Shinika thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Anniversary 7 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago

When dev took all the blame up on him on court.

Judge: the next hearing will be at 4pm

Take both into custody and keep them in safe place for security reasons as mr dev Raichand name included in this case.

Police took Vidhi and dev to the place where not that much commotion in court premises to avoid the media attention.

It looks like secluded room with basic things table, chair and books for special prisoners.

Police left both of them in that room and went outside and guarding them.

Vidhi was very angry on herself and with dev too that she can not digest that her dev sir is facing this all because of her mistake. Dev sat in a chair and try to read a book to escape from the questioning and angry looks of Vidhi.

It got angered her more and she taunted him ab app bahut khush hogayi na jo app chahte hai vahi ho raha hain.

He sat silent and acting like not hearing her.

She got angry said aap dev sirrrr ho dev sirrr koi mamuli insaan nahi hai kisi our ka blame aap par nahi lesakti our yeh jagah aap dekha na , upar se vo judge aapki bath pe yakin karke…. Nahi nahi main app ko jail jathe huye nahi dekh Sakthi Hu 

Dev: Our main tumhe…

Both had a chota sa  pyara sa eye lock ……

Vidhi: phir bhi sir aapne ithna bada risk nahi le sakta.  vo sab kya kahenge ek employ keliye dev raichand khud par zoota injaam le liya….

Dev: vidhiiiii(angrily and already in guilt ki Amba usko pane keliye vidhi ko torture kar raha hai)

Vidhi: ha sir bas log yahi kahegi  na yeh sab dekh ke. Mere jaisi ek choti gali ki mamuli si ladki keliye app apni puri jindagi daav pe laga rahe hai sir.

App jayiye sir yaha se jayiye  jo mere kismat me hoga bas vahi hoga . But pls app jayiye…

Dev with anger and hurt: vidhiii log kuch bhi kahe ….par tum kya kah rahi ho chodke jau ..ha chodke jau..  hmm logon ko tho patha nahi par tumhe patha haina tum mere liye kya ho ..fir bhi kaha rahe ho chodke jao…

He was in pain anger and guilt that he came near her and hold  her with shoulders and said tumhe patha hai jab vo police officer ne tumhare hath pakad gayi our meri kahane pe bhi usne nahi choda tab mujhe kya laga patha hai .. bas vahi ke vahi un sab logon ki moh todakar tumhe bas mere bahon me chipakar kahi door le jana chatha tha ..in sab se door. Jab tumhe voh leke gayi tumhe police van me tumhe patha hai tab tumhari halat dekhkar mere saanse  atak gaya mujhe kuch samajh me nahi aaya phir bhi khud ko sambhala kyonki tumhe meri jarurat hai. Uske baad minister ne kaha ki bail nahi milega  tho I felt like I was the most useless person in the earth. Jab tumhe vaha salakhon ke peecha dekha  tho mera dimag pura blank hogaya . Tumhe rote huye , gabhrate huye dekh ke tho I felt very very helpless. Tumhari halat dekhkar main khud tut raha tha vidhi par tumhari aankhon me vo ummed dekhkar apne aapko sambhala.main bahut koshish ki iss sab ko khatam karne ke liye. Par main kuch nahi kar paya vidhi kuch nahi..main tumhe ek our raat yaha nahi gujarne dungi isiliye main blame apne par leliya. Kuch bhi jaye main tumhe iss mushkil se bahar nikal ke rahunga chahe uske liye mujhe kuch bhi karna pade.

Vidhi crying and asked kyon?

