SAIRAT OS – HOSPITAL CONVERSATION - Page 4

Created

Last reply

Replies

41

Views

5679

Users

18

Likes

57

Frequent Posters

maahi11 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: raji02

This OS is after DEVKIT drama and Sai refuses to return with Virat. She shifts to her hostel and Virat goes on a mission where he gets injured and hospitalized. Sai comes to meet him the previous day but CN wasis do not allow her. She is now sitting in the hospital room, threatening them of legal action if they do not allow her to meet Virat. Pakhi is in the same room as well. I am not sure how the conversation went in other versions because I do not understand Bengali or Tamil.

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pakhi and Sai are sitting in the room waiting for Virat to wake up from his nap. He is in deep sleep due to pain killers.

Pakhi – Sai tumhe thoda sab hi sharam hai kin ahi, chali ayi Virat se milne jabki wo tumse koi Rishta nahi rakhna chahta

Sai – Pakhi didi, mein aaj bhi Virat sir ki legal wife hoon aur mujhe poora hak hai unse milne ka. Agar wo mujhse milna nahi chahte to mein chali jaoongi par aap koi nahi hoti mujhe yaha se jane ke liye bolne wali

Meanwhile, Virat wakes up and sees Sai infront of his eyes. He keeps looking at her without blinking his eyes thinking it to be a dream. Sai also sees him awake and both are lost in their own world forgetting everything around them. 

Pakhi – Dekha Virat kaisi besharam ladki hai, hum sab ke mana karne ke bawajood ja hi nahi rahi hai yaha se. Tumhi kehdo use yaha se jana keliye

Virat – Tum jao yaha se Pakhi

Both Sai and Pakhi widen their eyes listening to him.

Pakhi – Virat tum theek to ho na , tum uski bajay mujhe jane keliye kehrahe ho

Virat – Mein bilkul theek hoon Pakhi, meine tumhe hi jaane keliye kaha. Sai meri patni hain, use poora hak hain yaha rookne ka, mein tumhe kal se bol raha hoon jane keliye, par tum meri baat hi nahi sun rahi ho, par ab meri patni hain mere saath , tum please jao.

Pakhi leaves from there fuming feeling insulted.

Virat – Tum theek ho Sai?

Sai – Hospital ki bed par aap pade hai aura ap mujhse poochrahe hai ki mein kaisi hoon. Kuch zyada ajeeb nahi hai aap?

Virat tries to talk but Sai doesn’t let him and continues talking.

Sai – Pehle aap mujhe ye batayiye ki aap kaise hai. Kahi dard to nahi horaha hai na? Dhyaan kaha tha aapka? Khayal nahi rakhsakte the? Kuch serious hojata to? Pata hai mein kitne pareshan thi? Pata hai aai kitni ghabrayi hui thi?

Virat keeps looking at her with a smile on his face listening to her talk non-stop to him after so long. 

Sai – Ab aap mujhe aise kya ghoor rahe hai? Boliye.

Virat – Tum mujhe bolne dogi to bolunga na. Aate hi shur hogayi gadcharoli super-fast express.

Both laugh hearing this.

Sai – Aap sachem theek ho na? Dard nahi hai na?

Virat – Ha Sai mein theek hoon. Thoda dard hein jaha bullet lagi hai par doctor ne kaha hai ki theek hojayega. Waise tumhe meri chinta thi? Tum mujhse milne ayi?

Sai – Ofcourse thi Virat sir. Ab hum saath nahi hai to kya hua, meine kabhi apka bura nahi chaha hai. Mein to kal hi ayi thi aapse milne, par aapke parivar walon ne mujhe milne nahi diya. Aaj bhi milne nahi de rahe the, meine bhi unse kehdiya ki yaha se tabhi jaaoongi agar aap mujhse milna nahi chahenge. To mein ruko ya jao?

Virat – Mein tumhe jaane keliye kyun kahunga Sai?

Sai gives him a small smile and changes the topic.

Sai – Acha meine apke best friend ko bhi bahut sunaya hai. Mere jane ke baad apko meri shikayat karengi wo to mein pehle hi bata rahi hoon.

Virat – Mujhe koi farak nahi padta Sai?

Sai widens her eyes and keeps looking at him in shock.

Sai – Kahi apki brain ko koi chot to nahi ayi? 

Virat – Kya bol rahi ho Sai?

