dukaan khol rakhi hai tu boriyan utha rahi hai 😏
Arre meri mami dukaan sa pura ka pura chaval aur grains ka katte laati hain 😂😂😂 .
Gaav sa onions aur lehsun ka bhi boriyo ka kaata hota hain.😂😂😂.
Football ka saath saath bichari main dance aur martial arts bhi kar leti hun.😂😂😂
Bas jab jab bimar hoti hun yaa attack aaya hain tab thoda aaram milta hain.😂😂
Varna main mumma ki achi bachi hun.😂😂