Dev: kyon ki sirf tum ho vidhi . Iss duniya me main puri dil se mera kahane keliye sirf tum ho. Apna kehne keliye sirf tum ho.. tum janna chhathi thi na tum mere liye kya ho ;tum meri jindagi ho vidhi , mera pyar, jaan, zindagi, mera khushi,mera sab kuch tum ho.yaha tak ki main khud ko chodke tumpe basa Hu vidhiii . Ham ek hain. Ha maine kaha ki ham ek saath nahi raha sakte hai par ham ek hai vidhiii. Par tumhe patha hai maine aisa kyon kaha , kyonki main nahi chahtha ki tum bhi meri tarah apni bachpan apni yeh maasoomiyat khona pade hamari iss na mumkin rishte keliye. Main tho majboor tha jab chota tha main bhi tumhari tarah masoom our tej tha like full of life type . BAs achanak ma ki jane ke baad ek dam mera pura jindagi badal gaya saath saath main bhi. Our papa ke baad tho main khud ko hi kahi Kho dia. Ma ne bahut koshish ki mujhe sambhalane keliye par vo bhi abhi our chitra ki vajah se majboor thi.tab maine decide kar dia papa ke liye mera khushi, mera sab kuch chodkar meri jimmedaria sambhalunga, phir business   Ko handle karna ma our bachon ka dekhbhal karna bas yeh tha mera zindagi. Ma bahut koshish ki ma ki kami pura karne keliye . Voh meri maa hai par ma se thoda kam best friend jyada bangayi. Kithne saal akela Beetha Hu patha nahi chala . Sab ki nazar me Dekhne keliye sab kuch hai mere paas par vo dil ka akelapan vo bhi hai saath saath.bas vo mujhe dikhta tha sirf mujhe. Jab I am in 20’s mujhe bhi baki logon ki tarah hasthe khel the bindaas hoke jeene ka man Kartha tha . Par zindagi ne mujhe kabhi mouka hi nahi dia. Uthne saal baad tumse mulakat hogayi . Tumhe dekhne ke baad patha chalaki tum bilkul mera jaisa ho. Tumhe dekhta tho mera bachpan yaad aa tha tha. Tumhe himmat dete huye , tumhara help Karthe huye pehli baar mera dil ka vo khalipan pura hogaya. Laga ki main ek bar khud khoya hua zindagi jee raha hun .Achanak se main apne aap ko naya nazar aane laga . Main apni bachpan se mujhse our karib hone laga. tumhara bachpana, tumhara masumiyat, tumhara imaandari mujhe tumhari ore keech aaya .vakt beet the beet the main tujh me mera khushi dhundhna shuru Kia . Aisa chalte chalte tum kab meri zindagi bangayi patha nahi chala. Ab mere liye mera parivar kahane keliye sirf tum ho vidhi. Mere uthne salon ka akela pan ko door tumne Kia hai vidhi.

Iss sab hone ke baad my selfish kaise hosakta Hu. Tumhe iss namumkin rishte me jodakar phir ek our baar khud ko barbaad kaise hone desakta Hu. Ha Vidhi tum bas mere pyar hi nahi ho . Tum mera pura zindagi ho,our iss duniya me apna kehne keliye sirf tum ho mere paas Sirf..tum.tho ab bathao tumhe main kaise yeha iss halat me dekh sakta Hu… jo bhi ho jab tak yeh sab theek nahi hoga tum sahi salamat bahar nahi aaoge tab tak main tumhara saath hu.. trust me Vidhi .. kuch nahi hoga mujhe.. main sab kuch sambhalunga.. bharosa haina mujhpe.. ha.. bharosa hai na…

Vidhi admired him with her teary eyes and gently she held his hand with her and pressed it with assurance. 

Dev held her tiny hand in his to transfer his love, confidence and assurance in her….


SHINIKA

Created

Last reply

Replies

9

Views

1210

Users

8

Likes

18

Frequent Posters

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Oh my God!!! This was so heart touching. You depicted the feelings of ViDev so well here. This was so emotional and realistic . It reminded me again the whole episode with your soulful writing, Shinika. Bahut bahut emotional hein yaar, loved it to the core. The pain, the protective nature of Dev , Vidhi's sadness to see Dev Sir taking blame for a girl like her , all were showcased so much well with depth. You bought a feel of visualising here and I loved it very much Shinika.    mein ussi raat ek poem likhi thi jiss din salakhon ke peeche Vidhi khadi thi aur Dev Sir kaise usse himmat thi. If you gets time woh short poem padke batana kaisa laga tumhein? Aur likhti raho jab time milne par and makers bhi humein acche lamhe the ViDev ke liye....Love you lots 💓💓💓 Shinika 

carljung thumbnail
Posted: 1 years ago

Originally posted by: Shinika

When dev took all the blame up on him on court.

