Originally posted by: pyaar2012
Sadism is dukan ban chuki hai bhagu ! Beheno dekho hamari sanskari bhagu ko goli ki keere ne aisa kata ki wahiyad Ranes ko thank u bol rahi ho! Hum toh lut gaye barbad ho gaye ..Humari bahu hath se nikal gayi....
ab kya karu
3 mahine baad ye khushi hui hai
august se maang rahi thi
ab jaake pura hua mera sapna
nahi to imagine kar kar ke bahut bore ho gayi thi😆
main aapki sasu hoon
aap meri bahu hai