Sai – Aur nahi to kya? Apko farak nahi padta ki meine aapki best friend ko sunayi? 

Virat – Nahi padta. Acha wo sab chodo , tumhe kaise pata chala ki mein hospital mein hu?

Sai – Are aap jab yeh mission par gaye the na, tabhi pata tha mujhe. Aai bahut ghabrayi hui thi ki aap mission ki koi details nahi derahe hai, kitne din lagenge pata nahi aur yeh bhi nahi pata ki aap waha jaake contact kar paoge ki nahi. Jab aap kal hospitalize hue the aai ne mujhe phone karke bataya

Virat – to aai se tumhari baat hoti rehti hai

Sai – Ha, almost roz baat hoti hai

Virat – To tum mujhse hi baat nahi karna chahti ho? Itna gussa ho mujhse ki meri ek bhi call nahi liya tumne

Sai looks down and says softly – Mein aapse gussa nahi hu Virat sir

Virat – To tum meri phone kyu nahi utathi ho?

Sai – Humare beech baat karne keliye kya hai Virat sir?

Virat holds her hands in his and says – Kya such mein hamare beech baat karne keliye kuch nahi hai?

Sai looks at him with tears brimming in her eyes. Virat eyes tear up seeing her like this.

Virat – Please Sai, ghar wapas chalo mere saath

Sai – Aap kyun chahte hai Virat Sir ki mein apke saath ghar wapas chalu. Apke pariwar waale nahi chahte, dekha haina aaj bhi mujhe aapse milne nahi derahe the.

Virat – Kya tum mujhe thoda bhi miss nahi karti ho Sai?

Sai looks away with tears clotting her throat unable to answer him. Virat continues – Mujhe tumhari chinta rehti hai Sai. Tum meri zimmedari ho.

Sai gets hurt hearing this but composes herself and says – Acha theek hai aapko meri chinta hoti hai na? To phir jab bhi aapko meri fikar hogi aap call kijiyega, I promise mein call uthaungi and agar bahut zyada fikar hogi to mujhse milne college ajana, mein apse pakka milungi. Theek hai?

Virat – Nahi theek nahi hai. Mujhe tum meri aankhon ke samne chahiye . Mein tumhe bahut miss karta hoon Sai. Kaam se wapas aane ke baad tumse baat karna, tumse jhagda karna miss karta hoon. Pata hai meri cupboard mein ap itni khali jagah hai ki mujhe samaj nahi aata ki mein kya karun.Pata hai sote wakt, bed pe mein tumhare sinhgad kila ko bhi miss karta hoon. Kya tumhe meri yaad nahi ati?

When Sai doesn’t answer, he raises her chin and looks into his eyes which shows her yearning for him and she breaks down infront of him.

Sai – Karti hoon virat sir, baht zyada. Apki aur aai ki bahut yaad ati hai mujhe. Mein bahut akeli padgayi hoon Virat sir.

Virat – To phir ghar chalo na Sai. I promise ki koi tumhe kuch nahi kahega aur mein tumhe kabhi akela nahi chodunga. Aur phir mein ghayal hoon na, mujhe meri personal doctor ki zaroorat bhi padegi na.Please.

Sai nods her head unable to refuse him anymore. Both break into a huge smile for the first time in many days.

I do not know how it turned out. But please do leave your feedback.

Tagging a few.

very swt and simple 

But not zimmedari I wanted him to say u have to come home for me, I want u not only in my house boy in my life my heart is already urs and now life is urs again 

ssoujanya thumbnail
Anniversary 9 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Very nice....I liked it a lot..... 

This is like original SaiRat conversation..... so realistic..... if they would have shown in serial...I think it would be similar to this.....

Keep writing more...

raji02 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: maahi11

very swt and simple 

But not zimmedari I wanted him to say u have to come home for me, I want u not only in my house boy in my life my heart is already urs and now life is urs again 

i would have loved that too, but i didn’t think they were there yet. them admitting to missing each other is a big step ahead for them.

raji02 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: ssoujanya

Very nice....I liked it a lot..... 

This is like original SaiRat conversation..... so realistic..... if they would have shown in serial...I think it would be similar to this.....