Judge: the next hearing will be at 4pm

Take both into custody and keep them in safe place for security reasons as mr dev Raichand name included in this case.

Police took Vidhi and dev to the place where not that much commotion in court premises to avoid the media attention.

It looks like secluded room with basic things table, chair and books for special prisoners.

Police left both of them in that room and went outside and guarding them.

Vidhi was very angry on herself and with dev too that she can not digest that her dev sir is facing this all because of her mistake. Dev sat in a chair and try to read a book to escape from the questioning and angry looks of Vidhi.

It got angered her more and she taunted him ab app bahut khush hogayi na jo app chahte hai vahi ho raha hain.

He sat silent and acting like not hearing her.

She got angry said aap dev sirrrr ho dev sirrr koi mamuli insaan nahi hai kisi our ka blame aap par nahi lesakti our yeh jagah aap dekha na , upar se vo judge aapki bath pe yakin karke…. Nahi nahi main app ko jail jathe huye nahi dekh Sakthi Hu 

Dev: Our main tumhe…

Both had a chota sa  pyara sa eye lock ……

Vidhi: phir bhi sir aapne ithna bada risk nahi le sakta.  vo sab kya kahenge ek employ keliye dev raichand khud par zoota injaam le liya….

Dev: vidhiiiii(angrily and already in guilt ki Amba usko pane keliye vidhi ko torture kar raha hai)

Vidhi: ha sir bas log yahi kahegi  na yeh sab dekh ke. Mere jaisi ek choti gali ki mamuli si ladki keliye app apni puri jindagi daav pe laga rahe hai sir.

App jayiye sir yaha se jayiye  jo mere kismat me hoga bas vahi hoga . But pls app jayiye…

Dev with anger and hurt: vidhiii log kuch bhi kahe ….par tum kya kah rahi ho chodke jau ..ha chodke jau..  hmm logon ko tho patha nahi par tumhe patha haina tum mere liye kya ho ..fir bhi kaha rahe ho chodke jao…

He was in pain anger and guilt that he came near her and hold  her with shoulders and said tumhe patha hai jab vo police officer ne tumhare hath pakad gayi our meri kahane pe bhi usne nahi choda tab mujhe kya laga patha hai .. bas vahi ke vahi un sab logon ki moh todakar tumhe bas mere bahon me chipakar kahi door le jana chatha tha ..in sab se door. Jab tumhe voh leke gayi tumhe police van me tumhe patha hai tab tumhari halat dekhkar mere saanse  atak gaya mujhe kuch samajh me nahi aaya phir bhi khud ko sambhala kyonki tumhe meri jarurat hai. Uske baad minister ne kaha ki bail nahi milega  tho I felt like I was the most useless person in the earth. Jab tumhe vaha salakhon ke peecha dekha  tho mera dimag pura blank hogaya . Tumhe rote huye , gabhrate huye dekh ke tho I felt very very helpless. Tumhari halat dekhkar main khud tut raha tha vidhi par tumhari aankhon me vo ummed dekhkar apne aapko sambhala.main bahut koshish ki iss sab ko khatam karne ke liye. Par main kuch nahi kar paya vidhi kuch nahi..main tumhe ek our raat yaha nahi gujarne dungi isiliye main blame apne par leliya. Kuch bhi jaye main tumhe iss mushkil se bahar nikal ke rahunga chahe uske liye mujhe kuch bhi karna pade.

Vidhi crying and asked kyon?

