Lol first time in the history of anupama, she was standing in the background like other characters does everyday
Lol Aj kinjal - toshu track ke 8-10 lines Kinjal character ko bolne ko mile , 3-4 lines toshu character ko bolne ko mile .
Anupama ka jee machal raha tha bolne ke liye , anupama bolne bhi gayi par toshu and kinjal character ne aakho se he usko bol diya ki please saal mai pehli baar hamara track aya hai , Aj nahi
I was like thank god aj toh kisi aur character ko bolne ko 8-10 Line mile otherwise track kisi ka bhi ho anupama sabka screen space kha jati hai and anupama ko dusro ke hisse ka bhi bolna hota hai

Absolutely right but unhone screen space fir bhi diya aur no dialogues ka compensation kar diya. kisi tarah peeche khada karke and kinjal ne beech beech me anupama ko involve bhi kiya ...
Rupali and sudhanshu both need to put their ego aside and let's others shine too .
Edited by Aarz00_19 - 6 months agoCVS ko bhulna nahi chahiye ki story about anupama
Yes they can show kinjal toshu cheating affair track as sub plot to run serial for several years but CVS ko first priority hamesha main plot that is about anupama journey ko hi Dena chahiye
Agar writer log main plot se jyaada sub plot pe jyaada denge to people will lose interest in show
Waise bhi logon ne anupama pe isliye interest khoya kyonki yeh log main plot se jyaada sub plot pe jyaada dhyaan dete hai
10 minute ka break Hota Hai total ab bache 20 minute Hota Hai .yeh chahe to roj main plot anupama journey ke liye at least 10 minute reserve kar sakte Hai but into roj 20 minute bus sub plot pe hi focus karna jaise yeh peechle 5,6 hafte se kar Rahe Hai that is they are focusing on sub plot that too for 20 minute that is
Sub b plot is about kinjal pregnancy kinjal af revelation kinjal annoument of divorce aur anupama journey ko hardly get 2 minute when the show is about anupama journey
in future anupama only given footage in this track
anupam anad vanraj will dominate
I know it was just for today one day but I am glad jinka track hai woh aj anupama se zyada bole otherwise track kisi ka bhi ho bolna sirf anupama ko hota hai.
Edited by sweet_tania - 6 months agoAbsolutely right but unhone screen space fir bhi diya aur no dialogues ka compensation kar diya. kisi tarah peeche khada karke and kinjal ne beech beech me anupama ko involve bhi kiya ...
Rupali and sudhanshu both need to put their ego aside and let's others shine too .
Ha dekha na kaise kinjal bich bich mai anupama ko involve Karti hai matlab kaun si fight aisi hoti hai jaha betrayed wife ko bich bich mai baar baar sasuma ka taarif bhi karna ho
Kya obsession hai taarif batorne ka ?!
Lol nowadays I feel like ghum is better waha har scene mai lead ko bolna he hai and har scene mai lead ka taarif dusre characters ko karna he hai aisa nautanki nahi chal raha hai. Waha koi baat baat par leads ki taarif nahi karna hota hai . And dusre characters ke scene mai hamesha lead ka presence nahi hota.
Yaha toh 2-3 characters ko chod kar dusre characters ka kaam he yahi ki jitna time screen par rahe utna time lead ke liye 2 mithe bol bolte rahe.
Yaha toh ghar kisi ka bhi ho , lead ko kisi ke bhi ghar phone ke bula lete hai sirf lead ki taarif karne ke liye and audiences ko lead ki taarif sunane ke liye
This is not enough for weekly 6 day show.
It seems like Monday-Friday akele anupama ko he dusro ke hisse ka bhi bolna hai and and 1 day for a change audience ko dusre characters bhi bolte dikhege 🤯🤯🤯
Yeh toh aisi baat ho gayi ki humko zabardasti 5 din moral science classes he attend karna padega and sirf day 6 ko moral science classes se break milega