Keep writing more...

thank you so much❤️❤️

Archishakashyap thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Anniversary 3 Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

Can you please tag me in more os ? I cannot find most of them

raji02 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Archishakashyap

Can you please tag me in more os ? I cannot find most of them

sure

HIMAP thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: raji02

This OS is after DEVKIT drama and Sai refuses to return with Virat. She shifts to her hostel and Virat goes on a mission where he gets injured and hospitalized. Sai comes to meet him the previous day but CN wasis do not allow her. She is now sitting in the hospital room, threatening them of legal action if they do not allow her to meet Virat. Pakhi is in the same room as well. I am not sure how the conversation went in other versions because I do not understand Bengali or Tamil.

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Pakhi and Sai are sitting in the room waiting for Virat to wake up from his nap. He is in deep sleep due to pain killers.

Pakhi – Sai tumhe thoda sab hi sharam hai kin ahi, chali ayi Virat se milne jabki wo tumse koi Rishta nahi rakhna chahta

Sai – Pakhi didi, mein aaj bhi Virat sir ki legal wife hoon aur mujhe poora hak hai unse milne ka. Agar wo mujhse milna nahi chahte to mein chali jaoongi par aap koi nahi hoti mujhe yaha se jane ke liye bolne wali

Meanwhile, Virat wakes up and sees Sai infront of his eyes. He keeps looking at her without blinking his eyes thinking it to be a dream. Sai also sees him awake and both are lost in their own world forgetting everything around them. 

Pakhi – Dekha Virat kaisi besharam ladki hai, hum sab ke mana karne ke bawajood ja hi nahi rahi hai yaha se. Tumhi kehdo use yaha se jana keliye

Virat – Tum jao yaha se Pakhi

Both Sai and Pakhi widen their eyes listening to him.

Pakhi – Virat tum theek to ho na , tum uski bajay mujhe jane keliye kehrahe ho

Virat – Mein bilkul theek hoon Pakhi, meine tumhe hi jaane keliye kaha. Sai meri patni hain, use poora hak hain yaha rookne ka, mein tumhe kal se bol raha hoon jane keliye, par tum meri baat hi nahi sun rahi ho, par ab meri patni hain mere saath , tum please jao.

Pakhi leaves from there fuming feeling insulted.

Virat – Tum theek ho Sai?

Sai – Hospital ki bed par aap pade hai aura ap mujhse poochrahe hai ki mein kaisi hoon. Kuch zyada ajeeb nahi hai aap?

Virat tries to talk but Sai doesn’t let him and continues talking.

Sai – Pehle aap mujhe ye batayiye ki aap kaise hai. Kahi dard to nahi horaha hai na? Dhyaan kaha tha aapka? Khayal nahi rakhsakte the? Kuch serious hojata to? Pata hai mein kitne pareshan thi? Pata hai aai kitni ghabrayi hui thi?

Virat keeps looking at her with a smile on his face listening to her talk non-stop to him after so long. 

Sai – Ab aap mujhe aise kya ghoor rahe hai? Boliye.

Virat – Tum mujhe bolne dogi to bolunga na. Aate hi shur hogayi gadcharoli super-fast express.

Both laugh hearing this.

Sai – Aap sachem theek ho na? Dard nahi hai na?

Virat – Ha Sai mein theek hoon. Thoda dard hein jaha bullet lagi hai par doctor ne kaha hai ki theek hojayega. Waise tumhe meri chinta thi? Tum mujhse milne ayi?

Sai – Ofcourse thi Virat sir. Ab hum saath nahi hai to kya hua, meine kabhi apka bura nahi chaha hai. Mein to kal hi ayi thi aapse milne, par aapke parivar walon ne mujhe milne nahi diya. Aaj bhi milne nahi de rahe the, meine bhi unse kehdiya ki yaha se tabhi jaaoongi agar aap mujhse milna nahi chahenge. To mein ruko ya jao?

Virat – Mein tumhe jaane keliye kyun kahunga Sai?

Sai gives him a small smile and changes the topic.

Sai – Acha meine apke best friend ko bhi bahut sunaya hai. Mere jane ke baad apko meri shikayat karengi wo to mein pehle hi bata rahi hoon.

Virat – Mujhe koi farak nahi padta Sai?

Sai widens her eyes and keeps looking at him in shock.

Sai – Kahi apki brain ko koi chot to nahi ayi? 

Virat – Kya bol rahi ho Sai?

Sai – Aur nahi to kya? Apko farak nahi padta ki meine aapki best friend ko sunayi? 

Virat – Nahi padta. Acha wo sab chodo , tumhe kaise pata chala ki mein hospital mein hu?