Dev: kyon ki sirf tum ho vidhi . Iss duniya me main puri dil se mera kahane keliye sirf tum ho. Apna kehne keliye sirf tum ho.. tum janna chhathi thi na tum mere liye kya ho ;tum meri jindagi ho vidhi , mera pyar, jaan, zindagi, mera khushi,mera sab kuch tum ho.yaha tak ki main khud ko chodke tumpe basa Hu vidhiii . Ham ek hain. Ha maine kaha ki ham ek saath nahi raha sakte hai par ham ek hai vidhiii. Par tumhe patha hai maine aisa kyon kaha , kyonki main nahi chahtha ki tum bhi meri tarah apni bachpan apni yeh maasoomiyat khona pade hamari iss na mumkin rishte keliye. Main tho majboor tha jab chota tha main bhi tumhari tarah masoom our tej tha like full of life type . BAs achanak ma ki jane ke baad ek dam mera pura jindagi badal gaya saath saath main bhi. Our papa ke baad tho main khud ko hi kahi Kho dia. Ma ne bahut koshish ki mujhe sambhalane keliye par vo bhi abhi our chitra ki vajah se majboor thi.tab maine decide kar dia papa ke liye mera khushi, mera sab kuch chodkar meri jimmedaria sambhalunga, phir business   Ko handle karna ma our bachon ka dekhbhal karna bas yeh tha mera zindagi. Ma bahut koshish ki ma ki kami pura karne keliye . Voh meri maa hai par ma se thoda kam best friend jyada bangayi. Kithne saal akela Beetha Hu patha nahi chala . Sab ki nazar me Dekhne keliye sab kuch hai mere paas par vo dil ka akelapan vo bhi hai saath saath.bas vo mujhe dikhta tha sirf mujhe. Jab I am in 20’s mujhe bhi baki logon ki tarah hasthe khel the bindaas hoke jeene ka man Kartha tha . Par zindagi ne mujhe kabhi mouka hi nahi dia. Uthne saal baad tumse mulakat hogayi . Tumhe dekhne ke baad patha chalaki tum bilkul mera jaisa ho. Tumhe dekhta tho mera bachpan yaad aa tha tha. Tumhe himmat dete huye , tumhara help Karthe huye pehli baar mera dil ka vo khalipan pura hogaya. Laga ki main ek bar khud khoya hua zindagi jee raha hun .Achanak se main apne aap ko naya nazar aane laga . Main apni bachpan se mujhse our karib hone laga. tumhara bachpana, tumhara masumiyat, tumhara imaandari mujhe tumhari ore keech aaya .vakt beet the beet the main tujh me mera khushi dhundhna shuru Kia . Aisa chalte chalte tum kab meri zindagi bangayi patha nahi chala. Ab mere liye mera parivar kahane keliye sirf tum ho vidhi. Mere uthne salon ka akela pan ko door tumne Kia hai vidhi.

Iss sab hone ke baad my selfish kaise hosakta Hu. Tumhe iss namumkin rishte me jodakar phir ek our baar khud ko barbaad kaise hone desakta Hu. Ha Vidhi tum bas mere pyar hi nahi ho . Tum mera pura zindagi ho,our iss duniya me apna kehne keliye sirf tum ho mere paas Sirf..tum.tho ab bathao tumhe main kaise yeha iss halat me dekh sakta Hu… jo bhi ho jab tak yeh sab theek nahi hoga tum sahi salamat bahar nahi aaoge tab tak main tumhara saath hu.. trust me Vidhi .. kuch nahi hoga mujhe.. main sab kuch sambhalunga.. bharosa haina mujhpe.. ha.. bharosa hai na…

Vidhi admired him with her teary eyes and gently she held his hand with her and pressed it with assurance. 

Dev held her tiny hand in his to transfer his love, confidence and assurance in her….


SHINIKA

Itna show wala dev bol de na to saari shikayatei hi khatam ho jaaye.

Lovely os❤️

Telly_Addict thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 1 years ago

this is so beautiful 😍 thanks for writing n sharing.. lovely...

❤️❤️❤️

Suvika. thumbnail
Visit Streak 365 0 Thumbnail Anniversary 11 Thumbnail + 7
Posted: 1 years ago

Beautiful, Shinika!! ❤️

Wish Vidhi gets to hear all his thoughts some day like this. If not spoken then at least written. 


Thanks for the tag. 

md410 thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Visit Streak 365 0 Thumbnail + 8
Posted: 1 years ago

Shinika 

It is wonderful. Problem yeh hai ki dev sir bolte hi toh nahi sirf ghoorte hai. 😆 

Geeta06 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Originally posted by: Shinika

When dev took all the blame up on him on court.

