Og mein ML sirf clown couple ki shadi k time p hi romantic hota h rasmo mein or shadi k baad FL ko apne room mein chahta h ussey pehle kyun nahi ??
He is an egoistic person right khori used to call him ahenkaari maanush(ghamandi insaan) in Bengali š
Kya seerat sach mein angad ka pyar thi seerat hi kyun pasand aayi angad ko not sahiba kyunki seerat usko dekhkar smile karti thi uski haan mein haan milati thi or wahi jawab deti thi jo vo sunna chhata h thats it jo uske ego ko boost karti thi šš¼
Or dusri side p sahiba usko sach bolti thi uske against bolti thi nd he was like how dare she
Phir angad ne apni taraf se ilzaam lagana start kar diye jinka koi sense nahi tha mujhko follow kar rahi ho u want to sleep with me??mere kareeb ana chahti ho ??like what ye khayali pulaav kyun pakaye isne i mean sahiba ki kis harkat ki wajah se usne ye sab soch liya ye ladki uske kareeb aana chahti h ya uske sath sona chahti h??
Ye ilzaam nahi angad ka ego tha self obsessed nature he is in delusion that she wants him world revolves around him
Or angad apne Mann mein jaanta h ki sahiba usko pasand nahi karti but uska ego ye accept nahi karna chahta ....š¤£
Or jab seerat bhaag gayi isko chodkar to bhi isko lagta h sahiba ne bhagaya seerat ko š
Jab Garry nd seerat ka kaand saamne aayega unki shadi hogi tabhi isko sahiba apne room mein chahiye hogi ki agar ye dono kar saktey h to main or sahiba bhi kar saktey h happy married life jee saktey h...š
Achanak se SeeRy shadi k time p hi kyun ussey pehle kyun nahi SeeRy ka sach saamne aane k baad isko sahiba chahiye hogi ..kyun kyunki uske ego ko hurt hua šš¼
Original mein clown couple ki marriage k baad se aise scene aatey h jahan ML humesha FL k kareeb aane ki koshish karta h uske sath physical hone ki koshish karta h or ye baat FL bhi notice karti h or bolti bhi h ..
Is it love or lust don't know but ML ko kahin na kahin ye hota h ki FL ko isko apna husband maana hi hoga or real mein iski wife banke rehna hoga phir FL chahey ya na chahey wo wahi karta h jo vo chahta h phir FL kya chahti ye jaaney ki kabhi koshish nahi kiš³
Angad apne ego k aagey sach nahi dekhna chahta he is in his own delusional world
sahiba isko mirror dikhaye sach ka šš¼or sahiba kya seerry kaand hi kaafi h isko neend se jagane koš