Sai – Are aap jab yeh mission par gaye the na, tabhi pata tha mujhe. Aai bahut ghabrayi hui thi ki aap mission ki koi details nahi derahe hai, kitne din lagenge pata nahi aur yeh bhi nahi pata ki aap waha jaake contact kar paoge ki nahi. Jab aap kal hospitalize hue the aai ne mujhe phone karke bataya

Virat – to aai se tumhari baat hoti rehti hai

Sai – Ha, almost roz baat hoti hai

Virat – To tum mujhse hi baat nahi karna chahti ho? Itna gussa ho mujhse ki meri ek bhi call nahi liya tumne

Sai looks down and says softly – Mein aapse gussa nahi hu Virat sir

Virat – To tum meri phone kyu nahi utathi ho?

Sai – Humare beech baat karne keliye kya hai Virat sir?

Virat holds her hands in his and says – Kya such mein hamare beech baat karne keliye kuch nahi hai?

Sai looks at him with tears brimming in her eyes. Virat eyes tear up seeing her like this.

Virat – Please Sai, ghar wapas chalo mere saath

Sai – Aap kyun chahte hai Virat Sir ki mein apke saath ghar wapas chalu. Apke pariwar waale nahi chahte, dekha haina aaj bhi mujhe aapse milne nahi derahe the.

Virat – Kya tum mujhe thoda bhi miss nahi karti ho Sai?

Sai looks away with tears clotting her throat unable to answer him. Virat continues – Mujhe tumhari chinta rehti hai Sai. Tum meri zimmedari ho.

Sai gets hurt hearing this but composes herself and says – Acha theek hai aapko meri chinta hoti hai na? To phir jab bhi aapko meri fikar hogi aap call kijiyega, I promise mein call uthaungi and agar bahut zyada fikar hogi to mujhse milne college ajana, mein apse pakka milungi. Theek hai?

Virat – Nahi theek nahi hai. Mujhe tum meri aankhon ke samne chahiye . Mein tumhe bahut miss karta hoon Sai. Kaam se wapas aane ke baad tumse baat karna, tumse jhagda karna miss karta hoon. Pata hai meri cupboard mein ap itni khali jagah hai ki mujhe samaj nahi aata ki mein kya karun.Pata hai sote wakt, bed pe mein tumhare sinhgad kila ko bhi miss karta hoon. Kya tumhe meri yaad nahi ati?

When Sai doesn’t answer, he raises her chin and looks into his eyes which shows her yearning for him and she breaks down infront of him.

Sai – Karti hoon virat sir, baht zyada. Apki aur aai ki bahut yaad ati hai mujhe. Mein bahut akeli padgayi hoon Virat sir.

Virat – To phir ghar chalo na Sai. I promise ki koi tumhe kuch nahi kahega aur mein tumhe kabhi akela nahi chodunga. Aur phir mein ghayal hoon na, mujhe meri personal doctor ki zaroorat bhi padegi na.Please.

Sai nods her head unable to refuse him anymore. Both break into a huge smile for the first time in many days.

-------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

I do not know how it turned out. But please do leave your feedback.

Tagging a few.

It's nice and I saw the serial in Tamil and it's similar to this...vikram ask satya to go home and take rest as Saranya came now and he already say the same previous day too to leave for home as it's not good stay in the hospital for her husband's brother but she won't budge his sayings and after she leave in anger their banter is funny and cute. Vikram ask her to come home like in the OS and after lots of coaxing she agrees to back till he get healed completely, here there r some jealousy scenes will come when the nurse comes to sponge bath him and Saranya won't accept that and make her run away. They show that the chain with doller she gifted him for his birthday which he kept in his pocket in her memory only saved him from the bullet otherwise bullet would have damage his heart, that will be emotional...later there will be much drama when they return home... 

Let's see how they will show their reunion and be ready for a much emotional part till now...

linakusharberry thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 8 Thumbnail + 2
Posted: 3 years ago

wow this is really beautiful one 

loved it dear

thanks for tagging me 

Svt611 thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Anniversary 7 Thumbnail + 4
Posted: 3 years ago

Super sweet!!

feels exactly like sairat ❤️❤️❤️

raji02 thumbnail
Posted: 3 years ago

Originally posted by: Svt611

Super sweet!!

feels exactly like sairat ❤️❤️❤️

thanks a lot siya.❤️❤️❤️