Judge: the next hearing will be at 4pm

Take both into custody and keep them in safe place for security reasons as mr dev Raichand name included in this case.

Police took Vidhi and dev to the place where not that much commotion in court premises to avoid the media attention.

It looks like secluded room with basic things table, chair and books for special prisoners.

Police left both of them in that room and went outside and guarding them.

Vidhi was very angry on herself and with dev too that she can not digest that her dev sir is facing this all because of her mistake. Dev sat in a chair and try to read a book to escape from the questioning and angry looks of Vidhi.

It got angered her more and she taunted him ab app bahut khush hogayi na jo app chahte hai vahi ho raha hain.

He sat silent and acting like not hearing her.

She got angry said aap dev sirrrr ho dev sirrr koi mamuli insaan nahi hai kisi our ka blame aap par nahi lesakti our yeh jagah aap dekha na , upar se vo judge aapki bath pe yakin karke…. Nahi nahi main app ko jail jathe huye nahi dekh Sakthi Hu 

Dev: Our main tumhe…

Both had a chota sa  pyara sa eye lock ……

Vidhi: phir bhi sir aapne ithna bada risk nahi le sakta.  vo sab kya kahenge ek employ keliye dev raichand khud par zoota injaam le liya….

Dev: vidhiiiii(angrily and already in guilt ki Amba usko pane keliye vidhi ko torture kar raha hai)

Vidhi: ha sir bas log yahi kahegi  na yeh sab dekh ke. Mere jaisi ek choti gali ki mamuli si ladki keliye app apni puri jindagi daav pe laga rahe hai sir.

App jayiye sir yaha se jayiye  jo mere kismat me hoga bas vahi hoga . But pls app jayiye…

Dev with anger and hurt: vidhiii log kuch bhi kahe ….par tum kya kah rahi ho chodke jau ..ha chodke jau..  hmm logon ko tho patha nahi par tumhe patha haina tum mere liye kya ho ..fir bhi kaha rahe ho chodke jao…

He was in pain anger and guilt that he came near her and hold  her with shoulders and said tumhe patha hai jab vo police officer ne tumhare hath pakad gayi our meri kahane pe bhi usne nahi choda tab mujhe kya laga patha hai .. bas vahi ke vahi un sab logon ki moh todakar tumhe bas mere bahon me chipakar kahi door le jana chatha tha ..in sab se door. Jab tumhe voh leke gayi tumhe police van me tumhe patha hai tab tumhari halat dekhkar mere saanse  atak gaya mujhe kuch samajh me nahi aaya phir bhi khud ko sambhala kyonki tumhe meri jarurat hai. Uske baad minister ne kaha ki bail nahi milega  tho I felt like I was the most useless person in the earth. Jab tumhe vaha salakhon ke peecha dekha  tho mera dimag pura blank hogaya . Tumhe rote huye , gabhrate huye dekh ke tho I felt very very helpless. Tumhari halat dekhkar main khud tut raha tha vidhi par tumhari aankhon me vo ummed dekhkar apne aapko sambhala.main bahut koshish ki iss sab ko khatam karne ke liye. Par main kuch nahi kar paya vidhi kuch nahi..main tumhe ek our raat yaha nahi gujarne dungi isiliye main blame apne par leliya. Kuch bhi jaye main tumhe iss mushkil se bahar nikal ke rahunga chahe uske liye mujhe kuch bhi karna pade.

Vidhi crying and asked kyon?

Dev: kyon ki sirf tum ho vidhi . Iss duniya me main puri dil se mera kahane keliye sirf tum ho. Apna kehne keliye sirf tum ho.. tum janna chhathi thi na tum mere liye kya ho ;tum meri jindagi ho vidhi , mera pyar, jaan, zindagi, mera khushi,mera sab kuch tum ho.yaha tak ki main khud ko chodke tumpe basa Hu vidhiii . Ham ek hain. Ha maine kaha ki ham ek saath nahi raha sakte hai par ham ek hai vidhiii. Par tumhe patha hai maine aisa kyon kaha , kyonki main nahi chahtha ki tum bhi meri tarah apni bachpan apni yeh maasoomiyat khona pade hamari iss na mumkin rishte keliye. Main tho majboor tha jab chota tha main bhi tumhari tarah masoom our tej tha like full of life type . BAs achanak ma ki jane ke baad ek dam mera pura jindagi badal gaya saath saath main bhi. Our papa ke baad tho main khud ko hi kahi Kho dia. Ma ne bahut koshish ki mujhe sambhalane keliye par vo bhi abhi our chitra ki vajah se majboor thi.tab maine decide kar dia papa ke liye mera khushi, mera sab kuch chodkar meri jimmedaria sambhalunga, phir business   Ko handle karna ma our bachon ka dekhbhal karna bas yeh tha mera zindagi. Ma bahut koshish ki ma ki kami pura karne keliye . Voh meri maa hai par ma se thoda kam best friend jyada bangayi. Kithne saal akela Beetha Hu patha nahi chala . Sab ki nazar me Dekhne keliye sab kuch hai mere paas par vo dil ka akelapan vo bhi hai saath saath.bas vo mujhe dikhta tha sirf mujhe. Jab I am in 20’s mujhe bhi baki logon ki tarah hasthe khel the bindaas hoke jeene ka man Kartha tha . Par zindagi ne mujhe kabhi mouka hi nahi dia. Uthne saal baad tumse mulakat hogayi . Tumhe dekhne ke baad patha chalaki tum bilkul mera jaisa ho. Tumhe dekhta tho mera bachpan yaad aa tha tha. Tumhe himmat dete huye , tumhara help Karthe huye pehli baar mera dil ka vo khalipan pura hogaya. Laga ki main ek bar khud khoya hua zindagi jee raha hun .Achanak se main apne aap ko naya nazar aane laga . Main apni bachpan se mujhse our karib hone laga. tumhara bachpana, tumhara masumiyat, tumhara imaandari mujhe tumhari ore keech aaya .vakt beet the beet the main tujh me mera khushi dhundhna shuru Kia . Aisa chalte chalte tum kab meri zindagi bangayi patha nahi chala. Ab mere liye mera parivar kahane keliye sirf tum ho vidhi. Mere uthne salon ka akela pan ko door tumne Kia hai vidhi.

Iss sab hone ke baad my selfish kaise hosakta Hu. Tumhe iss namumkin rishte me jodakar phir ek our baar khud ko barbaad kaise hone desakta Hu. Ha Vidhi tum bas mere pyar hi nahi ho . Tum mera pura zindagi ho,our iss duniya me apna kehne keliye sirf tum ho mere paas Sirf..tum.tho ab bathao tumhe main kaise yeha iss halat me dekh sakta Hu… jo bhi ho jab tak yeh sab theek nahi hoga tum sahi salamat bahar nahi aaoge tab tak main tumhara saath hu.. trust me Vidhi .. kuch nahi hoga mujhe.. main sab kuch sambhalunga.. bharosa haina mujhpe.. ha.. bharosa hai na…

Vidhi admired him with her teary eyes and gently she held his hand with her and pressed it with assurance. 

Dev held her tiny hand in his to transfer his love, confidence and assurance in her….


SHINIKA


Bahut sahi likha hai yaar... Dev ki exact feelings.. Dev k liye khud ka kehne vala sirf vidhi hai.. Aur kki nhi... I can totally relate to this yaar... Awesome writing

Rk16Kv18 thumbnail
Posted: 1 years ago

Amazing os❤️. Please write on wattpad also.

Shinika thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Anniversary 7 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago


THIS IS A "MEMBERS ONLY" POST
The Author of this post have chosen to restrict the content of this Post to members only.


Shinika thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Anniversary 7 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago

Thank you so much if you are interested read my other stories  and all other writers write ups on ViDev.

All stories are  in NUKSH writers paradise thread

Pls check the thread you will find beautiful stories on ViDev here itself.

I can’t able to tag you Rk16Kv18

Sorry for that and

Thank you ❤️

Edited by Shinika - 1 years ago